Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    bhai me news per or signals per chalta hun kiunke indicators ki samajh nahi ati hai mujhko is lye me news ko ziada se ziada follow karta hun or un se profits hasil karne ki koshish karta hun .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      g dear mre khayl se hum new phr he best hu ga or wse hum forex me new indicator or sub kuch dkah kr he trading krte hia as ke begr hum forex me kuch nai kr sakte hia as me sub kuch bht important hota hia.
      • #438 Collapse

        forex trading my ap kis py bi atabar kr saty ho or news or indicator py hi ap ky pas agr koi trader ahc aor expert trader hy ji sky pas trading ka acha exerience ho to phr ap us ky signals bi use kr skayt ho ye traidng ky ley best hota hy
        • #439 Collapse

          bhi g may is may abi new ho or jaha tak mara kiyal hay ham ko is may zada say zada earning karnay k liya ham is may news ko b follow karna cahya magar ham ko news per hi nhi rahna chay is may hamra tarjerba b hona cahy jitna hamra is may experience ho ga ham is may otan hi ham is may profitn karta hay
          • #440 Collapse

            Mey yeh kehna chahun ga kay mey dono he ko kabil e etbar nahe manta meri nazar mey khud ka seekha hua ya kra gya technical analsysi her haal mey best rehta hey or kaam bhee aata hay, aap ko ager achi tarding kerni hey tou khud ko technical analysis ki tarf layen or isey zarur seekhen.
            اصل پيغام ارسال کردہ از: attaullah پيغام ديکھيے
            dosto mera ya question ha ka Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator or konsa true hota ha
            • #441 Collapse

              main FOREX news per ziada aitbar karta hu indicator ki nisbet magar abhi main khud trading manuaaly karta hu signals k bina demo trading account main kyun main abhi trading ko learn kar raha hu.
              • #442 Collapse

                news bhi important hain or indicators bhi important hain.is liey agar hum news ki help say trading karty hain to ye acha hai
                 
                • #443 Collapse

                  bhai news or indecators dono hi apni jagah ahmiyat k hamil hain dono ko pe tawaja deni chahiye lekan mein to ziada news ko hi ahmiyat deta hoon q k news se hi market up or down hoti or indecator to sirf tecnical tarek se kaam krte hain
                  • #444 Collapse

                    forex me trading ke liye dono he best hen or me dono per atabar karta hon per me in dono ko us time use karta hon jis time muj ko market ki samj na a rhe ho warna he khud se he trading ko karta hon.
                    • #445 Collapse

                      dear iss baare main men aap ko kuch khaas information nahi de sakta hooon kun ke main new hun iss trading busienss main pper phr bhi miain news per zyaada trust karta haun aur aaap ko bhi karna chahye
                      • #446 Collapse

                        Mujje 70% tak news par Bhrosa he aur news boht hi accha tarika he trade karna hum news par boht kam Lose hotta he isi lie news best he Indector bhi kafi had tak accha kam karte he
                           
                        • #447 Collapse

                          forex me indicators se ziaada news ka hayyal rukhna chahiay kiun indicators aap ko current state show kertay han ore news market per impact daalti han is liay indicators ko follow kertay huay news ka hayyal rukhain
                          • #448 Collapse

                            forex news is very naccesory for the forex treading also indicators have important, forex me hame dono p kam karna he, indicators p b ure news se hame forex treading k ups and down ki knowledge milty he
                             
                            • #449 Collapse

                              news ziada impact krti han indicatior to forex ki previous movement ko dekh kr banay jaty han jo k galt b ho skty hn for example agr rsi 20 sy b gr gia hy to phr indicator ap ko buy k singaly dy ga ya movint average ma b previous movement jo hoti hy os ma indicatior milta hy indicator futur ko ni bata skty pervious movement pr chlty han
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                Mery Khiyal sa dono hi boohat important factors hain aur dono ka trading main boohat hi aham role hota hai. Main personally indicators ko zyada ahmieat daita hun kiyun k yeh ziada reliable hotay hain, news tu some time ghalt b hoo sakti hain lakin indicators main as such ghlat honay k chances kaam hotay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X