Hamare Thread delete Kyun ho Jate Hain??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamare Thread delete Kyun ho Jate Hain??
    Dear members Forum mein hamare Thread delete hone ki Asal wja Hmare thread Forex se hat ke hote Hain ya hum Aik hi thread ko bar bar repeat Kar rhe hote Hain ya Hamain Apne thread pe Sirf knowledge Aur experience share krna chahye ap is bare mein kya kehna chahen ge???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamare Thread delete Kyun ho Jate Hain??

    dear forex men agr hum cahty hen keh humary thrdfae deleyt naa hon to humenn chaia keh hjum forex men zeada sy zeada mehnts y ikam katren gy forex men dill laga k,y kam lkaren g forex men jab hum acha kam karen gy forex men experince waly thrdae karen gy forex men forex men acha kammkaren gy tab he hum forex men humry thrdae dlete nai hn gy forex men kam krana he achi kamyabi hy
    • #3 Collapse

      Re: Hamare Thread delete Kyun ho Jate Hain??

      dear g ap nay correct bat ko share kia hay is ki reason yeah hay k ham is main jo bhi threads ko create kertay hein wo forex k against hotay hein jis ki waja say ham k threads delete ho jata hay is main ham ko her time main active ho kr k work ko karna chye is k bad he ham agay ki traf anay ki try karna chye is main he ham ki achi kamybi ho saky g .
      • #4 Collapse

        Re: Hamare Thread delete Kyun ho Jate Hain??

        Asslam.o aalaikum.. g han dear ap ki baat thik hy Pakistan Forex min hamra thread delete hony ki waja hum khud hamin hamri waja sy thread delete ho jata hy isi lia hamin koshish Karin chaye hum forex mjn thread karty hoy yeh ihetiyaat kanrin chay hum apny thread ko ziyad sy ziyada acha aur informative marna chye hamin cahye hum is ko acha knowledge aur experience ko saher karna zaroori hy jis sy hamrin thread delet bhi nahin hi gi aur forex mjn new member ko baht acha faida ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Hamare Thread delete Kyun ho Jate Hain??

          assalamualaikm..dear members hamary threads ya posts delete us wakt hoty Hain jab ham Unki quality forum k standard k mutabik nhi rakhty to phr hamari posts aur threads delete ho jati Hain .is Lia hamesha koshish karain k forum per hamesha posts aur thraeds achi quality ki karain aur forum per Unki quality kharab na karain aur delete na hny dain..
          • #6 Collapse

            Re: Hamare Thread delete Kyun ho Jate Hain??

            Dear brother apki baat theek hai jb new members threads create krty hein tu aksar woh forex se related nhi hoty un mein ya tu bonus k bary mein baat hoti hai ya phr forex kaisa business hai aur forex hamari life change kr sakta hai aur forex mein kitni earning ho sakti hai jb aisy thread hongy tu forum unko delete kr deta hai hamein forum pe knowledge aur experience share krna chahiye.
            • #7 Collapse

              Re: Hamare Thread delete Kyun ho Jate Hain??

              Dear hum jub bhi forex mein aise thread kerain gay jo forum kay rules kay mutabiq nahin hoon gay tou humaray thread delete ho jatay hain hamesha forex trading kay related threada kerain jin mein knowledge aur experiance share kya gaya ho aur bonus ko tou bilkul bhi threads mein discuss na kerain
              • #8 Collapse

                Re: Hamare Thread delete Kyun ho Jate Hain??

                Dear friend Pak Forex forum mn hamari apni mistek ki waja sy thread delete ho jati hain Pak Forex forum ky rules ko follow krty howy hum ko Thread create krni chahiye agr koi Thread pak forex ky rules ky against ho tu Thread delete ho jati hy hum ko quality wali thread create krni chahiye copy thread nh krni chahiye agr hum copy posts ya thread create krty hain tu hamar account ban bhi ho sakta hy hum ko har kam souch samjh kr krna chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Hamare Thread delete Kyun ho Jate Hain??

                  Jb hm rules k opposite thrwad ya post krte hain tb forex walay delte krdetay hain islye thread krne c phlay sochen smjhen phr thread kren r agr rules dkhna hai to first page pe lkhay huwe hain dekhlen phr thread kren
                  Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamare Thread delete Kyun ho Jate Hain??

                    hum thread bana kar acha bonus kama sakty hain forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kari sakty hain forex aik legal business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex kabe be band na hony wala business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Hamare Thread delete Kyun ho Jate Hain??

                      Dosto assalam o alikum .
                      Dear fellow hamari post is liey delete hote hai Jo post me ziada mistakes hoo spellings ki galtia tabhi hamari post delete hoti hai hame ache andaaz me post ko create karna chahiey taa keh hamari post delete na hoo.
                      PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                      • #12 Collapse

                        Re: Hamare Thread delete Kyun ho Jate Hain??

                        Dear Forex member ek baat Yad rakhen Hamare Vahi Threads aur Vahi postings delete hoti hai jo ke Hamari informative Nahin Hoti aur Jo hamari Forex trading se relevant Nahin Hoti Agar Humne Apne Pyar job postings ko delete hone Se Bachana Hai To fir Hamesha hi Ke Jo Bhi Threads aur jo bhi postings Karen unko Forex se related rakhen aur Apna informative aur updated knowledge share karne ki koshish karen aur repeated friends create Karne Se Khud Ko Dur rakhen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Hamare Thread delete Kyun ho Jate Hain??

                          Salam all forex members han g ap ny tk kaha ha hamare aksar threads dlet ho jati h hny chahiy k hmy experience k st threads lagani chahiy takay hamy loss na ho hmy experience k liy dn rat mhynat karni hti h jis sy hm sb pata chalta h hamara experience zada hta ha hmy zada sy zada time spend karna chahiy forex my r hm ko fazol threads mahi lagani chahiy jis sy hamara b loss r dusro ka b
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Hamare Thread delete Kyun ho Jate Hain??

                            Assalamu Alikum

                            G humary wo threads aur posts jo kisi member nay pehly say send kiye hoye hon, aur hum aisy threads aur posts dobara send karein gay to forex unein repeated count kary ga,aur jaisa hai forex kay rules main yeh ak rule hai hum ak thread 2 baar nahi kar saqty to phir aisy threads humary delete kar diye jaty hein, es liye hum sub members ko cheaye kay ak dosry kay threads aur post ko sehi tarah read karein ta keh Pata chal saqy kay kon say thread aur post already kisi nay send kiye hein aur kon say nahi ta kay bad main humari mehnet zaya na ho.

                            Thanks

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X