Lagatar mehnat zror kamyabi deti hy...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lagatar mehnat zror kamyabi deti hy...
    Asslam O Alikum dear forex member kise han sab ummed krti ho sab khriyat se hon ge, dear all member jin member ko lgta hy hamain achi kamyabi nahi milti to ayse member ko cheye ke lagatar mehnat keryn jitna ap lag ker mehnat kerte rehn ge hamian utna ache kamyabi zror milti hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lagatar mehnat zror kamyabi deti hy...

    g han dear forex men jo member kagataar mehnt sy kam ktra hy wo member bahot he aihc kamyabi bhaslsi karta hy forex men zeada sy zeada mehnt sy kam krana he achi kamyabi haslis hoti hy forex men jab hum cahi mhnt sy acha kaam karen gy forex men dill laga akly kam karen gy forex men dill laga ky kam karen gy taab he hum bnahot he ai kamyabi hasli kar saken gy
    • #3 Collapse

      Re: Lagatar mehnat zror kamyabi deti hy...

      g bilkul mehnat kabi b kisi ki b raiga ni jati humy jitana b ho ssaky humy mehnat karni chyae ta k hum kamiyab ho saken or wesy b humara kam mehnat karn hai or us main success dian ALLAH TALLAH ka kam hai is liye humy apni koshsish jari rakhni chaye ta k humy achy say us ka reward mil saky ab jub tak hum koi kam pori lagan k sath ni kar laity tab tak humyy kamiyabi ni mily gii isi liye ap mehnat karen baqi sub ALLAH TALLAH p choir dain ALLAH TALLAH kabhi b mehnat raiga ni jany daita .
      • #4 Collapse

        Re: Lagatar mehnat zror kamyabi deti hy...

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men agar musalsal loss bho hota hey tu musalsal mehnat jari rakhen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen iss liay acha knowledge aur experience hasil karen aur phir ziyada time forex trading men surf karen
        • #5 Collapse

          Re: Lagatar mehnat zror kamyabi deti hy...

          hamain markt main mhnt karien gay tab hi hum suces sho sakty hain aur hamain market main kam kar k hi hum achi trade karine gay aur har jeet tou hoti hi rhti hai so hamain is k bary main kam kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain kamayb trader bannay say pahly is k bary main palning karni ho gi tab hi hum achi trade karine gya ta k loss km ho
          • #6 Collapse

            Re: Lagatar mehnat zror kamyabi deti hy...

            Assalamu Alaiakum my dear bilkul sahe kaha hae forex main hum agar lagtar mehnat karte rahen us main to us main wo kamayb ho sakte hain to hamen cahiye ke hum is main zayada se zayad mehnat karen take hum is main kamayb ho saken
            • #7 Collapse

              Re: Lagatar mehnat zror kamyabi deti hy...

              Waliakum salaam dear apki baat bilkul teek hay humay lagatar mehnat kerni chayi kiun kay aisa kernay say hamara knowledge aor experience kaafi improve hu jata hay aor market ko achi tarha samjhnay aor best analysis kernay ki salahiyat hasil ker letay han jis say yaqeenan humay loss kam aor profit zeyada hasil hu sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Lagatar mehnat zror kamyabi deti hy...

                agar hum musalsla mahent sy kam karty rahy gy to hum aik na aik din zaror kamyab ho jy gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hm is mai day mai be km kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky km kary gy to hamy loss ho ga forex aik world wide business hain forex jasa koi or business nai hain dunya bar mai
                • #9 Collapse

                  Re: Lagatar mehnat zror kamyabi deti hy...

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: mishiali پيغام ديکھيے
                  Asslam O Alikum dear forex member kise han sab ummed krti ho sab khriyat se hon ge, dear all member jin member ko lgta hy hamain achi kamyabi nahi milti to ayse member ko cheye ke lagatar mehnat keryn jitna ap lag ker mehnat kerte rehn ge hamian utna ache kamyabi zror milti hy
                  Bilkul jitni Jyada Ham Logon ki mehnat Hoti Hai ham log kam ko touch Karte rahte hain Jyada Se Jyada mehnat karte hain use Ham Logon Ko kamyabi Jarur milti hai is Baat Ko Koshish Karna chahie ki mehnat karte waqt rightway Ka intekhab Karna chahie select karna chahie behtarin veg Jyada mehnat ka Hamen Achcha profit Ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Lagatar mehnat zror kamyabi deti hy...

                    Gee haan bhai forex mein hum lagataar mehnat ker kay hi iss business mein kamyabi hasil ker saktay hain aur humain chahyea kay forex mein apnay business ko kamyab bananay kay lye humain forex mein bahut zayada mehnat sae kaam kerna chahyea aur zayada sae zayada income hasil kernay kay lye kaam kerna chahyea
                    • #11 Collapse

                      Re: Lagatar mehnat zror kamyabi deti hy...

                      Salam all forex members han g ap ny tk kaha ha lagatar mhynat continue rakny vala hmysha kamiyab hta ha vo janta h kamiyabi ki importance is liy vo apni mhynat ko churta nahi ha r dil laga k jazbay k st struggle karta ha r mhynat karny k liy hm ko forex ko pore tra sy time dana hta ha r is my interested lana hta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Lagatar mehnat zror kamyabi deti hy...

                        Asslam o Alaikum g bilkul inshn jab bhii kesi kam pay lagatar mahant krta hy tu yaqeenan wo us kam main asani k sth kamyab ho jata hy as lay humy chye k hum jatna zyda ho sky forex pay acha kam kry mahnat kry jab hum acha kam kry gay mahant kry gay tu yaqeenan humy us ka result bhi acha mily ga as lay humy chye k hum humsg amandarii k sth acha quality wla complete kam kry jas ki badolt humy acha result hasil ho sky.....
                        • #13 Collapse

                          Re: Lagatar mehnat zror kamyabi deti hy...

                          bilkul mehnat wohi hai jjo chalti rehti hai wo mehnat nahi hai jis ko break lag jati hai agar oa ne learn krna hai to ap ko buhat hi acha kaamkarne ki zaroorat hai aur ap ko buhat hio mehnat ki bhi zaroorat hai kyonke pako earning tab hi honi hai jab ap nje emotionless karna hai kaam aur ye asan nahi hota buhat hi mkushkil kaam hota hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Lagatar mehnat zror kamyabi deti hy...

                            dear friend interest Lekar working apni ko continue Rakha Jaaye koi bhi kam hai Waqt Ke Sath 7 Samay Mein a Jata Hai time dete Rahana chahie struggle Karte Rahen kamyabi mil Jaati Hai. .

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X