Careful negotiation brings pleasure

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Careful negotiation brings pleasure
    Many people complain that they do not make money in forex and many complain that they do more losses than profits. The question you must ask yourself if you're one of us in this loss is if you play this game according to the rules. So be careful in your decisions.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes brother i agree with you q k ham ko is kam my koi bhi risk nahi lyna chahya q k agar ham aisa kry gy tu ham ko loss bhi hu ga jo ham sy bardasht nahi hota hy
    • #3 Collapse

      g bhai ma ap ki baat sa poori tarha sahmat hoon or ya kahna chahta hun kay ya ak game ha jjis ma doosri games ki tarha kuch rules ha is lya humay is kay rules kakhyaal rakhna chahya
      • #4 Collapse

        forex trading aik business hay iss main loss bhe hay or profit bhe joo loog kehtay hain kay profit nahe hoota loss hhoota hay to loss unko unke apni mistake kee waja say hee hoota hay..
        • #5 Collapse

          gee haan bhai hmein apne trading mein ihtiat se kam krna he aur hmein apne trading mein sahih profit hasil krne ke lie market ke sath chlna he aur hmein apne trading mein game nhe krne he aur apne trading mein sahih decisions se apne trading krne he
          • #6 Collapse

            g han careful negotiation app ko acha faida de sakta hay or app trading achi karny ki waja se acha profit earn karny me b kamyab ho jaty ho forex me bahot hi zeyda careful ho kar trading karni chaye
            • #7 Collapse

              trade may negotiation kesay hoti haai .. haan tading ko agar dekhan say kiya jaye toh is ki importance haai or fidha b haai .. mera khayal haai k forex may careful rehna bohat xarori haai .. warna loss bohat bhara hota hai
              • #8 Collapse

                Forex main ziada loss krney ka matlab hy keh aap ney forex ko properly learn nahi kia hy aur na hi demo account main practice ki hy. Lack of knowledge aur experience ki waja sey ziada loss hota hy. Is leye yeh zarori hy keh loss ko control kia jaye aur jin reasons ki waja sey loss ho raha hy un ko control krna hy.
                • #9 Collapse

                  yes thats true, careful trade say profit earn hu jata hai. loss ki main reason yehi hai k trader concentration nae rektha market ki taraf or ghalt trade open ker laita hai ju profit ki bejai loss say jata hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Maximum traders forex ka knowledge nahi letay aur without learnign aur practice sey is sey big profit banana chahtey hain, lekan jab in ko loss ho jata hy to woh complaint krna shuroo kr detay hain aur apni ghalti ko accept nahi kartey. Lekan jo log apni mistakes ko accept kr lety hain, woh complaint nahi kartey balkeh mehnat kartey hain aur forex ko learn kr key profit banatey hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X