what is meant by stop loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Stop loss ka matlb ye hy aik app market ki judge kerty hain oir us main apni trade enter kerty hain tu pher app ko aik value milte hy jes pay app samjhty hain k market yahan say oper gae tu pher app ka oder close kum loss k sath auto pay ho jaey tu usay stop loss value khety hain jes ko trader khud decide kerta hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      stop loss aik limit hoti hai stop ki jab aap ke against market ja rahi ho to us ke lye stop loss use kiya jata hai jis per aik hisab se loss hota hai aap ko us se zada nahi hota bas yehi definition hai stop loss ki mujhe umeed hai aap ko samajh aa gai ho gi .
      • #48 Collapse

        asalam o alikum friends stop loss wo option hota hai jahan tak ap trad ko apne againest ya loss main jane dete hain ap apni marzi ki limit set kar sakte hain jahan pe ap loss ki limit set karen ge os limit ko stop loss ya sl kahen ge is se apka pora acount wash hone se bach jata hai
        • #49 Collapse

          gee bhai forex trading mei stop loss aik point hota he jo keh ham apne order mein lgate hien es se ham apne risk management thek krte hein aur stop loss trader ko lagane se ziada loss nhe hota he aur agr loss hota he to us ke limit trade ne khod kr rkhe hote he
          • #50 Collapse

            stop loss ka matlab hota hay loss ko rokna, jab app trade open kar lety ho or stop loss b laga dety ho to jaha app ne stop loss lagaya hota hay jab market us line ko touch kar deti hy to app ka order wahi par close ho jata hay us se zeyda loss app ko bardashat nahi karna pardta hay.
            • #51 Collapse

              stop loss ka matlab ye hy k hum jab apni trade koi bhe open karein to pher hum us main aik value pay stop loss laga dity hain according to our buy and sell to us value ko market ager touch kerti hy to humeri trade close ho jati hy our zeada loss say hum bauch jaty hain
              • #52 Collapse

                Dear is business me stop loss is business ka sb se main hisa ha is business me loss hmen kabhi bhi ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam liaa kareen ta k hm is business me acha earn kr skayn
                • #53 Collapse

                  stop-loss apki her trades ke sath hona lazim hai stop-loss ka mtlb hai ke ap ki investment ko save rakhna ager wo wrong analysis ki wajah se hit hoti hai to kiyun ke stop-loss ek important option hai jis ka use apne her trades main krna hai
                   
                  • #54 Collapse

                    kar saky han jis sy hamara account sav ko ziada loss se bacha leti haiiii sir isly stop loss zaro lana chyyyyyyyy e ho jata hai safe mode, some time the news breaks out and it moves the market to many fx ak bohat acha busienss hai
                    • #55 Collapse

                      stop-loss ka mtlb hai ke apke amount ka kuch hissa cut hojana kiyun ke stop-loss ap ke account ka balance ko save rakhta hai kiyun ke yeh ek behatreen option jis ka use her tarder ko kerna hai forex trading market main
                       
                      • #56 Collapse

                        forex trading mien stop loss is liye lagate hian ke ap is mein kisi bhi trade ko agar specific loss mien close karna chahte hain to stop loss lagayen aur is mein ap uske hisab se hi trades len ke apko kitna risk lena hai.
                        • #57 Collapse

                          Stop loss ka maqsad hota hai kya kiya Humne trading Zindagi Hai aur aapne Hoga trading Wiki woh toh aapko studying Mela se bachne ke liye aapke trailer stop out. Agar market big movement aapki mistake ki wajah se Karle Tu aapko loss ka Samna na karna padega aapka account Kisi bhi class ke bache. Aur apka Kaun wash Na Ho.
                          • #58 Collapse

                            dear jaha jaha tak mujhe knowledge hai main ap ke sath share krta chalon stop loss osy kehty hain jub hum apne koie trade open krte hain ager wo loss main chaly jati hai tu hum apne limit laga dyte hain or os limit ko stop loss kehty hain ager loss ho raha hai tu apne lagaye huwe limit per ap ki trade automatically close ho jaye gye osy hum stop loss kehty hain baki senior trader ko ziyadeh illah hoga is ke bare main
                            • #59 Collapse

                              stop loss eik aisa feature hay jc c main to bht ziada khush houn q kay mjhy yeh abhi tak bht ziada loss honay c bachata rha hay - ic ka matlb hay kay agar app ka loss ho rha hay to eik had tak loss ho uc c ziada nahi aur nah e uc c kam loss ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Stop loss fprex main 1 bohat he zabardst cheez hai is main traders ko limit lgani hoti hai agar trade us sy opposite jai to us jga pai ja k trader ko loss hona ruk jata hai
                                FRD 07 TRADING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X