Forex ma La lach bahot hota ha muj sa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    forex business ma mostly just greedy log he han. jin ma sabar belkul bhe neh ha or wo just thoray sa time ma rich ban jana cahtay hn. jis ki waja sa mostly losses ko face karty hn. or chaty hn k just order par order lagatay hn rahyn but asa karnay sa hmain losses bhe hon gay. kyn k market 24 hours movement ma rehti ho or volatile bhe hoti ha.
     
    :cool::cool::cool:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      jee forex mein jab bhi koi profit ko dekhta hai tu wo bhut ziada greedy ho jata hai aur wo forex mein koi na koi mistake kar leta hai jis ki waja se us ko loss ho jata hai forex mein agar hum greedy nahi hota hia aur theak se trading karta hain tu hum forex mein achy earning kar skta hain.
       
      • #813 Collapse

        Bhai jaan lalach to sab se hi hota hai ap ko chayye ke ap jab bhi trade karen to apna zehan bana lain ke kuch bhi ho jaye me lalach nahi karon ga is se phir ap lalach se door rahe ge....
           
        • #814 Collapse

          G HAN! forex main new traders ho ya old greedy har insan hojata zaida earning k chakar main greedy aik aise disease hai jis ka shikar har insan hojata hai agar hum greed ko avoid kardein tu hum aik achay tarder ban kar achi earning kar k successful ho saktay hain.
           
          • #815 Collapse

            gi han bhai jan mujy forrex main bohat lalach hota hai jab mujy ek bar profit ata hai to mera dil karta hai kay main ek bar phir ye kaam karo lekin mujy ye bilkol nahi karna chaye kyun kay mujy loss ho sakta hai
            • #816 Collapse

              bilkol sahi kaha apne forex mein paisa ha our esi liye log yahan greedy ban jate hein isliye unko greedy pan ki saza milti ha insan ko chahiye k kam se kam investmnt k sath kam kren take loss b kam se kam ho.
               
              • #817 Collapse

                han bhi yeh sab kay sath hota hai or specially beginners kay sath yeh hota hai kiyon kay wo expert ni hoty or wo oper nechy trades lagaty hain without any guess and ideas thats y un ko loss hota jata hai jbky expert log seekh chuky hoty hain wo aisy nai kary
                • #818 Collapse

                  Bhai agar app aik achay trader ban'na chahty hian tu app ko laluch se door rehna ho ga, app ko chahiye ke apny liye choty chity targers set karen aur minimum risk involve kar ke trading karen iss se app ki investment loss hony ke chances bhi kam hon gay aur app achy trader ban sako gay aur profit bhi earn karo gay, app ko chahiye ke app choty targets set karen aur unhain achieve karty karty trading kareb
                  • #819 Collapse

                    dosto lalach buri bala he or forex me lalach karne wala bohat ziada loss uthata he kunke lalach se hum us waqt tak peecha nahe churwa sakte jab tak hmm khud dimagh me ye na bithaley ke hmne lalach nahe karni he or phr hmm kamyaabi hasil kar sakte hey
                     
                    • #820 Collapse

                      Forex ki aisi disease hai jis ka shikar har acha or new trader b ho jata hai.Koshish es bat ki karni cheye k humain trading k duran apni strategy ko strictly follow karna cheye es tarha hum apney target ko asani se achieve kar lain gay or greed se door rahain gay.Greed ka jab trader shikar ho jat ahai tu us ka capital decrease honay k sath sath woh trader apni skills lakin jub tumhy yeh ehsas hojy kay lalch apko los dega oor apke planing ko kharab kryga tho
                      • #821 Collapse

                        forex mei lalch har trader k andar hot hy q k money har kese ko pasand hoti hy. lakin jub tumhy yeh ehsas hojy kay lalch apko los dega oor apke planing ko kharab kryga tho aap per esko kam krny ke try krogy
                        • #822 Collapse

                          ji han forex trading me logo ko greed se bachna chahye aksar aisa hota he log zyda profit or zyda paise kmane ke chakar me log greedy hojatea he or some time may be profit ho b jata h likn hr bar aisa ni hota forex pea kam karnea ke liye hume us ke tamam rules ko follow karna chahye or lalach se bachna chahye lalch se hume hmesha loss he hoga to hume sabar karna chahye ...
                          • #823 Collapse

                            forex bussiness me aadmi ko jada lalach nahji karna chaiye kam profit me hi khudko khush samajna chaiye agar jada profit kamana hai to balance jada kro aur trade karo warna jada kamane ke chakker me agar balance kam hai to loss hone ke jada chance hote hai.
                            • #824 Collapse

                              G han dosto ya sach ha Forex ki aisi ache hai jis ka shikar har acha or new banker b ho jata hai.Koshish es bat ki karna huma chahea us ka lia g k duran apni action ko carefully chase karna cheye es tarha hum apney ambition ko asani se accomplish kar lain gay or acquisitiveness se aperture rahain gay.Greed ka jab banker shikar ho jat ahai tu us ka basic abatement honay k sath sath woh banker bh add kia jate ha .
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                Dear Friend Buhat say log lalach mein parh kay apnay profit ko bhi loss mein tabdeel kar daytay hayn. Jo Un kay liay Nahayat Nuksaan day amal sabit ho sakta hay. Is say Bachnay kay liay Sabar ke zarurat hoti hay or sahi waqt mein sahi decision laynay ke zarurat hoti hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X