How to get good result from Indicators ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    dear ham indicators woh use kar skate hen jo am ne khud bnway hue hote hen jis se ham asaani se apna analysis kar skaen baki ham ne khud ko bnaye hue hen indicators ko use kar ke market me kab konsi trade lgani he or kab buy ki trade lgani he ham ne khud hi analysis karna he or samjna he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      jee bht shukrya bhai jan aap ne bht hi achi thread post ki hai. mgr behtar hota ke aap hamy indicetor kesy use kia jat ahai wo tareeka b bta dety hamy tu ham osy use kar sakty
      • #648 Collapse

        ham sub sa acha rezalt osi time par indigatar sa la saktay ha jub ham ko ya pata ho k ham na is indigatar ko kasay istamal karna hay.agar ham sahe tarikay sa istamal kartay ha to is ma ham ko kafi fahida ho sakta hay
        • #649 Collapse

          app ko is business k zareye succesful bna sakta haa or apna ndicator hai agar apisko properly learn nai karenge to ap ko is main nuqsan bhi hosakta future career is business e bna sakta ha.......
          • #650 Collapse

            forex trading main good trading karny ky lye ham forex trading main asaan sa asaan rasta dhonty hen islye ham forex trading main indicators ko bi use karty hen ta ky ham forex trading main achi sa achi trading kar saken .forex trading main ham indicators ko lga kar markeet ki direction maloom kar sakty hen .
            • #651 Collapse

              meray hisab sai to forex mai sab tools tab hi sahi sabit hosaktay hai kai jab ap un ko sahi tarha sai use kar pao to hi ap us ka faida utha saktay hai to hum sab ko tools ko sahi sai use karna seekhna chahye
              • #652 Collapse

                ap indicator say trend ko identity kar saktay hy because forex money making machine hay ap forex say achi earning kar saktay hay sirf ap kay pass knowledge hona chayie and agr ap kay pas nahi hy tu ap demo account pr practice kar lo isi liye forex ko har koi join kar sakta hay women aur men har koi ker sakta hy .
                • #653 Collapse

                  in ko use karney ka bhi ik tariqa hai us k baghair ap in ko use karain gey to ap ko ye nuqsan to daingey is kliye in ko proper learn karain
                  • #654 Collapse

                    Indicators wo tools hote hin jo humin forex trading market ki movement k bare min malomat muhaya karte hin agar hum es karobar min kamyabi hasil karna chahin to hum es karobar min indicators ko theek toor pe esimal karin aur market ki movement ka andaza karin aur trend k bare min bhi janin. Es lei to kehte hin trend is friend. Agar hum ye malomat le sakte hin indicatos se to hum kafi kamyab trader bhi ban sakte hin es karobar min.
                    • #655 Collapse

                      je ha kafe sare indicater ha jin ko sinlgle ko mla kare hame kfe acha trading knowleged hasile kar sakte ha trading ke leye ye kafe best ha hamr leye ye kafe bes ttrading systam ha hamr eleye
                      • #656 Collapse

                        bhai bat ye hai kayt kabhee kabhee indicator wrong bhee hoty hain or ye ham ko wrong sign show kartay hain or ham is ko sahaee tarhan samajtay nahi or sahee tarahan lagatay bnahi hain
                         
                        • #657 Collapse

                          assalam o alaikum bhia jan indicator play a good role in generating profit in Forex Trading mostly log indicators ko Achi tarah Say Study nahin kartay... orr un ki Values Ko Sahi tarah Say Adjust nahin Kar Saktay jiss ki Waja Say unhain nuksan hota hai
                           
                          • #658 Collapse

                            Dear sir forex trading main humain indicator say kafi had tak help mil jati hay, es say humain market kay trend ka pata chalta rehta hay, and hum indicator ki help say apni trade ko set kar saktay hain.
                            • #659 Collapse

                              Mere hisab se indicator se ham e pata lagasakte hi market kahnajasakta he.Iska matlab e nehni ki indicator jo dikharahahe market 100% uhnahi jae to hame indicator or hamara knowledge dono ka istemal ek sath karna chahie then ham ko trading karna chahie.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                indicators hi aik aisa tool hain jis ki madad say ham forex main aik acha analysis kar sktay hain q kay in main hamain past ki situation nazar aati hay or ham isko dakhtay huay future ka andaza laga sktay hain. isliye indicaors kay baray main jaanna buhat zruri hay . is sy profit hasil karnay kay liye hamain isko sahee time frame or sahee strategy main use karna hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X