Forex ma La lach bahot hota ha muj sa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1846 Collapse

    g forex buisness main lose bohut asaani se hi avoid kar sakty hoo ap agar ap k market ka study aur knowledge toh ap bilkul lose karogey hi nahi ..aur forex main money mangemnet ka bohut khyal main rakhna chahyeh
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1847 Collapse

      forex main lalacch karnay se aap ku es main greedy he greedy ho ga aur es main kaam kartay howay tention na lay aap k lay best ho ga aur es main day by day mind se trading karay
       
      • #1848 Collapse

        g jnab ap ki bat bil kul sahi hy forwx min him SD LA lich buhat ji zyda jota hy par is bizneesin Jo koi bhi insan zyda lalich karyn gy who is minzyda Lois karyn gy is lie us min him ko zydalalich nahin karni cahye
        • #1849 Collapse

          dear y ziada tar sub trader k sath hota h jub wo ek trade se acha profit gain kr lety hn tu phr wo mazeed gain krny k laye mazeed trade laga dety hn jis se aksr une loss hota h as laye hame lalch ko minimize krna chaye q k as k ilava as ka koi hal nai h
          • #1850 Collapse

            Jee laluch insaan ki nature main shamil hay aksar log forex main laluch ki waja sey apna sara profit zaya kar daitey hain ise laluch ko control karna chayie takey achi earning main behi aksar aisa hee karta hoon kay aik trade close howei profit main tu dosri forun open kar di resultantly nuksaan ho jata hay.
            • #1851 Collapse

              dear brother agar log shuru sa ha demo account ko per zayda se zayda practic kara tu ap ka basic knowaladge acha ho sakta ha or ap ak acha profit earn kar sakta ha
              • #1852 Collapse

                forex ke business me lalach nhi karna chahiye kiun ke lalach ki waja se kamyabi me rukawat ati hai or losses me he insaan phans ker reh jata hai agar lalach ko chor kar or proper money management mind me rakh kar kaam kara jaye to bohat kam loss or maximum profitable trades ki ja sakti hain .
                • #1853 Collapse

                  bilkul aisa hota he or isi lalach ki waja se 90℅ traders Forex trading me Los kartay hain aap lalach pe kaboo PA ker trading Karin tu secces mil Sakti he.
                  • #1854 Collapse

                    g bilkul sahe kaha apne mere bhai forex international market me kafi logon se bhhhhht he lalach hoti hy ais se ap ka he nukhsan hy ap ais se forex trading me loss be uthta sakty hen.
                    • #1855 Collapse

                      daer aap ko lalach kerny sy gurhaiz kerna ho ga, ku k lalach kisi b trader ko kbi kamyaab nahi hony deti hy aur trader lalach main aak bghair sochy smjy trades put kerta jata hy jo k aik bary lass ka bahis ban ski hain
                      • #1856 Collapse

                        asalam u alikm frnds , bro wsy yah lalch wla issue sirf ap kay sath hi nhai ha blkaly hr ak sath yahi issue ha ma khud forex may llach kray bagir nahi rh pta hu jis ki wja say mujy b loss ka samna krta prta ha
                        • #1857 Collapse

                          Dear theq kha aap nai forex trading main lalach bohaat he bora hai is sai haam loss main aata hain or haam aaga nai ga sakta kabhi bhe.
                          • #1858 Collapse

                            forex mai bilkul dear lalach nhe karni chaiye humay trading hamesha say he patience say karni hoti ha is kaam mai humay shuru say he loss ka samna hota hai is waja say humay pehle isay samjna hota hai us k baad he hum trading kar sakte hai har kaam ki tarha is kaam mai b humay loss hosakta hai
                            • #1859 Collapse

                              Forex trading main agar hum lalach karen gay to lalach kay chakar main hum nay es say jo profit earn kea hota hay wo bhi gwa lain gay so humay aisa nahi karna chahiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1860 Collapse

                                kabhi bhi mere sath hota tha lekin waqt ke sath sath jab ziyada ter nuqsan hone laga to khud ba khud sabar kerna perha ap ko yehi kehna he ke ap ziyada nuqsan se pehle he is kaam per control karein to behtar he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X