stop loss lagata ho ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    ji han dost stop loss lagana utna hi ehm he jitna ham take profit lagana munasib smjhte hen insta forex ek risl lene wala bussnis he jo start men hi loss shru hota he ager trading k doran light chli jati tu stop loss se ye faida hoga k hamari trade khud hi closs ho jaegi acount wash hone bach jaega
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      Well meray pyarey bhai aap ne ek bohat acha question pouch ha aur mein is bary mein kehna chahta hn k g han mein stop loss lgata hn kyun k ye mujhy bht se loss se bachata ha mujhy ye nauqsan ni honey deta
      • #573 Collapse

        Forex main zada risk aur zada nafa lene ka lalach hi app ko is main loss deta hay is main kam ko karna hay tu app ko is main loss aur is main nafe ko aik target ke sath app ne use karna ho ge aur app ko pata ho ke app ko kis time aur kitna nafa mile tu app ne is trade ko band kar dena hay .is ke liye app ko stop loss ko use karna achi baat hay .
         
        • #574 Collapse

          New and beginner traders ke liye zaroori he ke wo apni trades pr take profit aur stop loss laga kr kam karen ta ke ap ka capital aur investment save rahe aur hamesha apne capital ke 5% to 10% ka hi risk len ta ke ap ka account finish na ho.
          • #575 Collapse

            bhai jaha tak maine tradingki hai maine tu stop loass lazmi lagaya hota hai kyo k us se hum apna loss ko stop karty hain k is se ziyada humy loss na ho aur take profit b rakhty hain agar hum apna stop loss na lagai tu humy loss hota he chala jai ga is liye wo lagana ziyada behter ho ga
            • #576 Collapse

              stop lagna chahiye jab ap profit k baed profit earn karnay ka sochtay rehay gae tu es mein big loss be khaa saktay hain better hai k ap stop zarror karay thankful for question
               
              • #577 Collapse

                yar ager tuo aap her waqat trading k doran mojad hain tuo per aap ko stoploss or take profit use krnay ki koey zarorat nei hai lekin ager aap nei mojad hain tuo per lazmi use krnay chaheye
                • #578 Collapse

                  forex trade k business mei agar ap stop loss order lagatay hai tu tu is se apko faida ye hu ga k jub ap ka order ap k lagaiy huay loss order ko tech karay ga tu apka order khud hi close ho jaiy ga
                  • #579 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ikramskn پيغام ديکھيے
                    me ye samajta hun k achi teading k liy stop loss lagana zarori hai .or agr stop loss na lagaya to ho sakta hai k ap ko loss had se ziada ho jayie .
                    Zahir si baat hai hum achi trading usi waqt kar sakte hain jab hum forex ke option ka use kare ge aur hum kafi had tak stop loss ke option se apne loss ko manage kar sakte hain.....
                       
                    • #580 Collapse

                      stop loss is very good technique to avoid bigger loss in the forex business and do some sort of technical way of keeping you safe in the forex business.
                      • #581 Collapse

                        ya nahi ya zarrori ha take profit be lagata ho ya nahi kunka kuch who want to trade in a safe way. so we need stop los who want to trade in a safe way.
                         
                        • #582 Collapse

                          dear brother forex tradeing me hamin successful traer banany ky liy hamin stop loss or take profit ki ahmieat ko janana bhi bohat zaroori hy or in ky istimal ky baghair forex tradeing me successful trader nahin ban sakty hain
                          • #583 Collapse

                            Main to khas tor pr stop loss ka istmal krta hon qun ke ye hmari investment ko save rkhta ha loss hone se bchata ha bqi friends ko b main yahi idea don ga ke iska istmal zrur krain.
                            Azadar Morai
                            • #584 Collapse

                              G agar aap khud live trading kar rahy hon tu phir zarori nahi k aap stop loss ya take profit lagaen leken agar aap trad laga kar kisi zaroro kam sa jaty hain tu phir aap ye kam zaroor karen.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                ap ki marzi hy k ap sl ya tp use karo ya ni stop loss to tab lagaty hain jab hamari trade market k opposit ja rahi ho or market k up hony k chances ziada na hoon or account hamara thora ho to account wash hony sy bachany k liay stop loss laga dety hain phir thora sa loss hota hy or trade close ho jati hy ici tarha take profit me bhe thora sa profit hota hy to trade close ho jati hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X