Starting m lot ka size km ho ya zyada????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Starting m lot ka size km ho ya zyada????
    Please seniors guide kren k lot sixlze kya rkhna chahye r knsa pairs starting m use krna chahye
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Starting m lot ka size km ho ya zyada????

    Dear friend forex trading men apnay balance k hisab se lot size ki achi selection kar lena bhi bari kamyabi hoti hey iss liay new traders shuru men bilkul small lot size ko use karen aur currency pairs men trading karen aur thora thora kar k apna profit increase karen tu safe trading hoti hey
    • #3 Collapse

      Re: Starting m lot ka size km ho ya zyada????

      assalam o alikum my dear and respected forex member kesy hein ap umeed hy keh ap sab khariyat sey hun gy dear bht hi acha swal kiya hy keh starting mein hamin lot size kam use kerna chahiy kue keh kam lot size use kernuy key bht hi faidey hoty hein big lot size lganuy sey account key wash honuy key chances bhar jaty hein.
      • #4 Collapse

        Re: Starting m lot ka size km ho ya zyada????

        lot size ko hmesha km rakhna chahiay jitna km lot size hoga apko utna ziada apko loss km hoga r r prpfit bhi km hoga pr agr loss hony lgy ap loss s bch sakty ho hmesha mehnt s kam kro tbhi ap kamyab hn gy r kuch gain kar sakty hn jitna ziada mehnt kro gy utna faida h
        • #5 Collapse

          Re: Starting m lot ka size km ho ya zyada????

          Asslam o alaikum g haan billkul AP ka ak bohat acha sawal ha forex ma hmain start ma lot size Kam ruk kr trade lagani chahia keon ka jb ham Kam lot size ruk KR trade lgyain ga tu loss bi nhi ho ga or ham kamyab hon ga
          • #6 Collapse

            Re: Starting m lot ka size km ho ya zyada????

            Brother lot size ki selection hamy apny balance k hisab se kerni chahye r ye jahan tak ho saky kam hi use lagain jay small lot size lagany se account safe rehta hai r trade loss main jany se bhu bach jati hai per small lot main profit bhi small hi hita hai r big lot main big loss so laluch se behter hai small lot main kam profit per iktifa karen
            • #7 Collapse

              Re: Starting m lot ka size km ho ya zyada????

              Shaan mein hai aapko yahan se Kuchh Bhi earning karne ke liye Nahin mil raha to aapko chahie kya market ko Jyada time the samjhaie market ki movement ko indicators ko market ke trend ko aap market Mein kam karne ke liye ek trendline banaa sakte hain Jab market trend line ke against Mein vah To Aap Yahan per in West na Karen Jo Log Yahan Par new members hai aur Yahan per kam karne ke liye market Mein Aate Hain unko
              • #8 Collapse

                Re: Starting m lot ka size km ho ya zyada????

                Starting Mein lot size Hamesha Hamesha Thode Se thoda Rakhna chahie Kyunki aap starting Mein learning karna aapke liye bahut Jaruri hota hai isliye aapko Hamesha lot size kam se kam Rakh Kar Hi trade open Karni chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Starting m lot ka size km ho ya zyada????

                  forex trading main humsha choti lot sy hi trading krni chae kiun k forex main bri lot size humsha loss ka sabab banti hn kiun k aksar waqt hum forex main bri lot laga dete hn jis ki wajha sy ya hume bahut zeyda loss ho jata hai ya humra account hi washa ho jata hai es leye forex trading main humsha choti lot sy trading krni chae ta k humra accoun save rahe r hum forex main apni trading jari rakhn
                  • #10 Collapse

                    Re: Starting m lot ka size km ho ya zyada????

                    Friends agar Ham new training shuru karte Hain to humko load size ko small lagana chahie kyunki forex trading ke andar profit aur loss hamare business ka hissa hai agar Ham shuru mein load size ko small rakhenge to is se Ham ko lot size ka experience bhi hoga aur ham log se bhi bach jaenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Starting m lot ka size km ho ya zyada????

                      Depend karta hain k ap kis tahra ki knowledge or kitny saal k experience k sath trading start kar rahy hain . Agr ap new trader hain or new new experience or knowledge k sath trading start kar rahy hain to first of all small amount k sath trading kary or ek time mai ek hee trade lagaye or wo bhi srif 0.01 ki lot ka istemal kary is sy zayda nahi
                      • #12 Collapse

                        Re: Starting m lot ka size km ho ya zyada????

                        Dear friends forex trading main lot k sizes ko apny bounce k hisab sy rkhain gy to bihtar ho ga
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Starting m lot ka size km ho ya zyada????

                          jo new traders starting par trading kartay hain wo seekhnay kay marhale par hotay hain un ko chahiey kay wo jub trading start kar tu os wakt kam se kam lots size ka use karay un kay pass chehe 300$ hi kyu na ho un ko apna lots size 0.01 hi rakhna chahiey takay wo tention free ho kar trading kar sakay or zyada trading kar kay zyada experience hasil kar sakay
                          start me un ko chahiey kay wo majors pairs me trading karay or majors pairs me sub s ebest pair eurusd ha

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X