stop loss lagata ho ya nahi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1771 Collapse

    bhai stop loss k sath hmari tarde save ho jati hai or yah hmari tradfing main loss k level ko kam se kam kar deta hai es liye har traod ko es ka use karna chahye ta k hmain loss kam se kam ho saky
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1772 Collapse

      stop loss aur take profit hasil kar k market main profit hasil karein gay aur greed ko avoid kar k hi hum acha earn karny main bi asani ho saky gi aur knowldge ho ga tab hi hum real main trade karein gay
       
      • #1773 Collapse

        g bhai agar ap forex main abhi new hain or apko trading k baray main nahi pta to apko chaye k hamaisha stop loss lga kr he trade krain is sy apko ziada loss nahi hoga
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #1774 Collapse

          stop loss lgaty hain aur hamain market main trend ko use kar k hi hum run karein gay aur trend ko mind main rakh k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur rules ko follow kar k hi hum earning ho gi
           
          • #1775 Collapse

            Forex trading mein stop loss aur take profit merey favourite option hain aur main stop loss zroor lagata hon aur hr trader ko lagana bhi chahiey is sy traders ko bahot zyiada loss ka khatra nhi hota
            • #1776 Collapse

              Stop loss lagna bahut zarori hai beshak ap jitna bhe Tim dy rahy ho market ko tu phr bhe stop loos aor take profit lazmi lagni chahy ya apny fada k liay hota hai
              • #1777 Collapse

                Mere bhai stop loss tu bahat important hai is ke baghir trading karna khtray se khali nai koun ke stop loss aik dhal hai jo apko zayda loss hony se mehfooz rakhti hai jo log aisa nai karte un ko chaye ke yeh lazmi use karen
                • #1778 Collapse

                  Stop loss un k liye zaroori hai jo forex ko zayda time nahin de sakte aur unhen dar ho k kahin un ko bahot zayada loss na ho jae is liye wo stop loss pe laga dete hain jo trade un ki lagai hoi limit pe paonchta hai to wo stop ho jata hai
                  • #1779 Collapse

                    humain trade main agr kam karna hay to stop loss ko use kar kay kam karna ho ga jis say achi earning hais lho saktih ay magr humain jab order ko place karty hain to take profit ka use b boht aham hay jis sya ye hota hay kay market main aik limit mil jti hay jis say humain trade karny main naik limit tak hi sai acha profit b hasil ho skat hay
                    • #1780 Collapse

                      forex trading main stop loss bohat zarori hai or es k sath take profit ka bhi use bohat zarori hot hai es k bgair hmari trading ka koi faida nahi hain es ain jub hmain loss hota hai or hmain stop loss ko use karna hota hai or jub market main hmain profit ho raha hota hai tu hmain take profit ka use karna hota hai es k bgair hmain trading nahi karni chahye es k a use karna lazmi hai
                      • #1781 Collapse

                        is forex main hum stop loss lga k hi hum is main loss say bach skaty hain so hamain market main trade karny k liye learning karni ho gi ta k achi trade karein gay aur is forex main hum hard work kar k hi hum run karein gay aur is forex main analyse kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam say kam ho saky gay aur market main trend ko use kar k hi hum earn karein gay it is best
                        • #1782 Collapse

                          stop loss ko use karty huway trading karnay main he faida hota hay agar hum esko use nahi karen gay to es chakar main hum apny capital kay dushman ban jaty hay aur humay chahiey keh esmain ziada say ziada mehant karen kyun keh mehnat kar kay he humy pata chalta hay keh kaisay earning kar sakty hay
                          • #1783 Collapse

                            agar hum stop loss ko use karty hwuay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay kyun keh stop loss humay ziada loss say bachata hay aur ye humary liey trading ko safe karny ka tariqa hay aur humay chahiey keh esmain sahi say mehant karen tab he kamyab hon gay
                            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                            • #1784 Collapse

                              Stoploss trading k liye bahot zaruri hai ,ham chahe trade bari karen ya choti trade karen stoploss trading k liye bahot zaruri hai.
                              Agar ham stop loss use na karen to market ki movement kabhi bhi tez ho sakti hai .jab news aati hain to market barri tezi se up down move kerti hai jiss k bais hamara acount wash bhi ho sakta hai isliye hamen stoploss use kerna bahot zaruri hai.
                              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1785 Collapse

                                agar humay market main safe trading karni hay to stop loss ko use karty huway trading karni chaihey es say humari trading bohat achi hoti hay humay market main loss ka bohat kam risk hota hay aur humay esmain mehnat karni chahiey tab he hum esmain safe reh sakty hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X