Kya forex pah trading krty waqat S/L ( stop loss) lagna zarori ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya forex pah trading krty waqat S/L ( stop loss) lagna zarori ha ?
    My dear pak forex friends forex ak aasan lakin risky business ha jiss main humy boht care k sath Kam krna prta ha ak Zara se ghalti aur hamara account wash tu mra sawal yah ha kah Kya stop loss laga k hum loss sy Bach skty hn Kya SL lagny sy hamra account safe rheta ha ya SL be ak risak he ha ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya forex pah trading krty waqat S/L ( stop loss) lagna zarori ha ?

    Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap achi planning ky sath achi quilty wali posts kerain taky acha knowledge oor expriences hasail kerain gay too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap achi quilty wali posts kerain taky aap kamyab hoty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Kya forex pah trading krty waqat S/L ( stop loss) lagna zarori ha ?

      ni forex men trading k liay stop loss lgana zrori to ni h or isko lgany s apka apna hi faida h is s ap bay wqt ki nuqsan s bch sakty hn jitna ho skay khud ko safe bnaen r apny loss ko km krain r gain profit k liay tp mtlb take profit ko bhi use krain takeh apko faida ho skay
      • #4 Collapse

        Re: Kya forex pah trading krty waqat S/L ( stop loss) lagna zarori ha ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Azaad پيغام ديکھيے
        My dear pak forex friends forex ak aasan lakin risky business ha jiss main humy boht care k sath Kam krna prta ha ak Zara se ghalti aur hamara account wash tu mra sawal yah ha kah Kya stop loss laga k hum loss sy Bach skty hn Kya SL lagny sy hamra account safe rheta ha ya SL be ak risak he ha ?
        Daikhain ager ap new hain tab tu ap trading kartay waqat stop loss or take profit level zaror istemal karain ya ap k account ko margin call honay say bachata hai or ap ko dobara trade karnay ka moka deta hai takay ap loss recover kar sakain ager ap stop loss istemal nahen kartay tu ap ka account stop out hosakta hia
        • #5 Collapse

          Re: Kya forex pah trading krty waqat S/L ( stop loss) lagna zarori ha ?

          Hain g bilkul forex trader k liye ye zarori hai k wo har Kam ko samjhy k business karny k liye humy kin kin chezon ki zarorat hoti hai jub Tak hum Khud koi Kam Ni Kar karty tab Tak hum achy say analysis Ni Kar laity tab Tak humy trade Ni laini chaye or pher ye b dehan main rakhna chaye humy sl or to means stop loss or take profit b lgana hai ta k humy zyada loss na ho ye but zarori hota hai lgana
          • #6 Collapse

            Re: Kya forex pah trading krty waqat S/L ( stop loss) lagna zarori ha ?

            market main planing kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain markt main kam kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain is forum main kam kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain is forum main kam kar k hi hum achi trade karien gay aur hamain har jeet ko dekh k hi trade karni ho gi ta k loss km ho sakty hain tab hi hum run karien gay
            • #7 Collapse

              Re: Kya forex pah trading krty waqat S/L ( stop loss) lagna zarori ha ?

              g stop loss k bagair apki trade he adhori hogi or hum kabhi bhe apni trade main zeada loss nahi karen gy ..munasib range main rehty hoye he hum trade karty hain or kamiyab trader bhe banty hain ,,,
              • #8 Collapse

                Re: Kya forex pah trading krty waqat S/L ( stop loss) lagna zarori ha ?

                hamy stop loss ko use karna chahey yai hamary account ko safe rakta hain hamy is main meyare kam karna chahey hum is main din main be kam kar sakty hain or hum rat main be kam kar sakt hain hum is main aik din main aik account main 24 ganty he kam kar sakty hain hamy is ky rules ko follow karma chahey yai aik international or kabe be band na hony wala business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kya forex pah trading krty waqat S/L ( stop loss) lagna zarori ha ?

                  Asalam o Alaikum dear fellows
                  G han shi kha apne forex main Hume stop loss use krna lazmi h q k hm trading krty hain to hmara trade profit ki bajaye loss main bhi ja skta h to hume stop loss use krna chahye js sy hmara trade loss ni ho skta
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya forex pah trading krty waqat S/L ( stop loss) lagna zarori ha ?

                    stop loss ka use kartay huey hi ap money management rules ko follow kar sakte hain stop loss ap ko market kay unexpected loss se bachata ha jo kay baaz okat ap ka account bhi wash kar deta ha stop loss ka use karne se ap ki trading risk reward ratio kay sath hoti ha or risk reward ratio best ho tu kuch loss honay bawajood bhi ap profit me rehtay hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya forex pah trading krty waqat S/L ( stop loss) lagna zarori ha ?

                      Ji han bhai jaan aapki baat theek hai. Hamen trade karte waqt stop loss use karna Zaruri To Nahin Hai albata Agar Ham Loss Se Bachna chahte hain aur sirf profit hi Hasil karna chahte hain aur risk Nahin Lena Chahte to stop Loss use kar sakte hain yah aap ke liye ek option hai behtr yahi hai ki Hamara account secure Rahe aur stop loss use karna chahie lekin yah lazmi Nahin Hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya forex pah trading krty waqat S/L ( stop loss) lagna zarori ha ?

                        g han ap ny bikul sahi kaha hai forex trading main jub hum tradng karty hain tu hmain apni trading main koi order lgaty hain tu apko apni trading main stop loss ka use lazmi krna chahye q k jub hum stop loss ka use karty hain tu apki trading main loss hony k chnaces kam ho jaty hain or sub se bara faida yah hota hai k hmari trading main loss hony par accont wash hony k chnaces bhi kam hoty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya forex pah trading krty waqat S/L ( stop loss) lagna zarori ha ?

                          G han my friends ap nay thk kaha hay kh stop wash say kiya hota hay ager hum stop wash estamal nahi kerty to hamra accuonte wash ho sakta hay jis say hamara bahot ziyada nuqsan ho sakta hay es liya humin cahiya kh stop wash ko estamal kerna cahiya jis say hamara accounte wash hony say pach sakta hay
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya forex pah trading krty waqat S/L ( stop loss) lagna zarori ha ?

                            Han g dear ap ny Sahi kaaha hai Forex main hamen chaheay k trading k Katy waqt So Aur Tp zror use Karen is main hamara he faida hai agr ham Forex main SL aur tp Ka proper use Karen gy Tu ham loss ko aasani sy recover Kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya forex pah trading krty waqat S/L ( stop loss) lagna zarori ha ?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Azaad پيغام ديکھيے
                              My dear pak forex friends forex ak aasan lakin risky business ha jiss main humy boht care k sath Kam krna prta ha ak Zara se ghalti aur hamara account wash tu mra sawal yah ha kah Kya stop loss laga k hum loss sy Bach skty hn Kya SL lagny sy hamra account safe rheta ha ya SL be ak risak he ha ?
                              Stop loss trading main bahut jyada useful hota hai traders ko chahie Ke Jab Bhi trading karen to stop loss use Karke kam Jarur Karen stoploss ki acchi trading mein bahut help karta hai stop loss use Karke aap big losses se safe rahte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X