Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    forex main ziada tar aitbaar don pe hee hota hai par mere mutabiq jo traders ziada hote hain wo news pe touch hote hain market ke up down ka pata jaldi chalta hai .
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      dosto sab se importent bat ye he k ghero k sahare janaze hi othte hen ,me ye kaho ga k sab chezo kio chor kar ap apni learning and expiriance ko our bharaen our apne expiriance ope hi bharosa kraen tak ap ko nakami na mile ..han magar koch koch news pe bhe nazar rakhen but bleave apne ap par hi karen apne good expiriance par
      • #183 Collapse

        main ne to na hi news par atibar kiya hai our na hi indicator par mager main es bat ko manta hn ki jis country ki currency use kar rahe hai us country ki economy ki news ko dekhana chaiye es tara trade karney main asani ho gi
        • #184 Collapse

          Forex main hamen kabhi bhi news par depend nahin karna chahiye aur hamen always is main news trading karni chahiye aur news trading se hi hum forex ko achi trh se learn kar saket hain aur achi income hsil kar sakte hain.
             
          • #185 Collapse

            mera bahi ap na bahot acha reply dia ka dono par 100% itibar nahi karni chahi ha kunki is ma banda ke loss ke chance hota ha ma aksar news kodakta ho to news ma muja ya data ha ka ya oper jaya ga liken necha aya
             
            • #186 Collapse

              yeh forex main tools hain ager hum in per 100% itbaar kre to hame loss ho jye ga achanak yeh 70% theek hote hain bass time yeh b loss kra dete hain or is liye ap kisi b tools per 100% itbaar na kre
              • #187 Collapse

                for ex trading kerty waqt ap k pas different sources hoty hn market ki current situations aur us k analysis kerny k liye...ap k pas different signals available hoty hn is k elwa ap k pas news available hoti hn...ap in sab ko apni trade behter bnanye k liye use ker sekty ho...
                • #188 Collapse

                  forex main hamen kabhi bhi indicator par fully trust nahin karna chahiye,aur hamen always news par hi depend karna chahiye aur agar hum forex main news trading kartey hain to phir hum is main kabhi bhi fail nahin hotey hain.
                     
                  • #189 Collapse

                    dear bhai bohat say esy log han jo news pe etbar karty ha or bohat say indicator pr atbar karty ha likin main to donu pe hi atabar karta hun news pe bhi or indicator pe bhi likin app ko experience pe bhi dihan dena chachye
                    • #190 Collapse

                      in my opinion we should not depend upon one thing means we must not depend upon fully on news or fully on indicator because some time both are true and some time both are true we should follow both things and must depend upon our experience ,self confidence and our knowledge.
                      • #191 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: attaullah پيغام ديکھيے
                        dosto mera ya question ha ka Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator or konsa true hota ha
                        my dear friend mere khayal main forex main indicators se zyada news pe depend karna chahye kyon ke jis country ki currency pe hum trade karte hain oski Economy jam changes aaingi to zahir si baat hai apki trade par bhi oska direct asar ho to ap koi bhi currency par trade karne se pehle thodi news bhi dekh lya kare ke kis country main crises chal rahe hain.
                        • #192 Collapse

                          Dono cheze ap jaga ke hisab se kaam karti han ap ko dono chezo ko nazar merakhna chaye new ko bhi or is ke sath sath trader ko bhi is se ap ke trading strong hoti he or markket ka pata chalta jata he ke markket me kya ho sakta he thanks.
                          • #193 Collapse

                            main to forex main ziada tar news ko hi focus krti hun bht se trader asa bhi hain jo sirf indicator pe hi trading krty hain ,,mere khiyal se ye thk ha bhi nahi bhi is se ap ko forex ki knowledge nahi milti
                            • #194 Collapse

                              brother indicators to just humko help karte hain market ka trend dekhne mein baki forex mein zeyada tar humko news par dheyaan dena chahiye kyun ke market news se hi move karti hai fast
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                main to na hi news per aur na hi indicator per bharosa karta hon kyun ke indicator bhi wrong signal dete hay aur news ka data jab realese hota hay to hi market ki movieng ka sahi pata chalta hay wos se pehlay entry nahi lani chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X