Forex ma La lach bahot hota ha muj sa
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1936 Collapse

    bhai jan main abhi tak is jaga tak nahin pahuncha k me trading krun main is waqt abhi seekhne k marahil main hon jab tak main seekhon na tab tak main is bat ka jawab nahin de sakta aur jab mujhe maloom ho jae ga tab main bhi is qabil ho jaon ga.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1937 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: attaullah پيغام ديکھيے
      dosto forex trading ma lalach bahot hota muj sa is waja sa pir ak jab profit ma closed karta ho to jaldi ke waja sa pir dosra lag jata ha ap ka sath hota ha
      my dear brother business chahy koi bhi ho us mein lalach karne se hamesha nuqsan hi hota hai aur forex aik aisa business hia jis mein profit jitny kam waqt mein ziyada se ziyada hota hai same usi tarah lalach karne se loss bhi ziyada se ziyada hota hai so be carefull
       
      • #1938 Collapse

        jee han dosto jab bhi ham forex par trading karty hain to agr hamin aik month main achha profit mil jata hai to ham phir aur ziyada lalach main a jaty hain kun k ham kehty hain k is mahiny hamen nafa hua hai to ham agly month aur ziyda nafa hasil kar len magr ham lalach main a kr loss kar bethty hain.
         
        • #1939 Collapse

          bhai jan agar tu ap nay ak aucha trader ban nay ha tu ap ko chiye k ap is maay gready na banye or is k rules and regulation ko foollow kar k kuch na kuch earn karyen ta kay ap is kay master mind ban jayen or earn kar sktyn
           
          • #1940 Collapse

            dear lalch sab ko hota hai lekin is pr control kiajat hai ye aik big buines shai aur bahut ziyada rsiky hai is liye bahut mehnt krni ho gi phir ap success ho sakty hain ye aik achabuines shai
               
            • #1941 Collapse

              Jab tak aap lalach ka sahara leta rahain gey, aap ko loss hota rahay ga. Aap ko chaheye keh is buri habbit sey bachain ya phir trading chhor dain. Patience sey kam lailn aur money ki respect krna seekhan. Agar aaj aap key pas 1000 rupees hy to yeh bhi buhat aham hain aur aap ko is ka shukar krna chaheye na keh aur ziada lalach karna chaheye.
              • #1942 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: attaullah پيغام ديکھيے
                dosto forex trading ma lalach bahot hota muj sa is waja sa pir ak jab profit ma closed karta ho to jaldi ke waja sa pir dosra lag jata ha ap ka sath hota ha
                my dear brother hamesha forex meinwahi trader kamiyaab ho sakta hai jo apni emotions ko control mein rakhty hue apni trading k douran lalach na kre aur ager ham forex online trading mein lalach kreingy to hamein hamesha loss ka hi samna karna prega aur ham earning mien kamiyab nahi ho sakty hein
                 
                • #1943 Collapse

                  g mer ekhyal me ap hi nai hum sab se hoa he is me lalch nai aknri chahye or sabar se kamm karna chahye or leanring karte rahna chahye k isse hi hum ko kafi kuch hasil hoga earning b or learning b
                  • #1944 Collapse

                    is main humain greed ho hi jat hay kun kay humain trading main kafi profit hasil hota hay or humain is main agr success hasil karni hay to humain is main greed ko avoid kar kay kam karna ho ga ta kay huamin loss km ho skay
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #1945 Collapse

                      forex trading main agar hum lalch karty hay to humay esmain loss ka bohat risk hota hay humay apna lalach khatam karna chahiey aur aik target set kar kay trading karni chahiey jab target pura ho jaye to mazeed trading na karen
                      • #1946 Collapse

                        forex traders ko loss ki bri waja greed ha quinke wo jb be profit me trade close krtey he to wo baghair sochay smjay new trade lga detey he jo ke loss ho jata ha. agar proper money management aur planing ki jai to ap hr trade soch amje kr open krein ge.
                        • #1947 Collapse

                          Trader sare ke sare greedy aur selfish hoth hai agar ap faraz kare zayada kamana chate ho tu us kily ap ko lalachi bana pare ga aur tab ap ko paise be kamana hoge tu he ap paise kama sakthe ho
                          • #1948 Collapse

                            Bhai jee asal baat yeh hai k lalach hr koi krta kehty sub hain k nahi kry gy per control nahi hota mai demo pe kr jata tu bki kya kaho main es leyeh humy try krni cahiyeh es sy bachny ki esi mai behtri hai
                            • #1949 Collapse

                              Jo traders lalach main mubtala ho jatey hain unhain profit kam aur loss ziada uthana parta hy. Lalach aik aisi beemari hy jo aap kye profit ko destroy kr deti hy. Is leye profit lena hy to lalach ko goodbye kehna ho ga. Jald bazi main jo kam bhi kia jata hy us key results negative hi aatey hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1950 Collapse

                                forex trading main humay lalach nahi karna chahiey agar hum esmain lalch karen gay to esi chakar main hum loss kar lain gay forex trading aik bohat acha business hay humay esmian mehnat karni chahiey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X