Assalam o alaikum my dear friend umed karta hon k ap Sab khariyat sy hon gy to bhai Jan main is, Kam ko night 12pm sy start karta hon or is Kam ko jab main start karta hon to 20 ya 25 posts k bad 2nmbr page par Jana Parta hy is ki waja Kia hy k Kam night main slow hota hy Kia koi members is Kam ko night main nahin karty hain kia
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим