forex me risk factors ko kam kia ja sakta ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me risk factors ko kam kia ja sakta ha
    forex me profit earn karne kay liey ap risk letay hain or baaz dafa ap ko profit hota ha or baz dafa ap ko loss but agr ap knowledge or exprience hasil kar ke trading kartay hain tu ap kay loss karne kay chancess kam or profit honay kay chances zyada ho jaey gay jis se ap ka risk factors bhi kam ho jaey ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex me risk factors ko kam kia ja sakta ha

    Bht dfa apko loss b hota h r profit b hota hai lkn wh ap pe depend krta h zyada seekh ke zyada earn b kr skte hain jb tk knowledge na ho ap kvh b gain ni kr skte hain loss hota b hai to ap tntion na len bs yh dekhen k loss q hua h r is loss ko ksay thk kren hmesha seekhna chahye r khud ko himmat detay jain
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
    • #3 Collapse

      Re: forex me risk factors ko kam kia ja sakta ha

      forex aik unique business hain hum is mai agar risk ly gy to he hum munfa kama saky gy forex mai hamy soch samj kar risk lena ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai 24 ganty maai sy kese be wkat ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: forex me risk factors ko kam kia ja sakta ha

        Jiiii jiii dear apkiii baat bilkul sahiii haiii forex ky andr hmain risk factor ko asaanii ky sath kam kr skty hain aur iss keleyee hmain achaa knowldgee aur achii experince kii zrorat haii jb bhe hmaary pass achaa experincee aa jaataa haii to hum loog apnii mhinat achii trhaa kr paaty hain aur iss sy hmain achaa bonus bhe mill paataaa haii
        • #5 Collapse

          Re: forex me risk factors ko kam kia ja sakta ha

          hum experience ke bena par har kam kar sakty hain forex main kush trader joiner hoty hain or expert trader be hoty hain hamy is main mehnat or lagan sy kam karna chahey hamy apne learning o best bana kar kam karna chahey agar hum is main tukky laga kar kam kary gy to hamy naqsan ka samana karna pary ga hamy is main active ho kar fresh mind sy kam karna ho ga
          • #6 Collapse

            Re: forex me risk factors ko kam kia ja sakta ha

            Asslam.o aalikum g han dear ap ki baat thik hy Pakistan forex min hum risk factor ko kaam kia jata hy hamin forex min treading karty hoy hamin forex min risk lena parta hy hamin risk aur lot size apny account ka Hassab sy rakhna part ahy iis lia hamin chaye ka hum hamra ccaount bars hy to hum koch bara risk leny sakty hain agr account chota hy risk bara lin gy to hum apna account wash karwa sakty hai jis sy hamin aisa nahin karna chaye hamin forex min sich samjh ka achi treading kar ka acha prost haisl Krna chaye
            • #7 Collapse

              Re: forex me risk factors ko kam kia ja sakta ha

              Dear main ap ki bat sy agree kerta hun waqi agr hm logo ny forex main risk ko kam kr ky kam kiay tu main samjhat hu8n ky hm log asani ky sath ik bahut hi acha khasa profit hasil ker saskty hy bas hgm logfo ko yti kerna hota hy ky hm logo ko lot size ky hisab sy hi market main tarde lagani hoti hy tu hi hm log kamayb ho sakty hy is liay is bat ki koshih kary tu hi kamyab ho sakty hy werna bahut hi mushkil kamhy is main kamayb hona.
              • #8 Collapse

                Re: forex me risk factors ko kam kia ja sakta ha

                G Han agar AP money management karain ge to risk ko Kam kiya ja sakta hai agar AP aesa nahi karain ge to risk zeyada ho ga AP ko loss bhi zeyada ho ga is liye bus rules ko follow karain ge to AP acha kaam Kar sakte Hain aur earn Kar sakte Hain is liye mehnat karain aur learn karain greed se trade karain ge to kabhi kameyab nahi ho saken he is liye achi bat yahi hai ke AP mehnat karain aur greed ke Bina trading karain
                • #9 Collapse

                  Re: forex me risk factors ko kam kia ja sakta ha

                  Dear friend hamain forex trading main ziada risk nahi Lena chahay hamain forex trading main lalach nahi krny chahay q k lalach krnay sy hamain loss hota hy hamain forum main lalach krny chahay posting ziasa krnay main hamain dil laga k kam krna chahay aur high quality wala kam krna chahay
                  • #10 Collapse

                    Re: forex me risk factors ko kam kia ja sakta ha

                    market main risk ko avoid kar k hi hum achi trde kar k hi hum run karein gay aur hamain is forum main bi trade karny k liye learning karni ho gi tab h hum sucess ho sakty hain aur hamain is forum main kam ka rk hi hum achy say trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aru hamain is forum main b i trade kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucss hon gay
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: forex me risk factors ko kam kia ja sakta ha

                      Dear apny bilkul sahi kaha forex main risk factors ko kam kia jaa sakta hy hum is man sahi mehnat aur lagan k sath kaam Karin too humain loss nahi hoga aur humzyada sy zyada profit hasil kar sakhin gy aur humain chaye k hum apni jo mistakes jo hum ny kee hain pechy um sy seekhain tay loss sy bach sakain.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex me risk factors ko kam kia ja sakta ha

                        reh sakta ko kam Kiya ja sakta hai agar aap lalaji na Karen aur achi se achi trading karen to aap bahut achcha Kama sakte hain aur aapke liye bahut bada chance hai ki aap Forex per kam kar rahe hain isliye aapko chahie kya aap apne profit factor lot size ko kam karke achcha sa achcha profit na
                        • #13 Collapse

                          Re: forex me risk factors ko kam kia ja sakta ha

                          Assalamau ALiakaum my dear bhei jan main ap se mutafiq hun ap ne bahut ache bat ke hae forex main ham khud risk factors kam kar sakte hain is ke liye hamen cahiye ke hum kam se kam lot size use kiya karen hamen lot size zayada use nhe karna cahiye or hamen aik he time zayada trades open nhe karne caghiyen q ke yeh hamara margin kha jate hain jis ke waja se hamen zayada loss hota hae to isi liye hamen cahiye ke hum is main agar esa karen ge to hum risk se bach saken ge
                          • #14 Collapse

                            Re: forex me risk factors ko kam kia ja sakta ha

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                            forex me profit earn karne kay liey ap risk letay hain or baaz dafa ap ko profit hota ha or baz dafa ap ko loss but agr ap knowledge or exprience hasil kar ke trading kartay hain tu ap kay loss karne kay chancess kam or profit honay kay chances zyada ho jaey gay jis se ap ka risk factors bhi kam ho jaey ga
                            Forex trading 1 totally risky business hai isliye rishto ko Khatam nahin kiya Ja sakta ha lekin risk ko kam Jarur Kiya Ja sakta hai Jab aap lalach Nahin Karenge aur thoda profit banana ki koshish Karenge to risk automatically kam ho jaega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex me risk factors ko kam kia ja sakta ha

                              G bhai trade main risk lazmi hota hai jisy ham apny experience ki base per kafi had tak lam ker sakty hain is k liye pwhly to lot size lam se kam use karen r sab se main bat ye k eil time main ap ko eik hi trade ipen kerni hai laluch se door rahen r bager learning kiye to hargiz forex main trade open na karen risk ager hai to isy lam bhi ham khud hi ker sakty hain
                              Last edited by ; 22-01-2020, 02:56 PM.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X