Without moving average or RSI analysis karna ka impact

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Without moving average or RSI analysis karna ka impact
    Asalamu Alaikum.
    Without moving average or RSI trading karna kesa hain kya in do indicators ka such mai bht effect parta hain ya phr in k bina bhi achi trading kar skty hain.??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Without moving average or RSI analysis karna ka impact

    aagr hum moving avrage indicator ko use nahi kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa hum is mai night mai be kam kar skaty hain hum is mai dya mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ag forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai apny boss kud ap he hoty han
    • #3 Collapse

      Re: Without moving average or RSI analysis karna ka impact

      Yah indicators Jab Ham analysis Karte Hain To Hamen fayda Dete Hain Agar ya nahin hai indicator analysis ho sakta hai lekin yah Kafi important indicators Hai Hamen aur Si aur moving average ko Jarur use karna chahie isase Hamen market kiye Trend ke bare mein acchi information milati hai agar yah Nahin Hai analysis fir bhi ho jaega
      • #4 Collapse

        Re: Without moving average or RSI analysis karna ka impact

        han bhain waisy to sary indicater bht achy hn lakin RSIindicater sab sy acha hy yh main ny dosry members sy suna hova hy bhain g mera is main experience nh hy lakin itna pata hy kh jo indicater hoty hn wh aik week pehly ky analyses btaty hn ap ko self trading kerni chahiay koi bhi indicater use nh kerna chahiay
        • #5 Collapse

          Re: Without moving average or RSI analysis karna ka impact

          Walikum assalam dear indicators trading main boht important role play kerty hain in main RSI eik best indicator hai to moving average r RSI indicator dono hi analyse k liye best hain ager is k through analyse kerny ka experience hai to achy se in k through analyse ker k trend ko find kiya ja sakta hai r profitaboe trade ki ja sakti hai per in ka use nahi pta to isnl bager bhi acha analyse kiya ja sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Without moving average or RSI analysis karna ka impact

            hamy market ky up or down ko watch kar ky kam karna chahey rsi aik famous indicator hain hamy is ko use kar ky kam karna chahey agar hum is main tukky laga kar kam kary gy to hamy result negative hasil ho ga hamy market ko achy sy analyses kar kam karna chahey hum is main jitna kam karty hain yai hamy is ky hesab sy bonus mil jata hain yai aik real business hain
            • #7 Collapse

              Re: Without moving average or RSI analysis karna ka impact

              dear aghr ap indicators k sath trading kar rahy hain tu ap aik he indicator ko use kar k bhi achi trading kar skty hain or aghr RSI indicator ki bat karen tu yah sub se zyda use hony wlaal business hai jis se hmain loss hony k chnaces bhi kam ho jaty hain or hum kamyab trading bhi kar skty hain tu hmain chahye k os indicator k sath trading karen jis main hmain aca profit milny k chnaces hon
              • #8 Collapse

                Re: Without moving average or RSI analysis karna ka impact

                Forex trading mein bahut Sare indicators istemal hote hain lekin Mere Khyal se Hamen indicators per depend nahin karna chahie Kyunki Jab Ham Kisi chij per depend karna Shuru kar dete Hain To Ham FIR Khud mehnat Se Dur Ho Jaate Hain aur Forex trading Jaise Business mein Ham jitne mehnat Se Dur Jaenge utna hi Hamen na Kami ka Samna karna hoga isliye Hamen chahie key indicators ko bhi follow Karen Unka bhi knowledge Hasil Karen lekin maximum after experience aur apne knowledge per depend karne ki koshish
                • #9 Collapse

                  Re: Without moving average or RSI analysis karna ka impact

                  rsi ik acha indecators hy so hamein is mn mehnat karny chaye aur pher is sy hamein ik acha pta chalta hy ky hamein is mn kafi ziada fiada bhi hosakta hy so hamein is mn mehnat karny chaye aur pher hamein himat ky sath work karna chaye jis sy pher hamein is mn kafi ziada fiada hosakta hy so hamein chaye ky ham mehnat ky sath sath learning bhi zarur kairen jis sy pher hamein is mn kafi ziada fiada hosakta hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Without moving average or RSI analysis karna ka impact

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshaaa پيغام ديکھيے
                    Without moving average or RSI trading karna kesa hain kya in do indicators ka such mai bht effect parta hain ya phr in k bina bhi achi trading kar skty hain.??
                    RSI aur moving average indicators ko use kiye Bina Bhi trading ki Ja sakti hai aisa Nahin Hai Ki ine donon indicator score use kiye Bina trading hi Nahin Hoti fundamental analysis for trading kar sakte hain aur success bhi Mil Jata Hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Without moving average or RSI analysis karna ka impact

                      Iska indicator ko use Karke Hamen acchi trading kar sakte hain lekin Agar indicated use Nahin Karte Ham acchi trading kar sakte hain Ham sirf chat Ko Dekhkar aur money management Karke bhi acchi trading kar sakte hain Agar Ham acchi planning ke sath kam Karenge To Ham cprofit bhi Hasil kar Sakenge

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X