Greed ka faida b hota hy???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed ka faida b hota hy???
    Wesay to greed hamen kabi b faida ni deti yh hamesha hamen loss ki taraf e lead karti hy kion k yh bahot buri balan hy is say hamen avoid karna chahey but pir b aksar log greed kar k loss face kartay but men unko btana chahta hun k agar wo apni greed pay control ni kar saktay to greed ko learning karta waqt greed karen or practice kartay waqt greed karen to unko is ka faida ho sakta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greed ka faida b hota hy???

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mar7080 پيغام ديکھيے
    Wesay to greed hamen kabi b faida ni deti yh hamesha hamen loss ki taraf e lead karti hy kion k yh bahot buri balan hy is say hamen avoid karna chahey but pir b aksar log greed kar k loss face kartay but men unko btana chahta hun k agar wo apni greed pay control ni kar saktay to greed ko learning karta waqt greed karen or practice kartay waqt greed karen to unko is ka faida ho sakta hy
    ji han agar ao lalach karte hain lekin bvot kam karte hain to is ka ap ko faida hota hai yani ap achi lalach kar rhe hain lekin jo forex business main ap profit ke bad bhi lalach karte hain to ye lalach ap ke lye bhot nuqsan deh sabit ho sakti hai our ap ka account wash ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Greed ka faida b hota hy???

      hamy is main greedy ban kar kam nahe karna chahey hamy loss ho jay ga is main market ka koi qasur nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain hamy is main aik time table bana kar kam karna chahey hamy market ko achy sy learn kar ky kam karna chahey hum is main full time be kam kar sakty hain agar hum student hain to hum is main part time be kam kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Greed ka faida b hota hy???

        apka apna point of view h but I don't think k greed ka kki bhi faida hota h q k greed kbhi kbhi as a chance apko dy jati h pr jis kam men lalch aa jati h wo kam apko ly doobta h hmesha bs mehnt s kam krain r ziada s ziada try krain tbhi kamyab hn gy shortcut na use krain
        • #5 Collapse

          Re: Greed ka faida b hota hy???

          Jiiii jiiii dear apkii baat bilkul sahiii haiii hmain forex trading ky andr greed hargizz nh krnii chahiyee balky hmain is keleyee ilm sheekhny ky tinee greed krniii chahiyee aur is ky ilawa hmain achaa experince hasill krty waqt lazmii lalachii hona chahiye iss ay hmain khuch na khuch faidaa ho sktaa haii laalchii hony sy lakin iss ky ilawaa hmain faidaa nh ho sktaa haii
          • #6 Collapse

            Re: Greed ka faida b hota hy???

            G nahi greed kesi kisam ka faida traders ko nahi de sakta hay, ye traders ko nuksan hi etna deta hay key traders kamyabi key bary me greed key bad soch be nahi sakty key wo profit earn kar sakty hey, greed ki jaye to over trading zarori ho jati hay aur traders esy decisions leny par be majboor ho jaty hey jes ko kabi be acha nahi samja jata hay, har trader greed nahi karta hay magar jo be new traders Forex market me zeyada profit ka sunta hay to wo greed key baghir reh be nahi sakta hay.
            • #7 Collapse

              Re: Greed ka faida b hota hy???

              Salam all forex members han g ap ki baat tk ha my ap ki baat sy agre karta ho greed hm ko agar dati hy to just loss dati h greed k st hm kamiyabi ni ho sakty hy forex my kamiyabi k liy hmysha lalch kp dil sy mind sy hata dana ho ga hmysha kamiyab trader vhi hta h jo sabar k st kam karta h himat k st mhynat karta h lalch my agay to jo hmy profit mily ga vo b chla jay ga loss my lihaza hm ko lalch ni soch smaj sabar k st tread karni chahiy agar hm ko loss b ajay to sabar raky
              • #8 Collapse

                Re: Greed ka faida b hota hy???

                Gee Han bro ager greed ko control Krna mushkil hai tu greed learning per Karen aur greed practice per Karen jitna ho sakey mehnat Karen Dil laga kr Kam Karen, greed os jagah per krni Chahye jaha se greed krne se Kuch faida Hasil ho, trading k duran kabhe bhe greed na Karen trading k time Sabar Aur tahmul k sath Kam Karen aur market ko achi tarah samjh kr k he order lagayen tbhi ap ko faida hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Greed ka faida b hota hy???

                  g baai sahee kqha k lqlich sah kabhi kabhi aap ko profit be ho saktba hay lekin ye asay nahee hay k aap ko har waqth faida milay ziada chance os may loss ka hotha hay is liay hamay loss say bachnay k liqy kqbhi be ziada lalich nahee karna chahiqy thake aap ka account safe rahwy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed ka faida b hota hy???

                    agar hum lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik international business hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex jasa koi or boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed ka faida b hota hy???

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mar7080 پيغام ديکھيے
                      Wesay to greed hamen kabi b faida ni deti yh hamesha hamen loss ki taraf e lead karti hy kion k yh bahot buri balan hy is say hamen avoid karna chahey but pir b aksar log greed kar k loss face kartay but men unko btana chahta hun k agar wo apni greed pay control ni kar saktay to greed ko learning karta waqt greed karen or practice kartay waqt greed karen to unko is ka faida ho sakta hy
                      Jaisa ki aapane bataya Hai Kai bar Ham Logon Ko girid ka fayda ho jata hai yah is vajah se hota hai ki sometime market Hamari favourite Mein Chali jaati hai aur Kyon Ki Ham logon ka lot size Jyada Hota Hai Iski vajah se Hamen Kafi benefit ho jata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Greed ka faida b hota hy???

                        dear g ap nay correct bat ko share kia hay agar ham is main greed k sat work ko kertay hein to ham is main success ko gain nahi kr saktay hein is main ham ko chye k ham is main kahi bhi mind main greed ko add nah hona dein is main ham ko achay say agar success ko gain karna hay to is main ham ko good hyal ko he mind main set ker k work karna chye .
                        • #13 Collapse

                          Re: Greed ka faida b hota hy???

                          forex trading main humsha lalach hume loss deti hai jab hum forex trading main zeyda profit earn krne kelye lalach main a kr jald bazi main apna trade bri lot main open kr dete hn k ye trade hume bahut sara profit de jae ga .tu wo trade hume bahut zeyda loss de jata hai yahan tak k humra account bhi wash ho jata hai es leye forex main bahut samjhdari k sath trading krni parti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Greed ka faida b hota hy???

                            G your writer greed ka fasda nh hota hy my bro hum as main olta apna loss kr jaty hn so my bro as main koshish karin ky loss sy bchin greed pu kabi bi kam na karin blky apnu knowledge py kam karin tb ja ky ap ko achi earning ho gi .aour ap loss sy bi bch jain gy aour achi earning bi karin gy .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Greed ka faida b hota hy???

                              G Han dear members trading Mai. AP agr apni posts krny main greed krty Hain to a ko faida hota Hy AP ko chahay k zaida sy ziada time trading ko dain take AP kamyb ho skain AP ki mehnat r lagn AP ki kamybi Hy AP konchahay k Soch samjh k Kam krain r ek accha experience hasip krny ki koshish krain take AP ianyb ho sakin
                              🌼 Never Give Up 🌼

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X