lot size ko soch samajh k rakhain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lot size ko soch samajh k rakhain
    salam dear members lot size ko manage karna bht zrori h lot size hi hota h jis s apko profit ya loss hota h q k lot size small ho to profit km hota h r loss bhi isi hisab s km hota h r agr lot size bra ho to profit to barh jata h r agr loss ho to loss bhi barh jata h isi liay hmesha soch smjh k kam krain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lot size ko soch samajh k rakhain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: rania Siddique پيغام ديکھيے
    salam dear members lot size ko manage karna bht zrori h lot size hi hota h jis s apko profit ya loss hota h q k lot size small ho to profit km hota h r loss bhi isi hisab s km hota h r agr lot size bra ho to profit to barh jata h r agr loss ho to loss bhi barh jata h isi liay hmesha soch smjh k kam krain
    walakum slaam
    ji han dost forex trading main hamari sab se mean cheez lot size hoti hai isi ki bina par hamain profit ya loss kam ya zyada hota hai agar ham lit size zyada rakh lian to ham apne account ko hath se ganwa beathian ge.
    • #3 Collapse

      Re: lot size ko soch samajh k rakhain

      dear friend meray khial mn apko trade mn lot size apnay account ballance k hisab sa rakhni chayay jo k apka account ballance brdasht kr skay keun k agr ap apnay account ballance ki brdasht sa ziada lot size rakhen gay to apka account wash bhi ho skta ha
      • #4 Collapse

        Re: lot size ko soch samajh k rakhain

        Lot size ko samaj kar use karny waly traders ko hamesha ki trading me positive result mil sakta hay, lot size se risk me ezafa be mumken ho jata hay aur risk reduce be ho jata hay es ley agar lot size ya volume ko soch samaj kar use na kia jaye to mumken hay esy traders money management me be kamyab na hon, perfect aur profitable trading key ley lot size ki selection planing key sath karna bahot zarori hay, 1 acha trader jab tak lot size soch samaj kar nahi lagta esy traders kamyab be nahi ho sakty.
        • #5 Collapse

          Re: lot size ko soch samajh k rakhain

          forex trading main kamyab hony waly tadors hmaisha samll lot k sath apni trading karty hainq k small lot k sath trading karny se hmain boht faida hota hai aik trha se hmari trading main money management k sath trading ki ja skti hai es liye har mamber ko chahye k aghr wo chahty hain k un ko forex main bara loss face na karna parhy tu un ko samll lot k sath trading karni chahye jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain small lot k sath trading karny k kiya benifits hain main apko btata chalon..
          1: small lot se trading karny ka sub se bara faida yah hota hai k hmari trading main risk ka factor bhi kam hota hai jo k aik sub se achi bat hoti hai,
          2: small lot se trading karny se hmra account kbhi bhi wash nahi hota hai.
          3: small lot k sath money managment ko qaim rakhny main
          asani hoti hai..
          • #6 Collapse

            Re: lot size ko soch samajh k rakhain

            Gee hanot size ka bhe role important hai Aur lot size hamesha account balance ko dekh kr k he set kr k trading krni Chahye, kyn k lot size ka impact trading per Ziyadeh parta hai ager balance Kam ho aur Lalach mein aa kr ziyadeh lot size rakh kr trading krten Hain tu is ka result boht khofnak nikle sakta hai, hamesha center mein reh kr Kam Krna Chahye Aur balance Jitni lot size ki ijazat de raha hai wo he lot size rakh kr trading krni Chahye is se loss per kafi had tk kaboo paya ja sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: lot size ko soch samajh k rakhain

              G han dost hum sab ko chahaye k forex pakistan mein hum apna jab bhi lot size rakhein tu us se pehley achi tarha sooch lein q k humarey profit aur loss ka sara daromadaar humarey lot size pe hota hai es leiye hum ko bus koshish karni chahaye k hum lot size kam rakhein aur apney account k mutabik rakhein.
              • #8 Collapse

                Re: lot size ko soch samajh k rakhain

                G han lot size account k hisab sy set krna chaiye zyada lot size account wash hny ki wja bnta h lot size lalch mn aa k members zyada kr dty to jb account e wash hojy to next trade k qabil ni rehta bnda risk ko manage kr k trading kren gy to kbi b account wash ni hoga stop loss ka proper use kren gy to b loss sy bcha ja skta h agr trade sai point sy open krny ka chance ml jay to lot size increase kr len.
                • #9 Collapse

                  Re: lot size ko soch samajh k rakhain

                  G han dear friend ap ny sahi kaha hum KO cahiey ky Pak Forex treading mn har Kam souch samjh kr aur fresh mind ky sath Karen lot size Kum sy Kum use Karen otherwise hamara account bhi Wash ho sakta hy agr big lot tu big risk tu humin chahiye ky hum big risk na len apny account balance ky mutabik hi lot size use Karen lalach na Karen kiun ky lalach bori Bala hy hamain es sy buch kr rahin
                  • #10 Collapse

                    Re: lot size ko soch samajh k rakhain

                    Hamara forex market main lia jany wala risk depend kerta hai hamari lot size per ky ham agar small balance sy trade kerty huey bari lot size sy trade continue kerty hain tou hamain loss hony hoty bahot jald hamara account wash ho sakta hai lekin agar ham bary balance ky sath bhi small lot size use ker ky trade continue kerty hain tou ham kam risk śy achi trade ker sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: lot size ko soch samajh k rakhain

                      Yes dear thheek kaha ap ne hmy hr kam soch smj kr krna chahiye koi ki kam bger sochy smjy nhi krna chahiye hmy loss ho skta hy. Loss sy bchny k liye mehnat sy or dehan sy kam kren soch smj k.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: lot size ko soch samajh k rakhain

                        hamy lot laga kar investment karne ho ge pher he hum passia kama skay gy forex aik asa business hain jo hamy learning be detaa hain or hamy earning be deta hain hum is mai bager passiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai agar lalachi ban ky km kary gy to hamy loss ho ga is mai market ka balm nahi htoa

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X