Forex ma La lach bahot hota ha muj sa
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    Dear friend forex ek aesa business hai ke ap ko lalch khud hi aa jae ga ager ap apne lalch ko door kar ke trade karo ge to loss kam hi hoga ager ap lalchi ban jao ge to koi grantee nahi ke ap ko profite ho is lie lalchi na hi ho to behter hai ap k lie bhi or forex k lie bhi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      dost forex mein bht say log sirf paisa kamany k liye hi atay hain q k un k dil mein lalach hota ha. aur lalach k sath ap koi busiiness success nhi kr sktey. mjhy to profit sy zyada knowledge say mtlb ha aur sincere ho k trading krny say...
      • #873 Collapse

        ok dear .Greed ka jab trader shikar ho jat ahai tu us ka capital decrease honay k sath sath woh trader apni skills or experience ko b destroy kar daita hai. [[[[[[[
        • #874 Collapse

          yeh kaha jata hai k,,,Lalach buri bala hai,,,,lalach se aj tak koi faida nai utha saka,jis ny bhe lalach kiya us ko trading main loss hua hua hai,,so hamain hamesha trading karty waqt lalach nai karna chaye,trading fresh mind se karni chaye....
          • #875 Collapse

            bhai jaan wese tu hr business me profit aur loss hota he specially forex pa trading k wqt bht bar asa hota ha k ap trading ma greed ki trf chala jata ho kew k jab ap ko acha profit hota ha to phr next time usa b zyada gain krna ka sochta ho to isi waja sa ap ko bht dafa loss b ho jata ha isi lea sab log yahe kahta han k forex ma greed ko avoid krna cahea
            • #876 Collapse

              hang bilkul theek ka hay ap ne ,frex maibhoot zada lalach hotahay or hum is mai jab bhi kam karty hayntb yhaihum sb ko bhoot achi or best facilities dety hayn ,,, mar hume is ma lalh nhi krni chgayee,..
               
              • #877 Collapse

                dekehien ye baat apne uoar depend karti hai k apko lalach hoti hai ya ani ya lalach ko ap apne andar ane dete hain ya nai lekin ye galatbaat hai apko lalch nai akrni chyea thora sa wait karlena chyea ese apko hi loss hoga
                • #878 Collapse

                  There are many forex trader who become greedy in the forex trading business because forex is a such business where we are able to earn unlimited profit if we once understand this business with the help of good knowledge and experience that we may get from demo account practice also you need to avoid from greed otherwise you loss your money.
                  • #879 Collapse

                    agar ap ko lalach hota hai tu ap trade kam keya karo aur dekho zeyada samaj jao gay tu pher ap k leye trade karna assan ho ga aur ap bohat achi trade baat mai kar pao gay
                    • #880 Collapse

                      forex aik profitable business hai is liye is mien zada tar log jo k earn karne lg jate han wo greed ka shikar ho jate han or wo km time mien zada se zada profit earn karna chate han or rich bana chate han lakin is ki waja se bohat baar un ko loss ko face karna par jata hai...
                      • #881 Collapse

                        Laalach to ek natural se cheez hai jo har insaan karta hai lekin mein forex mein humein laalach bilkul nahi karna chahiye kyun laalach ek aisi balla hai forex mein jis se ap apna capital loss kar sakte hain is lye laalach ko throw out kr dena chahiye mein humein trading karte waqt.
                        • #882 Collapse

                          lalach tu her kaam me hota hain forex trading me he nei , log aksir apna nuksaan lalch me a k he kerwatey hain ,, forex time saving trading hain or is me insaan kafi pessa be kama leta hain .. so lalch tu hoi he na forex mein :D
                          • #883 Collapse

                            yes , sir forex mai bhut se log trading k dhuran lalach kar jatay hain or jab unko us mai profit ho jata hain tu wo dubara usay ziada profit leny ki kar rahay hoty hain jis say unko bhari loss ka samna karna parh jata hain
                             
                            • #884 Collapse

                              Dear forex me lalach ki main waja yehi hai kay hum over volume hoty hain aap puri koshish Karen kay agar tu aap ne normal volume lagaya hoa hai tu phir aap target set kar kay trading Karen or agar aap big volume fan hain tu phir 5-7 points nikal kar order close kar dain is se ziada laalach na Karen or apny PC ko zabardsti off kar den jab aik bar apko profit ho jay tu phir next day trading Karen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                trading me patience ka bada role ha qabu pao aur jahan pay lalch karna app ko zaroori lagy app wo trade hi na karo aur apnay dimgh main ye hi samjho k jesy wo market bht sare log loss kr apna account bandh krte ha so patience se jo kaam...............
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X