Strategy ke tadaad ketny hone chahe ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Strategy ke tadaad ketny hone chahe ?
    Salam to all members.Agar strategy ke baath ke jay to jo be strategy ya jo be indicator use karte ho to wo aik hona chahe zyda strategy ya zyada indicator aik platform par set karne se trader confused hojata hay.Isle jo strategy use karte ho ya indicator to strategy aik our indicator 2 ya 3 be istemal karsakte ho leken indicator total short term ya total long nahi hona chay bilk mukhtalif time fram ka hona chahe.

    Thanks.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Strategy ke tadaad ketny hone chahe ?

    G han dear ap nay bilkul thek kaha hay har trader ko sirf ek hi strategy banani chaheay aur usi par amal karna chaheay aur jab market ka set up us k mutabik banay to trade open kar leni chaheay but agar koi trader ek say zayada strategies banata hay to woh confuse ho ga aur achi trading nai kar sakay ga.
    • #3 Collapse

      Re: Strategy ke tadaad ketny hone chahe ?

      hamy ache strategy bana kar kam karna ho ga pher he hum paisa kma saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty han hum is ai agar bager learning ky kam kary gy t hamy loss ho jy ga forex all world mai bohat taze sy famous hony wala acha or legal business hain
      • #4 Collapse

        Re: Strategy ke tadaad ketny hone chahe ?

        G Dear dekhain abhi yahan new hun mujy filhal isk bary main kuch bhe nahi pta k strategy kee tadat kitni honio chaye ,mujyn isk bary main abhi tak koi information nahbi hy hy main abhi isk bary main apko kuch bhe nahi baat kar saka main apko isk bary main reaserach kar k he bata sakta hn.
        • #5 Collapse

          Re: Strategy ke tadaad ketny hone chahe ?

          Apny experience k mutabik different stretegies ko dekha jay ohir un main jo best lagy r khud k mutabik theak lagy to usi stretegies ko adopt kerty huy usi per continously amal kerty huy ager forex main ham kam karen gy to boht achy way main run ker saken gy successfully kam kerny k liye ziyada na sahi per eik achi stretegy lazmi adopt ki jay
          • #6 Collapse

            Re: Strategy ke tadaad ketny hone chahe ?

            hamy apne strategy ko demo main test kar ky per is ko use karny ka risk lyna chahey aik ache strategy hamy acha profit dela sakte hain hamy is main meyare or information wale posts karne chahey ta ky hum thanks be hasil kar saky thanks ka extra bonus hasil hota hain hamy be meyare posts par thanks damy chahey kue ky yai in ka haq hota hain hamy kese ke haq ko marna nahe chahey
            • #7 Collapse

              Re: Strategy ke tadaad ketny hone chahe ?

              G han apka acha saval hy hamen aik hi strategy banani chiy aur us py hi amal karna chiy jb market ka setup us ky mutabik bany ga tou hamen phar apni trade open kar lini chiy aghar ham aik sy ziyada strateges banan gy tou hamen mushkil hogi aur ham achi trading kar bhi nai saken gy.
              • #8 Collapse

                Re: Strategy ke tadaad ketny hone chahe ?

                Dear friend different strong strategies honi chahie market ki situation ko understand karne ke liye market ko understand karna hi difficult Hota Hai. .
                • #9 Collapse

                  Re: Strategy ke tadaad ketny hone chahe ?

                  hamain is forum main stretgy ko increse karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur hamain is forum main kam kar k hi hum apni har zaroat kjo pora kar k hi hum run karien gay aru hamain market main bi trade kar k hi hum real main bi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain sif orum main kam k ar k hi hum trader is main sucess ho skaty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Strategy ke tadaad ketny hone chahe ?

                    stretgy ko use kar k hi hum planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karien gay aur hamain market main kam karein gay tab hi hum kamyb ho skaty hain aur hamain is forum main kam karien gay tab hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main bi greed ko avoid karna ho ga aur apni stretgy ko enhance kar k hi hum loss say bach sakty hain ta k earn ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Strategy ke tadaad ketny hone chahe ?

                      Assalam o alaikum to all friends umeed krta hon ap SB log khariyat sy hon Gy or ap logon ki trading bhi achi ja rahi ho gi je ap ny bilkul theek kah kamyabi bagar planning ky momkin hi nahi ha agr kamyabi hasil krny ha to Kuch plan Kro or os ky motabic Kam kro
                      • #12 Collapse

                        Re: Strategy ke tadaad ketny hone chahe ?

                        G bilkol forex trading main strategy yani hikmate amli ak huni chae kiun k agr hum forex main apni ak hi strategy sy forex main bahut kamyab trading kr rahe hn tu hume apni strategy ko kabhi bhi change nahi krna chae r na hi kisi r ki strategy ko follow krna chae kiun k jab hum bar bar apni strategy koi change krte rahte hn tu hum forex main loss krte rahte hn es leye forex main ak strategy honi chae
                        • #13 Collapse

                          Re: Strategy ke tadaad ketny hone chahe ?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Romany پيغام ديکھيے
                          Salam to all members.Agar strategy ke baath ke jay to jo be strategy ya jo be indicator use karte ho to wo aik hona chahe zyda strategy ya zyada indicator aik platform par set karne se trader confused hojata hay.Isle jo strategy use karte ho ya indicator to strategy aik our indicator 2 ya 3 be istemal karsakte ho leken indicator total short term ya total long nahi hona chay bilk mukhtalif time fram ka hona chahe.

                          Thanks.
                          Yaar aap abhi form per new member ho aap forum per Threads create Na Karo aap sirf posting karo Jab aapki naalige increase ho jayegi aur aap vah form per Achcha kam karna aaega tab aapko posting Karni aur Threads Karni chahie thi
                          • #14 Collapse

                            Re: Strategy ke tadaad ketny hone chahe ?

                            Asslam O Alekum .
                            Thank you dear information dane ka.may to naya member ho muje itna zyada ilm nahi tha is form ke bare may. May apka mashkoor ho agr phir be muj se koi ghalti ho jaye to bata day please.
                            Thank you.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Strategy ke tadaad ketny hone chahe ?

                              Asalam o alaikum, han ye bat to sahe kahe apny, jaisy kay aik kahawat hy do mula mai murghi kharam, wesy he jab ap multiple indicators lagaty ho usy utni confusion create hoti baz do indicator aik dosry k bilkul opposite situations bata rahy hn gay jisy sy banda confuse hojata hy k ab buy karo ya sale.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X