stop loss lagata ho ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #946 Collapse

    main to apni trading main stop loss ka use zaror kerta hoon.stop loss kay bagyr main to apni trading ni nahi kerta hoon.or mujay stop loss say buhat faida hota ha.kue kay stop loss say main har bar zayada loss honay say bach jata hoon..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #947 Collapse

      stop loss our takeprofit bahot hi zarori our bahot hi achi ceez he is ko zaror istmal kerna chey kiuon k kabi kabi admi k computer mainnkhrabi aa sakti he ya bijli band ho sakti he tu us surat main admi nuksan se bach sakta he
      • #948 Collapse

        Forex Trading Profit and lose ka name he Forex me agar Faida hota he to wo bhi bohot zada he or agar nuksan hota he to wo bhi bohot zada he is leye Forex me Stop lose ke ahmeyat bohot zada he mere hisab se forex me kabi bhi without Stop lose trading ne karni chahye janab.
        • #949 Collapse

          I think stop loss using is very important for every forex trader who want become a successful forex trader in this currency trading business but most of the people do not use this stop loss and that is why thy loss there valuable money. Maximum time i use stop loss.
          • #950 Collapse

            nahi jnnab,,mai is ko nahi use karti jnab,m,,,,,,,,,,,,,,,wesay kai los is kolazmi torpar hi use karty hain jnab..................it is mythinking on it jnab....................ok......
            • #951 Collapse

              waisay to sub he deal prfit or act experience lagaty hain kyu kay is ka faida ota hai buhat zaida lakinmain nai lagat hu kyu kay stoploss primary app ko nuqsan hota hai primary **** benefit ko zaida use karta hu kyu kay gar swop na hi dekh saku to class khud ruk to jati hai.
              • #952 Collapse

                stop loss lagata hai hai hai q k aap stop karo gay to na aap ko profit ho ga aur na he loss isi liye non stop kam karty jao jo hoga ya jo hona hai wo to ho k rehta hai umeed k sath achi tawaqa k sath karty jao loss nahe ho ga aur lalach na karo
                • #953 Collapse

                  trader jab bhi live me trade kare wo stopp loss zaroor lagaye minis 20 pip rakhe to best hai kyuke baaz dafa net problem hota hai yea light chali gayee aur agar market turn huwa aur aapki intry minus me jaye to wo automatic cut ho jayengi isse aapka account loss hone se bach jayenga.
                  • #954 Collapse

                    han g ye bohat achi option ha jo k is business me trader si time pe use karta ha.is se agar market down ha to ap ko mazeed loss ni hota or ap recover kr lety ho easily. in this business market will not remain same. trader must focus on market situation..
                    • #955 Collapse

                      dear maray khayal say agar app ko long time trading karani hay tu as ka lia stop loss lagna bhot important hota hay tak app ko bhot zayda loss na ho jay our app ko patha bhi na chalay as stop loss lagya jatha hay tak loss say bacha ja sakhy
                      • #956 Collapse

                        Dear stop loss or take profit aak asa amal hay ho har aak ko karna chahiyah takay aap ko pata ho kay aap nay jo trade lagaie hay us ki kaya suratay hall hay or aap ko kab profit or loss hosakta hay.
                        • #957 Collapse

                          bhai mein stop loss laazmi use karta hoon kyn k stop loss use karne se insan baray loss se bach jata hai isi liye mein hamesha stop loss se faida uthata hoon kyn k mein abi aik new trader hoon aur new trader kliye stop loss use karna buhat zarori hota hai.
                          • #958 Collapse

                            dosto gaha tak stop loss ya take profit lagana ki bat ha agar ap trading kerta ha us waqt agar ap bata ho ta ha ttoo ap stop loss or take proft na laga ha gab ap trading kerta dora ap kahi gata ha too ap stop loss or take proft zaror laga ha
                            • #959 Collapse

                              humain ain k nahi ji main jab b trade lagata hoo main stoploss zaruru lagata hoo q k pakistan main light problem bht hain buhat buhat ziada mehnat ki zarooat hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #960 Collapse

                                aslam o alikum bhai jan main apki is baat say mukamal toor par agree karta hoon kah humain loss ko stop karna chahiay aur profit ko start karna chahiay agar apk din main 7 say 8 ghantay bhi lagaien aur money bhi waste karen to yeh koi achi baat nahi hay is liay sooch smajh kar trading karni chahiay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X