stop loss lagata ho ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1786 Collapse

    Kbhi kbhi ham sy jab galat trade lg jati hy to hamaey gains trade loss bhot zeada krti hy our ehsa bhi ho jata hy k account hi wash ho jata hy is sy acha hota hy k ham phly hi sy apna sl laga diya kry taky ham ko zeada loss na ho jaye
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1787 Collapse

      Dear stop loss bahot zarori hota hay lekn oon k lia jo, risky nahi hotay,mtlab agr hamari pass jb balance ki kami nahi hoti tho ham kabi be loss pasand nahi krtay hwa os pe ek month q na lagay, hm loss wali trade ko close nahi krtay,
      • #1788 Collapse

        agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur market agar humary against bhi jati hay to humay loss utna he hota hay jitna keh hum nay market main stop loss ko use kea hota hay
        • #1789 Collapse

          dear forex trading ma trading kerty hou hammy stoploss ko lazmi istamal kerna chiayie or ager hamm new trader hai tuo hammy iss ko lazmi istamal kerna chaiyie orr news anna ka ju dinn huo oss dinn hammy issy liye hammy issi lazmi istamal kerna chaiye tabbi hamm safely trading ker sakte hai..
          • #1790 Collapse

            yes janab main stop loss ko use karta hon aksar mujhy kahen baher jana parta hay ghar k ksi b kam k lye to tab main trading k time stop loss ko selct karty huwe easy hokar kahen b chala jata hon is trah say mera account save rehta hay zeada loss hone say ya khali hone say
            • #1791 Collapse

              stop loss ko agar hum use nahi karty to humay chahiey keh esko lazmi use karen kyun keh esko use karnay say he humari trading bohat achi aur kamyab ho sakti hay humay chahiey keh apny capital ki khud care karen tab he hum esmain regular earning kar sakty hay
              • #1792 Collapse

                agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to hum esmain apnay capital ko scure kar kay trading kar sakty hay aur humay chahiey keh esmain sahi say mehnat karen kyun keh mehnat kar kay aur ehtyat mkarnay main he faida hota hay
                • #1793 Collapse

                  stop loss ko use karty hain to market main kam karna kafi sai hota hay is main humain agr success hasil karni hay to practice kar kay kam karna ho ga kun kay practice karty hain to hi stop loss lagana sai hota hay is main agr humain normal trade ko place karty hain to kam karna b sai hota hay humain hard work kar kay kam karna ho ga
                  • #1794 Collapse

                    agar hum stop loss ko use karty huwya trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay kyun keh es trha humay market main loss ka risk nahi hota aur hum market main bohat safe trading kar sakty hay aur humay chahiey keh esmain sahi say focus karen
                    • #1795 Collapse

                      stop loss lgany ki humay adat bna leni chahiey kyun keh agar hum esko use karen gay to market agar humary against jaye gi to humay aik had tak loss ho ga aur humara remaining capital safe reh jata hay aur humay chahiey keh esko lazmo use karna chahiey
                      • #1796 Collapse

                        agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay humay chahiey keh esmain sabar say kam karen kyun keh sabar say kam karnay main he faida hota hay humay es business main stop loss ko lazmi use karna chahiey jo keh humay ziada loss say bachta hay
                        • #1797 Collapse

                          g han humay stop loss ya takeproft lagana cahiay is se humay ye faida hota hay k hum zada loss se bach sakte hay ye lagany se humara hi faida hi ma tou yehi samjhti hon k humay stop loss lagana cahiay
                          • #1798 Collapse

                            stop loss laga k hi hum is forex main achi trade karein gay aur market main knowldge ho ga tab hi hum sucess hon gay aur market main loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho skay gay aur earning ho skay gi it is best
                            • #1799 Collapse

                              Stop loss ka istaimal trading mai bohot he ziada zaroori hai. trade kay time per he traders ko chiye ke woh analsis kar ka yeh b decide kar liya karin ke woh stop loss kis jagha per rakhin gaay . ager trading mai stop loss na use karin tu paisay ka aur time ka bohot he ziada waste hota hai .
                              2 weeks pehlay mai naay 2 trades open ke teh jin per stop loss lagna mai bhol gyia tha . in per aik hour mai itna loss ho raha tha ke mai woh trade close b nai karna chata tha . Kal he market iss jagha per ayie hai tu tab he trading kay qabil ho saka hai.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1800 Collapse

                                Dear stop loss to zroori chees ha is sa ap zyada loss sa bach sakta ho lakin agar ap ka knowledge or managemet achi ha or ap khud bhat ka trade kr rha ho to its depend on u but agar ap trade laga ka chor data ho to yah zroori kam ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X