stop loss lagata ho ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    forex trading aik bohat hi acha online business hi jis mainbohat se trader stop loss ko use ekrte hainior apne loss ko kam kerte hain ap ko iss main achi earning sirf achi tarding se hi mile gi orr ap is smain kamyb ho ge
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      yes! agar aap log khud live trading karty hyn hon tu phir etna zarori nahi k aap stop loss ya phir take profit lagaen lakin agar aap trade laga kar kisi zaroro kam sa jaty hain tu phir aap ye kam zaroor karen wrna bht sa masla ban skta hay..
      • #498 Collapse

        bhai jan agar ap forax ko 10 mint b daity ho tu ap ko stop loss lagana zarori he q k aj kaal li8 bohoutb jati he aisa na ho k li8 jaye or ap ko zyada loss ho jaye or stop loss 10 se 15 point tak lagayo
        • #499 Collapse

          dear sach bat to ye ha k agar trading achi karna ho to stop loss ko use karna behtar ha jis sy loss sy bacha ja sakta ha mein bhe stop loss ki wja sy kafi ahci trading kar rha houn
          • #500 Collapse

            jee han bhai , stop loss lagana bohoot zaroori hai , agar koi aik cheez hai ya tool bnai gai hai to wo hamary faidy ke liy hi hai na , forex trading business me stop loss bohoot aham cheez hai . isy use karna chahiy .
            • #501 Collapse

              Stop loss ka pata hai lekin kabi lagaya nahi. Halankh hamesha trade Take profit aur stop loss de kar karni chahiye ta keh hum market main jo bhi movement ho us ko control kia ja sakey right direction main kun keh agar loss bhi ho to control hi rahe. Automatically closed ho jaey ta keh account ko ziyada loss se bachaya ja sakey.
              • #502 Collapse

                well my dear mein to iss field mein new hun aur abhe forex trading ki basics ko learn kar raha hun, mujhay abhe trading kay aur stop loss kay baray mein itni information nahi hay kay mein aap ko iss kay baray mein exactly koi advice dey sakun...
                • #503 Collapse

                  Dear friend agar aap forex trading mein real account mein trading ker rahey hein tou zaroori nahin hai kay aap stop loss lagaein lekin agar aap kahin baharjarahay hain tou aap ko stop loss lagana bohat zaroori hai.
                   
                  • #504 Collapse

                    Haan jo forex ko full time deta hai us ke liye zaroori hai ke dono optin ko use kare take profit ko bhi aur stop loss ko bhi kiyo ke un timing me light ka bhi kafi issue hota hai.....
                       
                    • #505 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: attaullah پيغام ديکھيے
                      dosto trading ma stop loss lagata ho ya nahi ya zarrori ha take profit be lagata ho ya nahi kunka kuch log 10 sa 15 ganta forex ko data ha os ka lya stop loss zarrori ha ya nahi
                      Mery khyal main stoploss use karty huway trading karna bohat acha hota hay es trha hum ziada loss say bhi bach sakty hay aur humara capital bhi safe rehna hay humay chahiey keh stop loss tool ko use karen.
                       
                      • #506 Collapse

                        ji haan me abhi demo account per hun and me is me take profit kam lagata hun par stop loss lazmi lagata hun and koshsish karta hun ke jitna mumkin ho sake soch samajh kar trade lagaon and stop loss lazmi use karun .
                        • #507 Collapse

                          bhi yeh Pakistan he ismain kuchh bhi mumkin he kabhi light nhi to kabhi net nhi kabhi halat kharab hein to behter he keh ap aik mint k lay bhi dir na krian aur stop loss aur take profit laga dain kunkeh baz auqat market main tezi bhi aa jati he aur uswaqt close nhi hota isi lay order lagana he behter he.
                          • #508 Collapse

                            dear in my view that if any trader give so many time to forex trading market then he should not need stop loss key because stop loss key is necessary for that traders who do not give more time to forex trading market and for big loss protection they need to use stop loss key
                            • #509 Collapse

                              trading kar rahy hon tu phir zarori nahi k aap stop loss ya take profit Gaelan leken agar aap trad gala kar kisi zaroro kam sa jaty hain tu phi Forex trader. who want to trade in a safe way. so we need stop loss system for our trading . it can make our huge loss stop in a certain level
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                App ko forex main agher kam ko karna hay tu app ko is main stop ko use karna ho ge aur app ko is main stop loss use nahi karna hay tu app ko is main kamyabi nahi ho ge aur app ko is main take profit aur stop loss ko app ko use main la kar is main kafi achi trade karne ko mile ge .
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X