over confidence or diciplane
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    over confidence or diciplane
    hamain diciplane say hi trade kar k hi hum run karien gay aur hamain market main bi trader banany say aphly is k bary main planing karni ho gi aur market main kam kar k hi hum ahy say trade kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum kamyb ho sakty hain aur greed ko avoid kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main bi trend ko use kar k hi hum run karein gay
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: over confidence or diciplane

    Forex Mein overconfidence Hamare liye bahut nuksan carboys Ban sakta hai isliye aap kabhi bhi overconfidence na Karen balki Hamesha confident ke sath trading Karega aap confident Hain To aapko koi bhi e loss Nahin De sakta Aur Ek aur baat ke discipline show karna hai aapane jo Kaha Ham discipline ke sath karte hain vah faydemand hota hai agar aap discipline Nahin dikhte to nuksan Hota Hai
    • #3 Collapse

      Re: over confidence or diciplane

      Gee Han discipline se he Kam Krna Hoga Aur greed ko har forum Aur har movement per avoid Krna Hoga Aur mehnat krni ho gye Jitni ziyadeh mehnat Karen gye hame benefit bhe utna he ziyadeh Aur Acha Hoga har ek kamiyabi trader pehly learning ko he tarjeeh deta hai Jis Ka benefit ose future trading mein Hota hai hame Bhe agye bhar kr kam Krna Hoga Aur overconfident ko bhe avoid Krna Hoga ralex air mind fresh ho kr k Kam Karen ta k profit achy se acha mile
      • #4 Collapse

        Re: over confidence or diciplane

        Dear friends hamen kabhi bhi apne kaam ko lekar overconfidence nahin hona chahie har baat per hamen Saba ka muzahira karna chahie Jo log overconfidence hote Hain Indian lost ho jata hai inki overconfidence hone ki vajah se vah apne kam ko lekar kuchh jyada hi confidence hote Hain unhen lagta hai vah expert Ban Gaye Hain aise Hi log apna lost kar baithe Hain forex form mein hamen sabar se kaam Lena chahie kabhi apne kam ko lekar overconfidence nahin hona chahie
        • #5 Collapse

          Re: over confidence or diciplane

          hamy confidence ky sat kam karna ho ga pher he hum pasai kama saky gy forex aik acha buisness hain hum is mai nigth maai be kam kari sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik asa busines hain jo hamy learning be det hain or hamy earning be deta hain
          • #6 Collapse

            Re: over confidence or diciplane

            hamy is main confidence sy kam karna chahey per he hum is main ache earning hasil kar sakty hain agar hum is main over confidence sy kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka koi balm nahe hota loss hum apne ke waja sy karty hain hamy market ko achy sy learn kar ky kam karna chahey yai aik asan business nahe hain hum is main aik sal ke practice ky bad expert banty hain
            • #7 Collapse

              Re: over confidence or diciplane

              G han dear ap ne bilkul correct bat kahi hy forex business mein bilkul bhe over confidence nahi kerna cheye jitna hamain over confidence se bach ke kam kerte han utna hamain ache se time table banna ker kam kerna hoga achi success hasil kerne kilye tabi to forex hamain achi kamyabi dey ga
              • #8 Collapse

                Re: over confidence or diciplane

                account wash hony ki aik bri wja over trading b h jtna b trust ho jy apny ap py lakin kbi b discipline ko na toren kbi b q k jtna b trust ho apny ap py lakin risk manage na hoa r money managment na ki hoi to loss ho skta h loss bry sy bry trader ko b hta h lakin bra trader achi tarha manage kr k loss ko km kr skta h so discipline mn reh k trade kren gy to loss ko kam kiya ja skta h r bcha b ja skta h.
                • #9 Collapse

                  Re: over confidence or diciplane

                  Dear Forex member aapki par theek hai Hamen discipline ko follow karte hue trading karne ki koshish Karni chahie aur Hamen Forex trading Jaise risky business mein overconfident kabhi bhi nahin Hona chahie Kyunki bahut Sare Logon Ne Apne overconfidence ki vajah se account wash karvaye Hain Yahan per Hamare confidence ko MBA to di Jaati Hai Lekin overconfidence ko Nind a jaati Hamen chahie loss ho ya profit Apne emotions ko control Mein rakhte Hue discipline ko follow karte hue Khud Ko control Mein rakhen tabhi Ham acchi kamyabi ke sath hatachi trading kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: over confidence or diciplane

                    Confidence aapko Zyada learning se Milta hai aapko chahie ki Aap Yahan per Forex ke kam Mein management rakhen jitni acchi aapki management Hogi kam bhi aapko utna suitable ho jaega yahan se kam karne ke liye market ko samajhne ke liye hamare pass Jo Jyada important chij Hoti Hai vah practice Hoti Hai practis Ke bagair Ham yahan se Kuchh Bhi Nahin kah Sakte Jo Log Yahan per Jyada Speed ke sath karna chahte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: over confidence or diciplane

                      g dear ap na thek kaha hmain forex ma proper discipline k sath kaam karna chaiay q k is k baghair hm kamyab nhi ho saktay isi tarah hmain apni trading ma b discipline rakhna chaiay aur kbi b overconfident ho k risky trades open na karain hamesha apnay anaylisis aur planing karnay k baad trade karain ta k hmara account safe rahay
                      • #12 Collapse

                        Re: over confidence or diciplane

                        Han trading khate Hue Agar Ham confidence Mein Jaenge To Hamen Maut Hoga main kabhi bhi confidence Mein Nahin Jana chahie Hamen discipline ke sath kam karna chahie Ham discipline ke sath working Karenge To Ham Panchi working kar Sakenge aur ham bhi Hasil kar Sakenge Hamen discipline ke sath kam Karte Rahana chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: over confidence or diciplane

                          ager ham over confidnece ky sath work karty hn to pher hamein is mn kafi ziada loss ka samna karna persakta hy so hamien mehant karny chaye jis sy pher kafi ziad afiada hosakta hy so hamein is mn confidence to karna chaye aur pher overcondence nhe karny chaye worna pher hamein is mn kafi ziada fiada hosakta hy so hamein mehnat karny chaye aur phe rhimat ky sath work kara chaye jis sy pher hamein is mn kafi ziada fiada hsokta hy
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: over confidence or diciplane

                            ji han confidence aur overconfidence mein bahut Fark Hai confidence bahut Achcha hai self-confident Hona bahut jaruri hai Insan ko Lekin overconfidence bahut nuksan hua hai aur discipline Ke Bina kam Karenge to last Mein nuksan hoga Agar aapko behtarin kamyabi chahie to aapko bahut jyada mehnat karna bahut jaruri hai Forex forum mein jo log mehnat Nahin Karte Hain Jo log disciplin Nahin Hote Hain Jo overconfidence Hote Hain Jo Basa Bade Hote Hain Jo lalchi hote hain unko na Kami milati hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X