Forex ma La lach bahot hota ha muj sa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1726 Collapse

    currency trading mei lalch har dealer ok andar sizzling hy queen ok money har kese ko pasand hoti hy. lakin jub tumhy yeh ehsas hojy kay lalch apko los dega oor apke planing ko kharab kryga tho aap every esko kam krny ke look at krogy..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1727 Collapse

      mary sath to nahi shayed or logo k sath ye hota hoga likin forex mein lalach bht buri cheez hai is sy apko loss bhi hota hai forex business mein success k lye apko lalach or greed ko khatm karna hoga or fresh mind k sath trade karni chahy is sy apko profit hoga
      • #1728 Collapse

        je main ap ke bat se agre karta hon kah forex main lalach bohat hota h .jab ham log bohat zyada lalach karte hain .to hamin aksar nuksan hota h .or sara profit nuksan ho jata h .as lae jab bhe ham log trading karen to hamin chae kah ham log as main lalach nakren takah ham log acha profit hasel kar saken .main bhe aksar lalach main aa kar apna profit nuksan kar chuka hon .as lae hamin lalache nahe karna cke or thora thora profit hasel karna chae.
           
        • #1729 Collapse

          forex mein kaam kartay howay kosis kary greedy na karay ap k liye money earn karna easy ho ga aur es mein greedy na karay ap k liye better ho ga aur daily es mein mind se trading karay thankful for question
             
          • #1730 Collapse

            Dear forex trading mein laluch nhi krna chahey laluch krna forex mein loss ki main reason hy forex trading mein loss sy bachny ka leye laluch nhi krna chahey q ka laluch krny sy jo profit earn keya hota hy wo bhe doob jata hy orr mazeed bhe loss hota hy
            • #1731 Collapse

              G janab forex mai lalach bht hoti hy bcz forex mai ap ko is chex ki sense ho skti hy ky yay chex kinta nuksaan dyti hy so sab sy bari baat ap ka knowledge or experience bharhy ga.
              • #1732 Collapse

                G brother is cheez ko jo control kar lay ga woh forex me loss say bachta rahey ga hum log profit earn kar kay apney ap ko perfect samjtey hai or without analysis kiye order laga datey hai jiss me humein loss ho jata hai forex me daily terget planing say kam karna chahiye jiss say hum loss say bach saktey hain
                • #1733 Collapse

                  if we use long term or swing, will certainly happen detention floating minus is pretty big. unlike scalping or day trading is that it will never hold large floating minus.
                  • #1734 Collapse

                    Lalach to har insan mein hota hai paisa hai hi aisi cheez is waja se jab kisi k pass paise aata hai wo kehta hai aur bhi aaye aur wo raato raat ameer ban jaye is lye bohat se log is waja se lalach mein aajate hain. Mere khayal hai k insan ko itni lalach nahi karni chahye.
                    • #1735 Collapse

                      yar jub insann forex main a jata hai us ko paisy ka lalch hota hai k wo zyda sy zyda profite hasilk kar sakyb is main log lalch boht karny lag jaty hai jo hamary liye bilkul thek ni hai
                      • #1736 Collapse

                        forex mai lalach dear humay nhe karni chaiey is mai over trading ki waja say he mai samjta hu humay lalach hojati hai humay is mai trading usi time he karni hoti hai jab humay market k bare mai full information hoti hai and news per depend reh kar kabi loss nhe hoga
                        • #1737 Collapse

                          As salam u alaykum jihan forex trading mein lalach ka hona aam bath hein aur is kaam mein hame kabhi bhi jald bazi mein koi trad nahi lagani chaey is se mujhu kafi nuksan howa hein
                          • #1738 Collapse

                            forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business jub kisse ko earning annay lag jate hay to uska laalach increase kerta jata hay.
                            • #1739 Collapse

                              forex trading mai bohat sy log aisy hain jo lalach karty hain aur mai khud b kabhi kabhi lalach mai aa jata hu. but lalach karna achi cheez nahi hai aur ye ham ko loss karwa sakti hai. so ham ko greed sy avoid karna chaheye aur lalach nahi karna chaheye taky ham loss sy bachay rahin.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1740 Collapse

                                Bohat say traders lalah kay chakar main par jaty hay so humay aisay lalach main nahi parna chahiey agar hum sabar aur thory profit kay liey trading karen gay to wo safe bhi ho gi so humay chahiey keh dusro ko bhi esi ka mashvra dain keh lalach main pary bgair trading karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X