Forex m education ka kirdar
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex m education ka kirdar
    Dear ap sb janty hy k insan koe bhi kam krta hy to phly as o bary m janta hy trainig laita hy learning krta hy as k bad woh kam start krta hy to phr kamyab hota hy to hum sb ko bhi chahoya k hum fotex k bary m mukamul learning kry aur as k bad asy apna business aur earning ka source bnaey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex m education ka kirdar

    Forex trading main education ki requirement hamain forex ki learning ky liay bhi hoti hai aur ham agar forex market main trade kerny ky liay fundamental analysis kerty hain tou agar ham uneducated hon tou ham forex main bahot jald kamyab nehi ho sakty forex market main early success sirf educated people ko hi milti hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex m education ka kirdar

      Forex m education bht zyada important hai yha apko forex k relatide har cheez milay gi lkn shart yeh hai ap knowledge agr lenay walay hain to apko yha har cheez milay gi r agr ap usually ay huwe hai to bs post r thread k thanks hi milengy knowledge ni
      Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
      • #4 Collapse

        Re: Forex m education ka kirdar

        Dear brother wesay tu forex trading men education ki koi khas value nhi hey lekin achi education ka advantage zaroor hota hey aur forex trading men kam education k log bhi achi earning hasil kar rahay hen lekin jahan tak mera khayal hey forex trading men achi trading k liay kam se kam matric education zaroori hey
        • #5 Collapse

          Re: Forex m education ka kirdar

          Assalam o alaikum to all friends umeed krta hon ap SB log khariyat sy hon Gy or ap logon ki trading bhi achi ja rahi ho gi je jnb ap ny bilkul theek kah forex forum main educated ki apni ak kadr ha woh her problem ko achi tarah samaj liya ha or kamyabi to serf or serf mahnat py depend krti ha
          • #6 Collapse

            Re: Forex m education ka kirdar

            Education ka Fark ye hota hai ke AP ko jaldi samajh a jati hai ke market Mein AP ne kaise long chalna hai AP kaise kameyab ho sakte Hain aur kaise AP acha kaam Kar sakte Hain aur earn Kar sakte Hain lekin is ka ye Matlab nahi hai ke AP education ki waja se earn karain ge AP ki just picking power achi ho gi is liye bus acha kaam karain aur mehnat se karain to hi earning hai forex ko learn karain ge to hi AP kameyab ho sakte Hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex m education ka kirdar

              Dear friend education aik aesi cheez hey jo kisi bhi jaga pe ap ko faida dey sakti hey forex trading men wesay tu her education k log kam kar hen lekin jo educated log hotay hen woh dusaron se jaldi acha knowledge aur experience hasil kar k kamyab ho jatay hen
              • #8 Collapse

                Re: Forex m education ka kirdar

                is forum mai planing kar k hi hum achy say trade kar k hi hum run karien gay aur hamain si forum main bi trader banany say pahly is k bary main planing kar k hi hum achi trade karien gay aur education duniya k har kam main use kar ksaty hain aur hamain market main bi trade kar k hi hum achi trade kar k hi hum real main bi trade kar k hih um sucess ho skaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex m education ka kirdar

                  Dosto forex me education aek BHT important role play karti hai jis member ki ziadà education hoogi me samajhtaa hoo keh woh ziadà acha kaam Kar sakta hai aor dear wo trade ko bhi ache andaaz me samajh sake gaa lekin Kam education Wala bhi forex me mehnat Kare to aek successful trader ban sakta hai.
                  PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex m education ka kirdar

                    Asslam o alaikum dear members
                    Forex trading aik business h jis mn analysis ka ahm kerdar hota h. Ager ap analysis mn experience hasil kerna chaty hn to forex trading k about search work start kren is mn ap past or present pa observation dakhen k Kia difference h so then ap ko difference milay ga to idea ho ga Kis tra sa loss sa Profit ki janib move hota h.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex m education ka kirdar

                      is main har tarha ky log kam kar sakty hain yai pakistan main be legal ho cuka hain hum is main jitna kam karty hain yai hamy utna he bonus dyta hain hum is ko apna life tiem career be bana sakty hain hamy is main investment be karne chahey agar hum poor hain or hum is main investment nahe kar sakty to hamy is main full time kam kara chahey yai aik online business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex m education ka kirdar

                        Dear forex main education ehm kirdaar adaa krti hai forex main ham jitna kaam education say karyn gy hamy itna he ziyaada faida hota hai forex main jitna education wise post karyn gy itna he bonus ziyaada mily ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex m education ka kirdar

                          wese forex trading mainn education ke koi zarorat to nhe hote hae lakin is main agar apko is main ache se cheezon ko seekhna hae or is main apko kamayab hona hae to is ke liye hamen cahiye ke hum is main mehnat karen take hum is main kamayb ho saken to is ke liye hamen cahiye ke hum ache education ho ge to hum ache tarah se trading ko seekh saken ge agar nhe ho ge to hum ache tarah se nhe seekh saken ge
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex m education ka kirdar

                            wsalm G bilkol forex trading main hume kam krne kelye hume forex ka moqmal knowledge r experience hasil krna chae agr humre pas forex ki achi learning ho gi tu hum forex main bahut kamyab trading kr sken gy .es leye forex main agr hume kamyabi chae tu hume forex main dil laga kr mehnat krni ho gi r forex ki complete learning krni ho gi tab hi hum forex main kamyab ho skte hn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex m education ka kirdar

                              Dear friend forex pakistan mein education ka kirdaar bahut zyada hota hai waisey tu dostu es forum mein kaam karney k leiye kisi bhi digree ki zaroorat nahi hai lakin es forum mein jis k paas jitna zyada education hoti hai tu who phir es forum mein bahut acha kaam kar saktey hain aur agey bhar saktey hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X