Forex ma La lach bahot hota ha muj sa
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    bhai me to forex pe new ho mje to es thread ka jwab nae pta haa jo trading krty hy un ko es thread ke baary me knowledge ho gaa me to abi khud learning kr raha ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      forex ke start hr koi greed karta he jis se usko kafi lss hota he magar agr wo greed na karey to us ko kafi faida hoga bheley se thora thora earn karey magar ek sath kafi sara earn karna bewakofi he
      • #378 Collapse

        forex ma sb ko he lalach hoti ha ku k forex business he kuch asy ha agar hum is ma lalach na kara or thora thora kar k profit hasil kara to hum forex sy lifetime he profit hasil kar skyta ha forex ma hum ko lalach nai karni cha.
        • #379 Collapse

          ji dear mein bahot hi achaa sawal kiya hai mera khayal hai ke es cheez se ham jitna door rahai toh bahot achaa hoga our forex mein toh bilkul bhi nahi karna chahiye la-lach our ye ham sub ko noksaan mein dal sakta hai etna bura cheez hai la-lach.
          • #380 Collapse

            We have to keep in control our greediness if we are not be able to control greed then it must effect direct on our trade.So we should to control our greediness.
            • #381 Collapse

              agar forex trading main app lalach he karogy tu forex trading main app kahbe be ek acha profit earn nahee kar sakty ho . pir app ko is main har time loss he hogha .tu app ko chayee agar app forex trading main loss si bahcna chaty ho tu app ko is main apni ander si lalac ko katam karna hogha tu app is main ek achi trader ban sakty ho
                 
              • #382 Collapse

                forex main jab acha profit hota hy tu achy achy traders beh greedy ho jaty hen magr hamin greed se avoid kar k acha trader banna chhie na k zaida k chakar main thory se beh hath doh bahtin
                • #383 Collapse

                  forex per trading karte hain jo new members agar unko profit miljata hai achaa khasa to wo greedy banjata hain that's not good for every one hmhy step by step agay bhrna chahiyeh. . .
                   
                  • #384 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: adnan10076 پيغام ديکھيے
                    forex mei lalch har trader k andar hot hy q k money har kese ko pasand hoti hy. lakin jub tumhy yeh ehsas hojy kay lalch apko los dega oor apke planing ko kharab kryga tho aap per esko kam krny ke try krogy..
                    g haan.lalach trader kay andar hoota hai or issy bahar nikaal daina chahiey.start main hum trading karty waqt greedy ho jaaty hain but agar hum is main long time spend karty hain to hun is main kaam kar kay zyaada earn kar sakty hain.practice karny say he greed kamm hoota hai.
                     
                    • #385 Collapse

                      Asallam o Alekum g haan dear brother starting mein hota tha jab neya neya forex trding start ki thi , lalach mein nai trade open kar k baad mein nuksaan e uthaya hai, pheley tou profit hota raha ,kia pata chance thi us wakt lekin reality face tou karni thi na
                      • #386 Collapse

                        dear sharooh sharooh mai is tarha hota hai jab ham is mai kam karty hai to sath sath hamary experience mai b azafah hota hai jab jo k ham sab k liya hai is mai kam karna mjy bhot pasand hai
                        • #387 Collapse

                          I expect it is not a goodness things in Forex because we all the merchandiser regress our all money in this business because of rapacity.if you suppose you possess think greedy when you occupation than you should abstain it and you necessary to swap with position get.
                          • #388 Collapse

                            Greed jesy emotions ko control krny ki koshish karni chahye because agar hum greed karty hyn to is se hamen loss b ho jata hai mery sath b start mei aesa e hota tha greed karny ki waja se mjy loss ko face krna para tha but ab mei apny emotions ko control rakhti hon so sab traders ko greed ko control karna chahye.
                            • #389 Collapse

                              meray khayal say forex trading mein nuqsaan karna sab say ehm wajah orders ko ziyada miqdar mein jama karna yani qataar banana hain. or jab orders ziyda hotay han to zehn ulajh jata hain phir orders ko close karnay mein kabi kabi loss wala orde close ho jta hain is ka khas khyal rakkhay orders ko dekh kar close kary.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                forex ma her koi lalach karta ha phr usi lalach ki waja sy huk ko loss ho jata ha is lia ap ko cha apni lalach ko khatam kar k he trading kia kara nai to is lalach ki waja sy ap ko loss he hasil ho ga muj sy be lalach ki waja sy bht he loss hota ha kisi din humari lalach khatam ho ja ki forex ma sy us din hum forex ma sy success ful ho ja ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X