Forex ma La lach bahot hota ha muj sa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex main greed bht ziada hota hy, aur kbi kbi ye greed hamary liay loss ka sabab b bnta hy, iss liay haiam apny targets ko acheive krny k bad close kr dyni chahiye trade ko, iss main lalaach ki wja sy hum apna profit loss b kr sktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhai ap mind mat akry ap tb tk akmib nhai hu sakty jab tk ap apna lalach ni khatm kary gy isi laiy apni greedy ku jaldi hi avoid kary tak ap forex mai sucessful hu saky greey sucess k khlaf buht bhara virus hai
       
      • #18 Collapse

        mere dost forex business main laluch wala insan is main kamyab nahee ho skta is main kamyabi k leye experainc zarori hai jee gee,,
        • #19 Collapse

          Haanji ham forex main kuch bhi nhi kar sakte hai is problem k liye kyonki yai to kisi bhi person k liye natural problem ho sakti hai to isko rokna kaafi mushkil hota hai tabhi to yai dekha jaata hai ki forex main jyadatar log greed ki problem k chlte hi loss karte hai
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: attaullah پيغام ديکھيے
            dosto forex trading ma lalach bahot hota muj sa is waja sa pir ak jab profit ma closed karta ho to jaldi ke waja sa pir dosra lag jata ha ap ka sath hota ha
            my dear forex trading men laalach ana aik am si bat he hr kisi ko laalach ata he , i think forex men aik acha trader wohi he jo laalach ko control kr sake or khud ko loss se or laalach se bacha sake ye aik bohat acha business he lekin is men laalach hamen loss hi deti he
            • #21 Collapse

              mery bhai ye har ess bandy ka problem hy jo proper toor par forex learn nh kar ta or ess ko lagta hy ky jaldi profit earn karlonga, greed kor control srif app experience or forex education sy kar sakty hoo. jitna ziyada ho saky app learn karo forex.
               
              • #22 Collapse

                ji haan me bhi khud per qaboo nahi rakh sakta hun or lalach kiye bina iss se nahi kama sakta hun mene iss business me hamesha lalach kiya hai or mene iss me bohat loss khaya hai isi lye me ab iss me lalach nahi karun ga kabhi....
                • #23 Collapse

                  agar ap forex trading business main greedy trading karte ho tou phir mere khayal se ye thek nahi hai ap ko loss bhi ho sakta hai agar ap aik target banalo tou phir mere khayal se better trading kar sakte ho.
                  • #24 Collapse

                    You can not succeed at Forex without learning and must be excluded from the greed and be more mind so that we can deliberate rationally
                    • #25 Collapse

                      forex trading aik acha or profitable business hi jis ki waje se log lalach ker ke apni account dobo lete hain agar ap apne lalach ke control nahi kero gye then ap trading main kam yab nahi ho skte
                       
                      • #26 Collapse

                        my dear friend forex mien humy lalach nae karni chaheay balkay soch samjh kar entri or trading karni chaheary zarori nae hota kay jis entri say ap ko profit hoa ha us say ap ko mzeed profit bee ho sakta hai is leay sabor sy kam karna chaheay
                        • #27 Collapse

                          yah ghalt bat hai g is main jab ap ko lalach karta hai tu ap ko loss ho jata hai g is main p ko loss ho jata hai g is liy main tu is ko kam karta hon
                          • #28 Collapse

                            bhai g ap lach se parheaz karo q k ap khud samjh dar ho samjhty ho par plzz ap ko bht loss b ho sakta hy online forex me to ap bht sara khayal karna hoga
                            • #29 Collapse

                              jee bat tu theek hai ky forex trading main zayda trader lalich kerte hai aur isi waja sy loss be hota hai main ye samjta ho ky ager ham greedy chor dy tu pir ham earning ker sakte hai forex trading main
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: attaullah پيغام ديکھيے
                                dosto forex trading ma lalach bahot hota muj sa is waja sa pir ak jab profit ma closed karta ho to jaldi ke waja sa pir dosra lag jata ha ap ka sath hota ha
                                Her trader ki yahi problem he kay wo trading k douraan laluch karta he kay me or earn kar lo es se wo mistake karta he big lot ki trade ya over trading karta he js se wo loose kar jata he es se os ka confidence level kam ho jata he or wo or mistakes karta he, agr laluch ko control kar lai jay to hum loss pe kafi had tak qabu pa sakty hein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X