How to get good result from Indicators ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    indicator wrong be ho sakty ha. ise liye hum ak sy zayda indicator ma kam karty ha our easily zaida sy zaida earning kar sakty ha.indicator forex trading ky liye bohat important ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Dear forum per new hony ki waja se abhi tak mein trading ki boht sari chezon ka knowledge ni hai aur mein ap ko yeh bhi bata don keh trading mein indicators her new trader ko ni use kernay chahyein
      • #183 Collapse

        forex trading main indicator acha kerdar ada kerte hain agar ap ko forex trading main kamyabi hasil kerni hi to ap ko cheye ke ap indicaotrs ko use kero teke ap achi earning hasil ker sakoo iss lye indicator lazmi hi
         
        • #184 Collapse

          forex trading main bohat se indicators hain jin main log kam ker ke achi earning hasil kerte hain main bi rubicon indicator ko use kerta hon jo ke ap ko perfect stopo loss or take profit ke hint deta hi agar ap follow kero too asani se achi earning ker lo gye
             
          • #185 Collapse

            indictor is important for forex.app ko ko jub indictor miley app trading kar dea us se app ko both faida ho aur app both paisa kaama sakety hai aur loss honey se bach saktey hai
            • #186 Collapse

              Meray khayal main indicators ek achi bat hai lakin yeh b zarori nahi keh indicators sahi hoon kabi kabi indicators ghalat be ho sakti hain,aur agar indicators ka sahi istimal kar lain tou hum bahout faida uta saktay hain
              • #187 Collapse

                agar ap ko koi acha indicator mil jata hi to sub se poehle ap iss ko demo account main use ker ke dekhoo then hi ap iss ko real main lagoo agar ap ko iss ne demo mian profit dey to ap iss ko real main bi use ker loo
                 
                • #188 Collapse

                  mere bhai mere khiyal ke mutabik to zyada tar indicators galat hi hote hen jo time per sahi direction hi nhi dikhate to is liye mein to ap logon se yehi kahun ga ke ye indicators ke chakkar mein na hi paro to acha hai.
                   
                  • #189 Collapse

                    my dear humein indicator par trust nai karna chahiye kyun zeyada tar indicator fake bhi hotey hain ghlat guide kartey hain agar sahi bhi guide karey to ye 25% se 45% tak hi guide kartey hain baaz indicator humein loss bhi karwa detey hain indicator se best hai analysis agar hum analysis ko follow karey to ye 100% profitable hoga hum sab kay liye i thinks
                    • #190 Collapse

                      hm achaa result bhe ley sktey hain indicator sey lekin ager daikha jaiey to indicator market ke past ke movemnet keh sath hmain guide kertey hain aur ager perfect choice ke bta krain jo 100 percnet thek ho to us keh liey to esi koi chez ni hey brey sey bra trader aur analyser bhe ghlt ho jata hey
                      • #191 Collapse

                        yes dear bahot sweet sawal kiya hai mera khayal hai ke good result tab nikal ta hai jab apko news ka pata hoga our indicators ka follow karna hoga tab achaa result nikle ga.....ham sub ko indicators ki bahot zarurat hai.
                        • #192 Collapse

                          forex trading business aik bohat hi risky online business hai jiss per humein loss bhi ho sakta hai iss liaye hum iss per indicator per depend nahi ker saktey hain lekin bollinger band aur moving average acha indicator hai jo k acha trend de saktey hain. lekin mein inn ko kam use kerta hoon.
                          • #193 Collapse

                            App ki baat sahi hay bohat say new trader aisy hoty hay keh unko indicators ki sahi say setting nahi karni aati aur wo esi waja say indicator say sahi results nahi lay sakty humay chahiey keh setting ko achi trha seekhain.
                            • #194 Collapse

                              forex ki market main many indicators hain but i think hamen apni manual tradgin par ziada tawajoh deni chahiye aur indiactors waqai helpfull hotey hain but in par kabhi bhi fully trust nahin karna chahiye.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                                Members as we knew that Indicator is important part of trading.With the help of indicator we can easily make good technical analysis and also find upcoming trend of market.But unfortunately many trader complains and fed up that indicator loss their account.This happens when we are not perfectly use of indicator.I request to every trader that when they use any indicator first they need to learn properly rules of indicator and strongly follow indicator rules and then they will get good result from indicator
                                Share you comments regarding this issue.
                                :o;):rolleyes:
                                Bhai, ksi bhe cheez say full aur good results hasil karnay k lye us ko complete samajhna bohat zaroori hay, jaisa keh hamay pata hay keh dentist daant ko kaisay nikalta hay, lakin hum log khud say to nahi nikal saktay na?

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X