Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1231 Collapse

    there is no believe in News and also not on indicators too but we should make a good strategy of trading and we should believe on it and should follow it so this is better way of trading business and we can achieve this goals easily.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1232 Collapse

      Jeeee DekheiN JO mai Aaap KO Bataon TOW ZARa GHooor Se Sunne Aitebaat kese pai b nah karsaktei IN 2nooo mai Q K Koi B KEsE B waqt Upar Se neche Hojaye KUCH PATA NAHI CHATA OR INDICATOR B SAhI NAHI BATATA AKSAR!!
      • #1233 Collapse

        Forex main kisi aik point ko watch karkay ya atabar kar kay earning nahi ho sakti aik trader ko trade open karnay say pehlay news and indicator say trend ko zaroorat watch kar kay trade open karni chahyie,
        • #1234 Collapse

          well brother indicator(technical analysis) News(fundamental analysis) hoti he, jab news hoti he fundamental analysis ko follow karta hon aur jab news impact low hota he to us time technical analysis ko follow karta hon, aur in dono analysis ko follow kar ke aik strategy banti he jo huge profitable aur risk able he...
          • #1235 Collapse

            news pe mei hi zayadahs ay zayadah tar aitibaar karta ho kyu kay news ka hi zayadah tar effect hota hai market pe news ki hi wajah say hi pata lag jata hai kay kub koinsi curency ko buy ya sll karna hota hai
            • #1236 Collapse

              Mery nazdeeq dono ki apni apni value hay so humay news ko bhi eham samjhna chahiey aur indicators bhi news say hat kay market kay bary main humay acha btaty hay so humay enka use karna chahiey
              • #1237 Collapse

                Salaam dear bhoot acha question kiya aapne jee news bhoot better hi rehta hn indicater k bajae is se humein market upward and downward process la pata chal jati hn or hum lose se Bach sakte hn.
                • #1238 Collapse

                  Dear hmen is business me sb se zyada atabar news par karna chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hm news k sath sath hi hm is business me acha earn kar sakty hain or is business me hm news k waqt kafi acha profit b gain kar skaty hain
                  • #1239 Collapse

                    aitbar ksi p b kia ja skta hh lekin mere khiyal se indicatr p ziada kren ta k wo better hota h
                    • #1240 Collapse

                      Indicators aor news dono say behter aap ka apna experience hy ye dono wrong ho sukti hain lakin experience wrong nahain ho sukta. Ager aap in main say kisi pay believe bhi krain to pher bhi apnay experience say madad lain.Ager in main say koi select kera ho main news ko indicator pe terjih don ga.
                      • #1241 Collapse

                        Mere Khayal main indicator k bajaye news pr ziada tawaja deni chahye
                        is k sab se bari wajah yeh hai currency ka talaq economy se hota hia aur economy k bare
                        main hamain news se ziada pata chalta hia.
                        • #1242 Collapse

                          news k aage indicators fail ho jaate hain is liye pehle news phir indicators news k time pe indicators ko use nahee karna chaye
                          • #1243 Collapse

                            My dear friends forex trading market main mera ziada experience nai ha. main forex main abi learning kar raha hon. main abi news ko follow nai kar raha or na hi main abi indicators use kar raha hon. main apni sab ki learning kar raha hon.
                            • #1244 Collapse

                              trading to 2no point ko made nazaer rakh k karni chaheye. lekan zaida tawaju news pa rakni chahye. news best point hain trading k mutalq information k liye. best of luck all of you.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1245 Collapse

                                Dear mein na tou news per aitbar kerta ho or na he indicators per chalta ho mein sirf or sirf apne analysis per chalta ho , market ko watch kerta ho jab b koi good trend mil jaye tou trade open kerta ho warna nai , or jaha tak mein ne ne dheka hai indicators tou market k saat aik dam change ho jate hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X