apne losss hone ke waja ko bhe talash karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apne losss hone ke waja ko bhe talash karen
    Assalamau ALiakaum my dear members forex trading main loss to hota rehta hae hamen loss se darna nhe cahiye balke hamen cahiye ke hum loss ko recover kiya karen lakin us se pehle hamen cahiye ke hum apne loss hone ke waja talash karen ke hamen loss kis wja se howa hae hum ne mistake kahan ke hae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: apne losss hone ke waja ko bhe talash karen

    Je loss sy pareshan na ho balky esk hony ki waja ko talash kar k next time us sy bachny ki full khosis karni chahe, loss bura ni hai but agr es sy ho k profit tak na poncha jae to ye trader k lae bhot bura hai, loss sy pareshan hony sy ham profir sy or door ho jaty hai,
    • #3 Collapse

      Re: apne losss hone ke waja ko bhe talash karen

      اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
      Assalamau ALiakaum my dear members forex trading main loss to hota rehta hae hamen loss se darna nhe cahiye balke hamen cahiye ke hum loss ko recover kiya karen lakin us se pehle hamen cahiye ke hum apne loss hone ke waja talash karen ke hamen loss kis wja se howa hae hum ne mistake kahan ke hae
      Walakum Slam ji han dost apne theek kaha hamain jab bhi loss ho jai to hamain apne us loss ku wajha ko talalsg karna chahye ke akhir kar ye loss hamian kis wajha se ho rha hai our is loss se ham kis tarhan bach sakte hai jab ham loss ki wajha maloom kar lete hain phir basani kamyabi hasil kar lete hain.
      • #4 Collapse

        Re: apne losss hone ke waja ko bhe talash karen

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men loss ki waja bhi hum khud hi hen kiun k agar achi learning aur knowledge hasil nhi kartay ya demo pe practice nhi kartay tu phir achi trading nhi kar saktay aur loss ziyada hota hey iss liay pahlay achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir mehnat karen tu loss kam aur profit ziyada kama saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: apne losss hone ke waja ko bhe talash karen

          G han dear members apne she kha hy hume forex me apne liss hone ke waja ko bhe tlash kary hume loss se kase bacha ja sakta hy hume loss se ase bacha ja sakta ye hmre apne oper depend hota hy hume kitne Mehnat karne chye aur kitna experience gain karna chye
          • #6 Collapse

            Re: apne losss hone ke waja ko bhe talash karen

            hamain market main kamkar k hi hum achi trade kar k hi hum run karien gay aur hamain market main kam karien gay tab hi hum run karien gayy aur hamain trned ko use kar k hi hum kamyb ho sakty hain aur hamain loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum suces shon gayy aur hamain market main bi tradr banany say pahly is k b ary main planing karni ho gi
            • #7 Collapse

              Re: apne losss hone ke waja ko bhe talash karen

              G han dear ap ny sahi kaha hum ko Forex trading mn Kiun kisi waja sy loss hota hy sab sy phlay un ko talash kr ky us mistek ko recover kran ho ga hum koi bhi mistek na Karen hum ko chahiye ky Pak Forex treading mn mahnat sy Kam Karen achy experience aur knowledge ko madey nazar rekhty howy Kam Karen loss sy learn Karen hum loss ko completely khtam tu nh kr sakty hain but mhnat kr ky loss ko kum zaror kr sakty hain mhnat hy tu kmiyabi hy otherwise na mahnat na kamyabi
              • #8 Collapse

                Re: apne losss hone ke waja ko bhe talash karen

                اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
                Assalamau ALiakaum my dear members forex trading main loss to hota rehta hae hamen loss se darna nhe cahiye balke hamen cahiye ke hum loss ko recover kiya karen lakin us se pehle hamen cahiye ke hum apne loss hone ke waja talash karen ke hamen loss kis wja se howa hae hum ne mistake kahan ke hae
                Bilkul Forex per kam karte ho Karte agar aap Logon Ko musalsal loss ho raha hai ya FIR aap log Koi Na Koi mistake kar rahe hain Jiski vajah se aap Logon Ko loss ho raha hai aap Logon Ko chahie usmein stay ko find out Karen use vajah ko fight Karen aur usko recover Karen
                • #9 Collapse

                  Re: apne losss hone ke waja ko bhe talash karen

                  g baai sahee kaha aap nay hamay jab be is mah loss hotha hwy tho oske koi na koi asae waja hothe hay jo hamay loss karwathe hay hay wo waja dondne chahiwy our os ko khatam karnay k liay apnay oopar mehnath karnw chahiay kionka asay he hum ek kamyaab trader ban sakthay hay k hum apne mistakes ko khatam karay.
                  • #10 Collapse

                    Re: apne losss hone ke waja ko bhe talash karen

                    hamain market main bi planing kar k hi hum achi trade karien gay aur loss sayy bachny say pahly is k bary main trend ko yse karein gay tab hi hum trrnd ko sue kar k hi hum sucess hon gy aur hamain i s forum main bi trader banany say pahly is k bary main information achi ho gi tab hii hum run karien gay tab hi hum real main bi trade karien gay tab hi hum run karien gay
                    • #11 Collapse

                      Re: apne losss hone ke waja ko bhe talash karen

                      G bilkul agr hum ko loss hota a to is ka matlb a hum ne koi Na koi galti ke a to humy lazmi wo waja tlash karni chiey jis ke waja se humy loss huwa a is tara next time hum km se km wo galti reapt ni kary gy Apni trade ko improve karny ka is se behter aur koi treeqa ni a k Hum Apni galti ko repeat na kary
                      • #12 Collapse

                        Re: apne losss hone ke waja ko bhe talash karen

                        hamy loss hony ke waja ko be durust karna chahey hamy posts ko read kar ky is main mistake ko sahe kar ky replay karna chahey hamy aik time main aik sy zeyada trade open nahe karne chahey hamy market ky kese be rules ko ignore nahe karna chahey hamy apbe learning ko best bana kar kam karna chahey hum is main din main be kam kar sakty hain or hum rat main be kam kar sakty hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: apne losss hone ke waja ko bhe talash karen

                          Agar loss hota hai To Apne mistake Ko Dekhe learning Karen apni mistake se learning karke hi Kamyab trader banaa Ja sakta hai kabhi bhi mistake ko ignore nahin karna chahie Dobara Usi mistake se loss hota hai. .

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X