Be happy when you lose here(529.sabzwari

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yes I agree with you that loss main humain ghabrana nahi chayie balkey loss ager hota hay tu ise se learn karana chayie k main ney kia ghalti ki k mujeh loss ho gia hay. Boht se log jab loss ho ja ta hay tu forex trading ko chor daitey hain aisa nahi karana chayi balkey loss se learn karain aur phire yaqinun aik din kamyab hon gey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      yes dear friend ager hamain forex k trade mien loss ho jy to hami dil chota ni kerna chhye bel k hams ker in ko face kerna chhye ager hum himmat har gy to hamain es mien servvive kerna asan ni ho ga
       
      • #33 Collapse

        wese forex ke business me knowledge aap ko hasil karni hai to aap ko us ke lye mehnat karni he parti hai bina mehnat ke is business me na mumkin ho jata hai kamyabi hasil karna is lye kamyabi ke lye losses se sabaq ham ko seekhna chahiye .
        • #34 Collapse

          g han bhai app ki abt sahe hai hum jb b lose face kartay hain to apna dil chota kr daytay hain hmay chaheyah k hum dil chota na karay and apni mistakes sy sekhay.
          • #35 Collapse

            g forex aik real business hai is per kam kerne buht mushkil hai jab insan yehan se har k jata h to use un sab per buhtr gussa ata h jo us ghltyan hoti han forex m her kam kerte wkt her bat ka dehan rekhna perta h k her kam kase kya jaye
            • #36 Collapse

              Koi bhi business ho loss to is ka hissa hota hy, is leye is sey nahi ghabrana chaheye aur is ko accept karna chaheye. Loss sey hum buhat kuch seekhtey hainkeh hum ney kahan kahan mistakes ki hain aur agar hum in mistakes ko future main repeat na karain to hamain kafi faida ho sakta hy. Aaj agar aap ko loss ho gia hy to kal aap ko faida bhi to ho ga.
              • #37 Collapse

                Pak forex forex mein yeh baat to insan ko sub sy pehly he pata chal jati hy agar profit hy to loss k bhi bahut roshan chances hain or jub loss hota hy to uswaqt insan ko bardasht karna chaiay kiun k loss zahir c bat hy tub he hua k ap nay ghalti ki hy or ghalti sy insan ko seekhna chahiay na k pareshan hona chahiay
                • #38 Collapse

                  Yes exactly, Sahi bat he blkl k jitna hm loss se seekhte hen utna hm kisi ar chiz se nai seekhte ar sb se bari bat he loss me himmat na harna blky dat k muqabla krna
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #39 Collapse

                    Forex trading me losses b hote hain jaha hum trading me profits earn kerte hain means hum ko losses ko b kabool kerna hoga q k yeh hisa hai business ka means hum se mistakes b hongi trading me to hum ko loss per ghabrana nai chahye or trading kerte rehna chahye or learning achi kerte rahe to experience acha hota jaye ga jis se trading me earning b achi hoti jaye gi to losses ko b accept kere profits k sath sath.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X