Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    news aur indicators almost same km kr raha hoota hain aur ap ka indicators b hel out hoo raha hoota hain latest news sa, ap ki news kafi hud tak trading situation ki change krna ki salahiyat rakhatii hain, is liya news ko kafii follow kiya jaat ha..!
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      mai to forex pe indicator use nhn karta but han mai forex news zaror daikhta hon wo b forex factory aur kch aur websites pe es liye muje news ka experience tu hy but muje abi tak kisi b kisam k indicator ka experience nhn hy aur na he mai ese use karna chahOn ga..
      • #453 Collapse

        salam to all. jaha tak mera knowledge hai aur me ne apne seniours se suna hai wo ye hai k ziada tar trading newses ki basis par ki jati hai iski wja ye hai k kisi b mulk ki currency ka inhisar uske current affairs par hta hai aur wo current affairs ap newses se he hasil krty hain. Thanks
        • #454 Collapse

          forex maindicator sa ziada news par depend karna chaya.ap jis country ki currency per trade kata hn us ki market ka bara ma ap ko news sa acha information mil sakti hain
          • #455 Collapse

            Dear forex mein apko dono cheezon kohi use karna chahiye,apko indicators ko bhi use karna chahiye aur sath hi sath apko fundamental analysis ko bhi dekhna chahiye,kiunke news bohat dafa market ka trend hi change kar deti hain.
            • #456 Collapse

              Forex trading me market news aur mt indicators dono hi ahem hen lekin agar kisi trade ke bare me dono ki direction same na ho to phir news ko hi tajeeh di jae gi Q ke indicator base karte he technical analysis pr aur news fundamental sichuation ko batati he aur forex market hamesha fundamental hi move karti he.
              • #457 Collapse

                jnab men new py aitbar ni krti kbi b ku k mera boht loss va hai is wja sy boht br new fake mlti hai so men indicator py aitbar krti hn hmesha trade krty hovy sary incators ko achy sy check krti hn
                • #458 Collapse

                  Main news peey ziyada atibar karti hon because new sey humen market ki movement kaa pata chalta ha trade kis taraf lagaye is chez ka pata chal jata haa Forex maay news jetni hosky suno apkey liye acah hoga apki trade key liye bhi.........!
                  • #459 Collapse

                    Yes g ha sir forex me news ap ko kafi loss our profit deta ha liken ager ap k pass our ap forex k market me best our expert trader ha to ap ko forex me indicator he best profit deta ha q k forex k market me news par ap full day trading nahe kar sakty ha our ap indicator par full day trading karty ha.
                    • #460 Collapse

                      in forex trading business news play a very important role to become success . by knowing the latest news you can take the proper decision in time in forex trading business .
                      • #461 Collapse

                        also give me the true trend of the market and i earn in this way so if you want to earn good money then you must use indicators in your trading then you can get profit
                         
                        • #462 Collapse

                          indicater sy zaida news per belive krna chahiyeh hmy chahiyeh k news deakhy or fr trading kry lekin news per b srif ni rehna chahiyeh try krni chahiyeh hmy k news per e srif na rhy q j meary khayal sy tu news b galt ho skti hain mtlb k andaza news k hilaf b market ja skti
                          • #463 Collapse

                            my dear friend forex trading ma news ki bhot ziada importance hain bhot sy log forex tarding ma news par bhot nazar rakhty hain and news k hisab sy tarde lagaty hain indicator par ziada ehtabar na karain ho sakty ho khud sy tarde lagaina nd news ko follow karain khud b market ko lamha ba lamha dakhty rahain analyse karain fundamental nedws bhot matter karti hain log specialy euro usd k liay usa ki news par bhot ziada inhasar karty hain mostly log euro usd par trade karty hain.
                            • #464 Collapse

                              jab se main forex mein trading kar rha ho tu mara khal mein hum ko news per ziada itbar karna chaya kyun k hum sb ko pata hai k forex k business world k circumstance per depend karta hai aur jasa he news ati hai tu wo forex ki market per bhut ziada effect karti hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                mei forex mei news pe zayadh tar aitbaar karta ho kyu k ye ye aksar hi mere liay bohat hi faiday mand hotay hai aur is se mujhe bohat hi faida hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X