stop loss lagata ho ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    forex trading main stop loss ki bohat ahmiyat hai is ke bagher ap trading main bohat loss kar sakte hon kyon ke kabhi kabhi market bohat tezi se move karti hai or ager apne stop loss set kya hova hai to apka order automatic closed ho jata hai or ap ek bade nuqsaan se bach jate ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      meray khayal main agr ap nay trading ko full time dana hay to phr zaroori nahe lekin agr as a part time job karni hay or full online time nahe day sakty to stop loss lagana bht zaroori hay.Jis say ap loss say bach sakty hain..
      • #858 Collapse

        stop loss or take profit lgana i think bht zaruri hai q k beshk agr aap bht km time k lie trade kro tb b aapko loss ka chance hota hai is lie zyada loss say bachny k lie or profit kamany k lie stop loss or take profit option ka istamal zaruri hai
        • #859 Collapse

          Mere bhai hum stop loss use karte hai is se risk kum hota hai aur trading mein fear kum jo jata hai is liye humai is mein ye zaror use karna chahai is se faida hota hai aur trading mein aap ka control barh jata hai ye bohat acha tool hai.
          • #860 Collapse

            stop loss aur profit kafi achi cheezen hai is ka istemal ar waqt trade me karna chahiye chahe aa forex me thorider hi trade karo ye aap ki trade ko ziada loss hone se bachata hai is liye aap ko is ka istemal karna chahiye.
            • #861 Collapse

              ge ha bhai aap ne sahi kaha agr new trader ha or aap loss se bachna chahetein or apna sara sarmaya kanwana nahi chahete ho to aap ko stopp loss lagan chahaeye or istarha ap ko take profit use krna chaheye this Is the best policey for all new traders yahi ha samajdari ek new trader k liye
              • #862 Collapse

                g hai is buiness kei tarde ka order koapply kartay waqt hi apko chaiey kay ap aik andazay kay mutabiq aik target ko banay kay jis pe ap nay stop lost ka order ko lagan hai is say ap iak bohat hi baray lost homay say bach jatya hai
                • #863 Collapse

                  stop lagata ho ga ya nahi ye tu me ap ko bata do jb me trading use karta ho tu order lagate time me apna stop loss laga deta ho loss stop lagane se hum apna loss kam kare ge aur profit earn zida
                  • #864 Collapse

                    main stop loss ka use kbhi kbhi krta hu jb zaida zarort ho kiu k ab mujhy itni zarort nhi hoti main indicators ka use zaida krta hu stop loss to zaida loss sy bachny k liya use kiya jata hai to ya ik boht achi cheez hai
                       
                    • #865 Collapse

                      Main stop loss use nhe krti kiun k forex eak risky business ha or mughy risk layna bohat pasand ha or es trhn mayri trading bhe improve ho jati ha.
                      • #866 Collapse

                        bhai g agar aap khud live trading kar rahy hon tu phir zaruri nhi k aap stop loss ya take profit lagaen lakin agar ap trade laga kar kisi zarori kam sey jaty hen tu phir ap ye kam zarore karen.
                        • #867 Collapse

                          I think you should use your stop loss tools in 25 pips or less. Without using this tools your trading meet nothing but a venturesome way to exchange. Forex market is the most venturesome byplay of the experience where most of the merchandiser are nonstarter and Forex mart makes you photo also if you do not use your stop loss tools.
                          • #868 Collapse

                            g brother jab kabhi b zarorat parhti hae tau mein stop loss ko zaror use karta hun yh aik buhat acha tool hae forex trading mein aur jab kabhi take profit ki zarorat parhti hae vo b apply karta hun lazmi. hamain apni asaani kliye jo theek lagay vo kar lena chahiye.
                            • #869 Collapse

                              Forex trading may stop/loss lagana lazmi hay.agar app 24 hours nahi bethay trading ko to app ki lie stop/loss on kerna better option hay.is say app k mind k mutabiq take profit or stop loss hota hay.or zyada lost be nahi hota.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                forex trading k doran stop loss lagana aur is tool k bary mein hamary pass knowledge hona bohat zayada zaroori ha kiu k ye ek asa tool ha jis k zariye sy ham loss sy zayada sy zyada bach sakte hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X