forex ko ake din main kitna time dena lazmi hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    ap sirf ais ko din mai 3 sy 4 ghanty do yahey kafey hai poray 24 ghantay ais per nahe batna 4 ghantay din mai bohat hotey hai aur ap 4 ghantay sy bohat kuch nakal saktay ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Dear Friends and Brothers salam TO ALL ,,.,..,.,.,,.,.,. jee mere bhai forex ko time kio limit nai hain jaab aap ka dil kariay aap kar skty hn kyu kay yeh onlinee busniess hain aap issy ghar main bethy kar sakty ho aur paisa kama sakty ho
      • #63 Collapse

        Dear forex main time ki koi limit ni hai ap forex ko kisi bhi time kar sakta ho forex par ap jitna zada time doga utna hi zada fahida hoga forex par dono cheeza important hai learning or practices.
        • #64 Collapse

          Yeh aap par depend karta hai ke is ko kitna time de pate ho, baqi learning aur experience dono hi zaroori hain.
          • #65 Collapse

            meray khayal say aap jitna time de saktay ho forex ko do takay aap forex ko chald say chald seekh sakho our is say achi earning hasil karsako waisay mere khayal say aap ko kam az kam 2 hours forex ko dena chahiye.
            • #66 Collapse

              jitna marzi ha time dein koi pabandi nai , kuch log aik ghanta dete hain or kuch log sara din behte rehte hain Forex ma kam karte rehte hain apni bardasht pe depend karta ha.
              • #67 Collapse

                humein forex ko daily basis par takriban 2 to 3 hours lazmi denay chaiye. agar hum iss say zayada time dey sakein to humein iss ka extra benefit hota hai aur earning achi hoti hai.
                • #68 Collapse

                  forex aesa business hai jahan ap jitna time den ge utna ap ko learning karne aur knowledge hasil karne ka moka mile ga jo forex business k liye boht zaruri hai ap ko din me kam az kam 3,4 ghante zarur dene chahiye aur experience se ap success hasil kar sakte hain without experience its not possiable.
                  • #69 Collapse

                    Mery kyel mein ek din me forex ko zead se zeada waqt dyena cakye kiok admi jub bhi koi bhi kaam karta hy tu us ko buht time dyta hy ye hi baat forex ki hy is mein kamzaab hony k leye is ko time dyna cahye
                    • #70 Collapse

                      forex trading aik aysa business ha gis ko gitna zayada waqt deya jai utna zayada experience barhta ha our trader apni trade ko profit main badal sakta ha
                      • #71 Collapse

                        forex ko aap jitna bhe time dy sakty ho deny ki koshish kro q k forex ko jitna samjha jae utna he hmary leye best hai forex ko samjhny k leye hmara sara free time forex ki practice pe spend krna chaeye ta k hum kamyabi ki seri pe chr k khud ko iss qabil bna saken k kbhi forex sy hume loss na ho pae
                        • #72 Collapse

                          hum forex ko jitna time dengy utna hi zyada acha hai humary liye q ke jitna time dengy utna zyada seekh payengy hum tw humen khoob seekhna chahiye time dena chahiye
                          • #73 Collapse

                            Forex ko time Dene ke liay aap ki strategy ke hisab se dekhna ho ga kio ke mukhtalif logon ki alag alag strategy hoti he or learning or demo practice dono zaroori hain.
                            • #74 Collapse

                              mery khayal k mutabiq forex k trade ko ap jetna zyzada time do gy utna he ap k lye acha h mager aam tor per dialy 3,4 ganty forex py kam kerna zarori h
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                aik din me aap jitna de sakte ho is ko utna time do kiun ke agar isi business ko aap ne future me bhi agey le kar chalna hai to is me aap planning karte hue agey barhen takey aap is business me zada se zada agey chal kar kama saken .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X