Forex ma La lach bahot hota ha muj sa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    That is the truth it is not good when you are trading for you to apply greed in your trading because it will make you not to be able to achieve any thing so as trader you must concentrate at all times to make good money
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      jab ap forex men trading kerny aty hain to ap trading kerny k ley stop loss and take profit ko use keren or apni trades ko open chor den or market ko watch na keren is se ap ko emotions control nahi kerny peren ge or ap greedy bhi nahi hon ge .
         
      • #318 Collapse

        sir ye apko bohat mehnga sabit hoga greed aik aisi cheez hai jo insaan ko nakami ki taraf le jati hai aur aik bar iska jo shikar ho gaya uska bachna mushkil hai mera aik friend bhi greed ka shikar ho chuka hai aur har waqt loss he uskay naseeb mein hota hai
        • #319 Collapse

          it is not the wrong that the greed is the main and the basic reason of our loss if we will do the trade in the forex with the knowledge and without the greed then we will get the great success in the forex
             
          • #320 Collapse

            yes dear forex trading may aisa hota hay kio jb hum is may apnay tawaquat say ziada earn kr rhay hotay hain to hum greedy ho jatay hain or dobara trade laga detay hain lakin her bar aisa nhi hota hay or yehi wja hoti ha hamary loss ki is liay emotions ko control krna zrori hay.
            • #321 Collapse

              yahee tu waja hain k forex traidng main hum ek achi trader nahee ban jaty hain . or forex trading main hum agar lalach karty rahingy tu forex trading main hum ko loss si koye be nahee bacha saktha hai or agar hum apni ander si lalach ko katam karigy tu forex trading main hum ko ek acha profit mil jatha hain .or hum ko is main loss be nahee hotha hain
                 
              • #322 Collapse

                Jee forex trading main jo bhi new trader bannta hay wo aisy he karta hay humay chahiey keh hum forex trading main lalach na karen es trha humara loss ka risk level barh jata hay.
                   
                • #323 Collapse

                  jee han g ye bilkul taqreeban sab kay sath hi hota hai isko control karna aapka khud ka kaam hai jab aapko pata hai kay aapko next order nahi lagana chahaiy tu phir aap mat lagaen broker se rebate ya commission ki laalach ki waja se aksar ye order lagty hain. Please try to avaoid it rebates and commission apki actual income nahi balky part time income hai asal profit apko market hi de sakti hai.
                   
                  • #324 Collapse

                    yes dear many peoples are do trading with greed to earn much more money to get our favourite things so i think if we want to earn some better money so we never do trading with greed to get loss and i am sure many peoples are get much loss here cause of greed here because greed is not allowed here..
                       
                    • #325 Collapse

                      agar ap se forex me lalach ziada hota hai to kindly apny is lalach pan ko door kijiye q k lalach pan se ham apna profit bhi loss kar dety hai. Mai khud bhi kafi dafa lalach me a chuka ho lekin mai apny ap par control kar raha ho q k mai ne lalach se kafi loss kia hai or jab se mai ne contol kia hai tab se mai profit me ho. AGar ap profit me hai to ap begair kisi lalach k apni lot profit me close kar de or baad me market k analysis kar k lot laga le or phir profit earn kar le.
                      • #326 Collapse

                        Forex mein laluch sirf ap hi se nai hota balkay her trader ko laluch hota he paisay ka, her trader chahta he k wo ziada se ziada money earn kary magr wohi kamyab hota he jis ko apny Rab pe believe hota he or apni hard work se hota he laluch se hmesha dour rahein.
                           
                        • #327 Collapse

                          salam dosto .forex aik asa business hay jiss may hamain kabi boht ziada earn ho raha hota to ham lalach karta hain kuch or trade open kar data hain ,lain usi waqt ki market ci=ondition reverse honjati hay jiss sa hamin loss ho jata hay.
                          • #328 Collapse

                            forex pa trading k wqt bht bar asa hota ha k ap trading ma greed ki trf chala jata ho kew k jab ap ko acha profit hota ha to phr next time usa b zyada gain krna ka sochta ho to isi waja sa ap ko bht dafa loss b ho jata ha isi lea sab log yahe kahta han k forex m
                            • #329 Collapse

                              bhai yeh bohat se logon ki problem hai asal main jab insaan profit main ja raha hota hai to us ki yehi koshish hoti hai kay mazeed profit earn karay aur apni lalach ki waja se he woh apna profit bhi loss main convert kar leta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: sami پيغام ديکھيے
                                bhai yeh bohat se logon ki problem hai asal main jab insaan profit main ja raha hota hai to us ki yehi koshish hoti hai kay mazeed profit earn karay aur apni lalach ki waja se he woh apna profit bhi loss main convert kar leta hai.
                                haan exactly mere sath bhi yahi hota hai me bhi forex trading business me lalach karta hun or yeh adat ab me ahista ahista chorne ki koshish kar raha hun lekin me kabhi kabhi jab achey profit me ja rha hota hun to lalach thora sa kar leta hun .
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X