stop loss lagata ho ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    sir mujy ak dafa stop lose na laganay ki waja se 82 $ ka lose ho gya tha . os kay baad mujy mere senior trader nay phely be kaha tha. or phir baad main be kaha . jab lose howa tab mujy un ki kahi hoe bat yad aa gae. or ab main humesha stop lose laga kar trade karta hon. ap be kia karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      bhi jan stop losslagana ik ache baat hay per may to stop loss nahe lagata hu may to sirf or sirf take profit he lagata hu is say mujhay ache profit mil jati hay
      • #483 Collapse

        aap jab trading kartay hain toh ap ko chahye kay stop loss aur take profit zaror lagayain ager ap stop loss aur take profit lagayain gay toh ye ap ko bohat acha profit aur ziada loss se save bhi rakhay ga.
        • #484 Collapse

          mainy to aj tak stop loss nae lagaya or na he insan ko stop loss k sath kam kana chahai balky insan ko apny dimag ka sahi istemal karna chahia ta k osy loss kum or profit zyada hoo
          • #485 Collapse

            g bahi main forex forum main new hoon aur main abe forum main posting kar kay bonus earn kar raha hoon aur jo bonus earn ho ga us ko insta kay acount main transfar kar kay profit earn karoo ga.
            • #486 Collapse

              forex business main loss ko bilkul stop na hi kar sakta hai lakin app kam kar skata hai. app agar forex busienss ko sos samaz kar kare to app ko forex busienss main loss kam hoga fir app ko sarf profit hi hoga loss kam hoga so app ko loss ko stop karna hopga.
              • #487 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: syedshah پيغام ديکھيے
                G agar aap khud live trading kar rahy hon tu phir zarori nahi k aap stop loss ya take profit lagaen leken agar aap trad laga kar kisi zaroro kam sa jaty hain tu phir aap ye kam zaroor karen.
                Jee bhai sahi baat hai jab tak hum apne trade ko watch kar rahe hote hain to hum bhale is tool ko use na karen lekin jab hume kisi kaam se jaan pare to hume stop loss tool set karna chayye wese bhi light ka bhi kafi issue hai is liye hume lazmi is tool ko use karna chayye.....
                   
                • #488 Collapse

                  dear friend forex trading mein agar aap khud beth kar trading karrahe hein tou aap ko stop loss lagana zaroori nahin hai balkey agar aap bahar jaein tou stop loss lagana bohat zaroori hai.
                   
                  • #489 Collapse

                    bhai jan main tu must apni tardes main stop loss or take profit lagata hon iss ka ye bhi benefit hai k main ne decide kiya hota hai k kitna profit lena hai or kitna loss bear krna hai agr mera stop loss hit ho jata hai tu mujhy bilkul bhi tention nahi hoti hai kiyun k main ne already mind set kiya hota hai loss accept krny k liye 2sra ye k agr kisi qisam ka nest main issue ban jaye ya light na a rahi ho tu then bhi stop loss or take profit buhat kaam aty hain or humara accunt big loss se bach jata hai
                    brother hum chahye 1 minut ki trade krein baith kr ya 12 hour tak computer pr live baith kr tarde krein hum ko must take profit or stop loss use krna chahey
                    :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                    • #490 Collapse

                      forex trading main app logo ko stop loss or take profit ko lazme use karna chayee agar forex trading main trade k duraan app is main stop loss or take profit ko use kar sakty ho tu is main app log kisi be bari loss si be is main bach sakty ho or is main app log kisi be bari target ko be hit kar is main ek acha profit be earn kar sakty ho
                         
                      • #491 Collapse

                        jo forex trade karte hay aur nice trader hote hay wo forex may stop loss aur tak profit ka use karte hay jo nah karte un ko loss hota hay stop loss lagana zaroore hay forex trade me ache trader k lye
                        • #492 Collapse

                          bilkul important hota hoga lakin ager mein apni baat keroon to mene kabhe bhe stop loss nahee lagay han tak profit zaroor laga detee hoon lakin kabhe bhe stop loss nahee lagay mein iyna long time trade nahee kertee apni trade ko koshesh kertee hoon use dein close kerddonn chhahen wokam profit mien he kiun na hou
                          • #493 Collapse

                            jo bhi achha trader he woh stop loss aur take proft zaroor lagata he ismain markekt seconds main up and low krta he to sl aur tp baht he zarori he.warna kisi bhi waqt koi nuqsan ho sakata he aur jb market main tezi ho to us waqt closing order bhi jaldi nhi lagta.
                            • #494 Collapse

                              bro ap na nic question uthaya ha mma forex trader ho lakn ma choti investment rakhta ho es lia ma stop loss laata ho kiu ka mra lia stop loss zarori ha kiu na ka mari investment kam ha es lia stoploss lagana zarori ha agr ap ka pas choti investment ha to stoploss zaror lagaya.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                bhi g agar to aap market ko 15 ganty daty ho to phir mera khyal ha ka is ka lya stop loss lagana itna zarori nai ha han agar app isy itna time nai da sakty phir stop loss or tak profitko use karian

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X