Forex ma La lach bahot hota ha muj sa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1876 Collapse

    g han dost ap ne bilkul theek kaha forex trading kerty waqt lalach mind mein ata hy kion k baz dafa humary emotions out of control ho jaty hein aur hum apna loss bhi isi soorat mein ker bethty hein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1877 Collapse

      G han app ne sahi kaha ha or is business me mjh se bhi bht zayda lalach hota ha isi liye hmen chahe k hm is business me soch smjh k kam kia kareen kyun k agr hm is business me soch smjh k kam nahi krty hain tu hm kafi loss kar skaty hain is business me
      • #1878 Collapse

        G han app ne sahi kaha ha hm se is business me lalach bht hota ha hmen is business me hmeshah soch smjh k kam krna chahe kyun k agr hm is business me soch smjh k kam karty hain tu hm is business me lalach se bach sakty hain or acha earn b asani se tb hi kr skaty hain
        • #1879 Collapse

          forex trading lalach to bohat hota ha ! lalach to buri bala ha iss lia humay chahey k zyada lalach nai krna chahey kabi kabi lalach ki waja sy insan ko kafi nuksan hota ha iss lia humay chahey k zayada sy zayada mehnat kr k trading kry lalach buri adat ha lalach sy dhokay ka b samna krna prhta ha
          • #1880 Collapse

            ager ap forex me lalach ko control ker laen ge to ap forex me apni soch se ziyada profit earn ker sakte hen me forex business se bohat he profit earn ker sakta hon
            • #1881 Collapse

              kabhi mere sath bhi hota tha lekin waqt ke sath sath jab ziyada ter nuqsan hone laga to khud ba khud sabar kerna perha ap ko yehi kehna he ke ap ziyada nuqsan se pehle he is kaam per control kerein to behtar he
              • #1882 Collapse

                forex ma lalach bahot hota hy muja or sub ko lakin ap ko is my lalach nahi karni chaiya agar ap is my lalach
                • #1883 Collapse

                  Yes of course that you are say the right that greedy is bad. So that we are work the market wirh out greedy. We are perform the good work.
                  • #1884 Collapse

                    Aslam o alikum janab mere khayal me bhai ne theek kaha greed tu har kisi hoti hai profit zayada se zayada ho lakin iss se always loss hi hota hai iss liye iss se bach kar trading karna must hai
                    • #1885 Collapse

                      ge han dost shuru main mera sath b aisa hi hua hai lakin ab main kam pips par profit la kr sabr karta hn ap bhi aisa hi kia karain
                      • #1886 Collapse

                        agar a[p forex kay buisness me zayadah lalch karay gayu tu phir tru apko kuch bi fadia hi nai ho ga pako iskay riule ko achi tarahsa y folow karna chaiy kyu kay apko aik aik poit ko bi chekc karna hai
                        • #1887 Collapse

                          mere khyal me ap se hi nai hum ssab se hota he is liye kahte hen is lalch nai karni cahhye or is me sabr se kamm akrnac hahye ta k hum ko loss na ho
                          • #1888 Collapse

                            Han g bro ye sirf aap ka hi nahi hr bndy ka masla hy wo jb dekhta hy k usko pips mil rhy hain to wo apna previous loss krny k lye again sochy smjhy bgair order place kr deta hy iska ek e hal hy k aap ek tareget set kren daily kaa k itna mene krna hy jb wo ho jaaye to bs kr doo.
                            • #1889 Collapse

                              gee haan bhai ofrex mein laalch ka boht bra nuqsan hota ha jo trader forex mein lalch kryt hain woh tradein gmain loss krte hien aor in ko tradin gmein bhtre nhi htoi ha aor woh sahih income na hasl kr skty hian
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1890 Collapse

                                nhi aesi baat nhi hai mai forex mai lalach bilkul bhi nhi krta phr bhi forex mai mujhay loss hota rehta hai agr aap forex mai achi earning krna chahtay ho to aap ko strategies bnana hongi q kay aap beghair strategies k nhi sahi kaam kr sktay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X