G han dear ye bat tu hai kay aksar aisa hota hai kay kuch dost aik he posts ko bar bar kartye hain jis jay bad aksar dosto kay thread delte ho jatye hain jis ki waja say jo hum nay posts ki hotye hai wo bhi sath mai delete ho jatye hai tu es cheez ka khas khyal rakha karain kay aik threads aik time pay he karain bar bar na karain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим