stop loss lagata ho ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    stop loss ka lagana lazmi he news me jis jage stop loss ka kaha jy os jaga he stop loss ko lagan chahye stop loss se agr marke aik taraf chale jy to koch amount bach jata he es ka ye faida hota he aor sara account wash nahe hota he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      G han brother stop loss aur take profit lagana chaie .agar is ka use ni ata to phr sekh len q k is ka bht faida hota hy .farz kia agr ap k pas bijli ka alternate ni hy to phr ap k lie stop loss,take profit bht ihmiat rakhta hy.
       
      • #768 Collapse

        Bhai main to stop loss nhi lagata hun q k sl agr hit ho gae aur market phr ussi jaga sy niichy aa gae to is smain hamein losss hota hai is liye main stop los snhi lagata hun.
        • #769 Collapse

          t tihin humen take profit and stop loss use karna chaiye chahay hum live trade bhi kar rahay hon kiun na chahtay huay bhi humara dhyaan kisi aur janib ja sakta hy aur ager trading k dorrn kisi zaruri kam say chalay jaauen to us say pehlay to take profit aur stop loss na lagana bohat barhi bewaqooofi hy
          • #770 Collapse

            dear abhi to mainy is main tdre hi nai shuru ki hai is liye stop loss to door ki bata hai jab is amin trde shuru karo ga mien to phr is amin socho ga stop loso lagaio kay nai.q k abhi mery pas balnce nai hai bilkulbhi
            • #771 Collapse

              G agar aap khud live trading kar rahy hon tu phir zarori nahi k aap stop loss ya take profit lagaen leken agar aap trad laga kar kisi zaroro kam sa jaty hain tu phir aap ye kam zaroor karen.
              • #772 Collapse

                asslam oa likum dear's stop loss lagna boaht zoroe ha as ky bagar hum forex ma loss sy nhe bach sakty as liye stop loss lagna important ha stop loss ma agar loss ho be to kam he hota ha.
                • #773 Collapse

                  ya baat tu sb ko pata hai k forex mein har trade profit mein nahi jati hai kabi aap ko profit hoti hai tu kabi aap ko loss hota hai iss liya forex mein jo bhi acha acha traders hain wo stop loss ko zaroor use karta hain agar un ko loss hota bhi hai tu wo bhut kam hota hai iss liya hum ko bhi stop loss lgna chaya.
                     
                  • #774 Collapse

                    jub lossmujay zayada ho jaye tm jo thori bohat invetment reh jati hai us mein mein stop loss laga deta hoon
                    • #775 Collapse

                      trading main take profit aur stop loss sirf is sorat main lagana chahiye k jab aap to hum big loss say bach sakty hain.mery khyaal say agar hum sl kay begair trading karty hain to hum earn apni screen k saamnay na reh sako ya kehi aur busy ho to phr st aur...............
                         
                      • #776 Collapse

                        stop loss aur take profit zarori mahe hai es se bs ap ki sari money loss honi se bach jati hai mai tu ye use nahe karta hu aur jab be profit ho raha hota hai tu mai order cancel kar deta hu
                        • #777 Collapse

                          Assalam o alaikum. Brother ager aap suggestion mang rahe ho to main kahonga k aap stop loss or take profit apni trade may zaroor lagao ye loss se bachata hy or kafi helpful hota hy..
                          • #778 Collapse

                            forex trading main hoon or aaj tak kabhi bhi stop loss option use nahi kiya apana loss ko kam kar sakte he jisa se naye trader ke liye forex me achha kam karne me main ny myry nazdeem yeh use less hai because aksar eysa hota hai keh.................
                               
                            • #779 Collapse

                              brother ye tou aap par depend karta hai ke aap use karte ho ya nai wse ye use karna chahye is se kafi faeda hota hai aur profit ka magin bhi barhta hai wse bhi aapko forex ke har aspect ka pta hona chahye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                Bare loss se bachne ke lye stop loss aur take profit ko use ker bohat zaroori he. use kerne ke timing aap per he jis ko aap learning aur experience se ker sakte ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X