stop loss lagata ho ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1711 Collapse

    stop loss ko is market main trading krny kay time main kafi zada log use nahi krty hain jin ka ye khail hai k humy is market say loss ho saqta hai laikin is kay sath main her ik cheez ko kafi zada safety say krna hum ko is say faida milta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1712 Collapse

      Stoop loss is very important in forex because hm trade LGA k nhe dekh skty kuch or kam bhi krna par skta hai kahien Jana bhi house tou me to stop loss ka use bht use krta hon or important smjhta hon esy lgana Ku k phr mjhe market ko bar bar dekhne ki zarorat nhe parti or m tension free ho k hr kam kr leti hon.
      • #1713 Collapse

        meri tu har deal open karnay ka bad yehi koshihs hoti hai kay me aaccount ko secue karnay kay liay pehlay stop ko laga lo is say yehi hota hai kay mujhay acah margin result milta hai zayaadh ;lost nai hota ahi aur result ka bi juldi pata chal jata hai
        • #1714 Collapse

          Stop loss ek Bohat amazing tool hai forex trading main jb ap daikhty hain k market up ja rahi hai ya down tu us waqt ap stop loss tool use kar k khud ki investment save kar skty hain
          • #1715 Collapse

            Humy during trading stop loss ko must use karna chahye q k agar hum stop loss ko nahi lagye gye to humy boht boht zyada loss ho sakta han even k humara account bhi empty ho sakta han isi liye stop loss and take profit tool ko zaror use kary is trha hum big losses se bach sakty han aur achi earning kar sakty han.
            • #1716 Collapse

              stop loss ki jo importance hay wo bohat zyada hay stop loss bhi main role ada karta hay ap ki open trade aur ap ko aik big loss se bachanay wali cheez stop loss hay eskay use se ap ko loss kam hota ahya ur ki jo bhi trade hoti hay wo aik loss limit mei secure hojati hay
              • #1717 Collapse

                forex trading my agar zeada loss sy bachna ho to phr stop loss bhot zeada zarroi hot ahy kio k agar ap forexx my kam taime dyty hy to ap ko stop loss zaror use krna chiya our take profit bhi bhot hi zarori hota hy kio k market agar profit my ha k wapis chali jay our ap market ko na dykh rhy ho to phr loss my chali jati hy
                • #1718 Collapse

                  Main take profit kabhe nahe lagata kun ke main apne profits ko run larna chahta hun lek stop loss hamesha lagata hun kun ke ek single move mare pase aur mehnat ko zaya kar sakte hai
                  • #1719 Collapse

                    agar hum stop loss use karty huway trading karen gay to humari trading bohat safe hoti hay so humay esmain lalach nahi karna chahiey kyun keh lalach ki waja say esmain earning nahi hoti
                    • #1720 Collapse

                      is main stop loss lga k hi hum achi trade kar k earn karein gay aur is say hum loss say bach sakty hain aur is say hamain faida ho saky gay aur rules ko follow kar k hi hum achi trade kar k earning karein gay
                      • #1721 Collapse

                        Assalamo Alaikum wa rehmatullah! bhai stop loss ko trading main bunyadi hasiet hasl hy agr ap stoploss na lgaiyn aur ain usi waqat koi news ajay jo unexpected ho ap apna account zero ka bethy gy main ny khud aik banday apna sar peet'ty dekha
                        • #1722 Collapse

                          stop loss lagna bhot zurori hai . stop loss humary account ko care krta hai hmary account ko wash hony se bchata hai . stop loss ki madad se hmari koi trade phnsti nhi .
                          First LEARN Then You Can Remove The "L"
                          • #1723 Collapse

                            dear jab hum trade karty hai to zayda tar stop loss ni lagaty magar ais ka loss ye hota hai k ais market se humri side par na aye aor humra loss ho to atna loss hota hai k ho sakta hai k hum k 4,5 trades par bhi atna loss na hota ais liay hum ko chye k stop loss use karna chaye.
                            • #1724 Collapse

                              stop loss ka lagana zroori hai is se ap khud ko aik bare loss se bacha lety hein or apko apna stop loss ko main support ya manin resistance per rakhan cahiey is ko lazmi apny her order k sath lagana chaiey ye boht best hota hia
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1725 Collapse

                                laga k hi hum acha earn kar sakty hain aur emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k achi trade karein gay aur greed ko avoid kar k hi hum market main profit hasil karein gay aur profit hasil karein gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X