short term trading me indicators ka use karna kaisa ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    short term trading me indicators ka use karna kaisa ha?
    short term trading tough trading ha
    short term trading karna bohat mushkil ha kyu kay ap ne market ko short time me short periods kay liey pridict karna hota ha jis me mistake honay kay chances zyada hotay tu ap Apne analysis ko strong karne kay liey indicators ka lazmi use karay short term trading me
    oscillator indicators best for short term trading
    agr ap oscillator indicators ka analysis kay doraan market ki next movement ko pridict karne kay liey use karay gay tu ap ko best result mill sakta ha
    best oscillator indicators stochastic rsi or macd hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: short term trading me indicators ka use karna kaisa ha?

    Je short term ma bena indicator k trade open ni karni chahe, kio na kio asa indicator ho ga jo short term ma b help karta hu ga, ma rsi indicator use karta hu, ye indicator bhot help ful hai, ye market ka over bought or over sold ka bata deta hai, jis sy market ma enter hony k lae acha point hasil ho jata hai,
    • #3 Collapse

      Re: short term trading me indicators ka use karna kaisa ha?

      dear g han ap nay sahe bat kahe hay waqy main bhut he best hay is main ham ko hard work k sat achay say analysis kr k bhi khud ko improve kertay rahna chye agar ham is main aisa kertay hein to ham is main zaroor kamyb bhi ho saktay hein forex main ham ko chye k ham is main kabhi bhi hemat nah harein agar ham is main bar bar fail ho rahay hon to .
      • #4 Collapse

        Re: short term trading me indicators ka use karna kaisa ha?

        hamy indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum acha bonsu kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kesebe wkt ka time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho ga forex aik bohat bara business hain hum isy apna professional career be ansane sy bana sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: short term trading me indicators ka use karna kaisa ha?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
          short term trading tough trading ha
          short term trading karna bohat mushkil ha kyu kay ap ne market ko short time me short periods kay liey pridict karna hota ha jis me mistake honay kay chances zyada hotay tu ap Apne analysis ko strong karne kay liey indicators ka lazmi use karay short term trading me
          oscillator indicators best for short term trading
          agr ap oscillator indicators ka analysis kay doraan market ki next movement ko pridict karne kay liey use karay gay tu ap ko best result mill sakta ha
          best oscillator indicators stochastic rsi or macd hain
          Aslam o alikoum my dear sweet brother aap nay teak kaha hai
          • #6 Collapse

            Re: short term trading me indicators ka use karna kaisa ha?

            Dear humain forex mein indicators lazmi use kernay chahyeain chahyea woh short term trading ho ya phir long term trading ho lakin aap ko sirf indicators per hi depend nahin kerna chahyea balkay aap ko market kay analysis bhi lazmi kernay chahyeain aur forex mein trend ko bhi lasmi follow kerna chahyea
            • #7 Collapse

              Re: short term trading me indicators ka use karna kaisa ha?

              Jiiii jiii apkiii baat bilkul sahiii haii jb bhe hum short term trading krain to us ky andr hmain achii trhaa indicators ko istaamal krnaa chahiyee jo ky hmaary lyee achii trhaa sy best rhyy ga aur hmain achii earning bhe hasill hogiii aur iss trhaa sy hum apny kasm ko mhinat aur achii trhaa sy kr pien gyy
              • #8 Collapse

                Re: short term trading me indicators ka use karna kaisa ha?

                indicator ko use kar k hi hum achi trae kar k hi hum cahy say trade kar k hi hum run karein gay aur hamain market main short term main b i trader banany say pahly is k bary main information achi ho gi tab hi hum real main b i trader banany say pahly is k bary main kam ka rk h hum achy say trade perform kar k hi hum real main bi trade karien gay it is best job
                • #9 Collapse

                  Re: short term trading me indicators ka use karna kaisa ha?

                  indicator hamy market main enter hony main madad daty hain hamy in ko mostly use karna chahey hum aik din main aik account main 50 posts or 4 threads karty hain hamy is main meyare kam karna chahey hum is main din main be kam kar sakty hain or hum rat main kam kar sakty hain market 24 ganty open rahte hain yai pakistan main be legal ho cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: short term trading me indicators ka use karna kaisa ha?

                    Vaise to expert traders he is Baat Ko Behtar Jante hain lekin Agar Main Apne hisab se baat Karun To Mere najdeek Jo short term trading hoti hai vah bahut risky hoti hai isliye uske andar indicators ka use nahin karna chahie otherwise agar aap Kisi senior members Se majbur Na karen to aapke liye Jyada Behtar hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: short term trading me indicators ka use karna kaisa ha?

                      Dear friend aapane bahut hi best indicators bataen August short term trading karni hai to intraday indicators ka use Karen market course samajhkar proper plan se trading Karen short market ko close kar..
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: short term trading me indicators ka use karna kaisa ha?

                        indicators bhi ap tab hi use kar sakte hain jab ap ko knowledge ho ga ap ko experience ho ga aur ap ko achi practice hhoo gi tab hi ap acha kaam kar sakte hain is liye agar ap ne cha kaam kiya to hi ap mehnat se kaam kar ke earning kar sakte hain to demo pe kaam karain sab indicators pe havi hai trend aur is ko dhondhain aur moaj karain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X