ek dafa ke lalich poora maheena pachthawa.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ek dafa ke lalich poora maheena pachthawa.
    dear friends hum is may apne lqlich our bay sari say maar kathay hay agar hum note karay tho jab hamara account wash hotha hah tho poora maheena apnay saath yahe sochthay hay k asa nahee kia hotha tho asa hotha tho agar hum zara ihthiaath sah kaam karay our jadh bazi na kqray tho hamay kabhi be loss nahee hoga our poora maheena trading ka moqa milega.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ek dafa ke lalich poora maheena pachthawa.

    Ji mere dost aap bilkul theek kar rahe hain aisa hota hai ki Ham pura Mahina mehnat karte hain aur mahine ke bad Hamen bonus Diya jata hai aur FIR Ham Jab trading start Karte Hain To lalach Mein Aakar bag lot size say trade open kar dete Hain uska nuksan yah Hota Hai hi Hamara account was ho jata hai FIR pura Mahina Ham pachtate Rahte Hain Ki lalach Na karte
    • #3 Collapse

      Re: ek dafa ke lalich poora maheena pachthawa.

      jab hum lalachi ban ky kam karty hain to hamy loss ho jata hain hamara account baned ho jata hain or hmara bonus be zaya ho jy ga forex aik acha busness hain hamy is mai lalch ko katem kar ky kam karna hi ga lalch hamara sub sy bara dusman hain hamy isy avoid karna ho ga har hal mai forex aik online or kabe be band na hony wala acha or unique business hain
      • #4 Collapse

        Re: ek dafa ke lalich poora maheena pachthawa.

        g bilkul ek dafa ki lalach karny sa pura mahina he pachtawa hota hai hamen aisy kam bhe kabhi nahi karny cheye jis main hamen nuksan ho ..kun k lalach karny k bhot nuksan hoty hain hamra account bhe loss ho jata hai ya wash ho jata hai to pury mahiny ki mehnat bhe zaya ho jati hai hamen is cheez ko bhot zeada avoid karna cheye ..
        • #5 Collapse

          Re: ek dafa ke lalich poora maheena pachthawa.

          G bilkul ager eik bar dil main laluch ajay to us se bachna boht mushkil ho jata hai r isi laluch main aket ham apna boht bara loss ker lety hain jis per bad mian hamay pachtawa hota rehta hai to aesy laluch se door hi raha jay laluch kamyabi ki boht bari dushman hai jo apko ksi bhi medan main kamyab nhi hony deti r isi ki waja se hamary pory month ki mehnat zaya ho sakti hai so is se avoide karen
          • #6 Collapse

            Re: ek dafa ke lalich poora maheena pachthawa.

            g han hamain soch samjh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur greed ko avoid kar k hi hum market main kamayb ho sakty hain aur hamain is forum main kam ka rk hi hum lsos say bach sakty hain aur hamain is forum main kam kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain sif orum main kam kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay
            • #7 Collapse

              Re: ek dafa ke lalich poora maheena pachthawa.

              G bilkul theek kha apne lalach hameena insan ko mayoos r nakami ki traf la jati hai. Forex trading ma insan ek dafa lalch karta hai r phal pora maheena bugatna parhta hai. Hameen lalch sa ni balky saber r itminan sa kam lena chahya ta k nakami sa bacha ja saky.
              • #8 Collapse

                Re: ek dafa ke lalich poora maheena pachthawa.

                G ham bhai pak forex trading business men lalach aik Dafa Rakhna Sy Hi pora Mah Aik Pachtawa Ban jaata hy Kun keh hab Bhe Hum lalach Rakh kar trade lagayen gy Tu Account wash ho jay gy tab hi aik Pachtawa ban Jay Ga pak forex trading business men work acha karein achi Si Trading karein Tab Hi good profit asaani Sy Possible hy acha Si Trading Hi good profit hasil karny ka Sabab bnti hy
                • #9 Collapse

                  Re: ek dafa ke lalich poora maheena pachthawa.

                  Gnham bilkul dear apki bat Sahi hai Forex main aik choti c mistak aur lalach ki.waja at hamen Pura mahena pachtawa Karna parta hai hamen chaheay k.trading bghair kisi lalach k.karen aur dil laga Kar ahtiyat sy trad lgain istrah sy ham Forex main.loss sy Bach sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: ek dafa ke lalich poora maheena pachthawa.

                    G ha my dear friend app na theek kha hai hum ko Pakistan Forex forum mei treading kartay waqit lalach Nahi Karni Chaya balky hum ko Sahar sy kam Karna Chaya aghar hum Pakistan Forex trading mei lalach kartay hai to lalach Karny ki waja sy humara both bara nuksan hota sakta hai or humara account wash ho sakta ha aslaye hum ko as sy bachna chaya
                    • #11 Collapse

                      Re: ek dafa ke lalich poora maheena pachthawa.

                      G han dear members apne she kha hy hume forex me kam karty waqat ya tred karty waqat ya kese ka zada profit dkhty howe hume lalach nhe karne chye lalach karne wala insan khbe bhe kya nhe hota hume kyamyab hona hy to hume khbe bhe life me lalach nhe karne chue
                      • #12 Collapse

                        Re: ek dafa ke lalich poora maheena pachthawa.

                        Dear friend ap ny sahi kaha ek dafa ki lalach pora month ek bachthwa ban ky rahy Jata hy hamry account mn achi kahai investment hoti hy aur hum lalach ki waja sy apan account wash krwa bhty hian hum KO cahiey ky Pak Forex treading mn lalach na Karen market ki movement ko samjhty hoey aur apny account balance ky mutabik hi lot size use Karen otherwise loss tu hota hi hota sath sath account bhi Wash ho jaey ga ye tu hum py depend krta hy ky hum ny apan account save rakhna hy ky Wash krwana hy agr save rakhna hy tu lalach sy door hi rahna ho ga hum KO cahiey ky Pak Forex treading mn apan time invest Karen ziyada sy ziada demo account py practice Karen tab ja ky hum achy treader ban saken gy
                        • #13 Collapse

                          Re: ek dafa ke lalich poora maheena pachthawa.

                          G han dear bilkul hamri aik chot se lalach kerna hamain bhot nuksan deti gy pure month ka bonus fish ho jata hy es liye br br kaha jata hy mehnat dill laga ker keryn or ache knowledge wala kam keryn jitna ap lalach se dur Rehn ge utna ap ko achi kamyabi Mil skti hy
                          • #14 Collapse

                            Re: ek dafa ke lalich poora maheena pachthawa.

                            Salam all forex members hn g dear ap ny sahi kaha h thore c b lalch hm ko nhi krni chahiy zra c b mistake hm ko pora month k liy pashta sakti h kuk hm lalch krty hy zda kamany k lalch my a k jld bazi my mistake kr k tread lga daty ni dakty k Kia ho ga profit h ya ni loss hoa to sara account wash is liy hm ko soch smj planning k st tread my risq LNa chahiy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ek dafa ke lalich poora maheena pachthawa.

                              account jab wash hota hae to wo sirf account wash nhe hota hae balke is main hamare pore aik month ke mehnat bhe zaya ho kjate hae to hamen cahiye ke hum is main kabhe bhe lalch na kiya karen balke hamen cahiye ke hum is main hamesha trade karen with normal lot size or ache trading karen ge tab he to hum is main kamayab ho saken ge to hamen hamesha ache trading karne cahiye forex main

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X