Failure trading ka end nahi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Failure trading ka end nahi hai
    Agar koi trader trading karte hue fail ho jaaye ya usko loss Ho Jaaye to trader ko fail kar trading ko left nahin karna chahie apni mistake sy learn karna chahie Jab mistake se learn Karenge to acchi trading karna Jarur Sikh Lenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Failure trading ka end nahi hai

    failure ni h end trading ka you are right i agree with you asa ni h k fail ho jaty hn to hope hi khtm kr dain r phr trading ko chor dain ni nakami to apko sikhnany k liay hoti h jb tk ap failure s waqif ni hn gy apko success bhi ni mil sakti isi liay jitna ho skay mehnt krain tbhi ap kamyab hn gy
    • #3 Collapse

      Re: Failure trading ka end nahi hai

      Yes dear thheek kaha ap ne fail ho jana trading ka end nhi hy.
      Trading mein loss or profit dono cheezen sath sath hain. Loss hmari glti ki wja sy hota hy hmy dehan sy soch smj k mehnat sy kam krna chahiye agr kbhi loss ho b jaye to hmy kam bnd krny ki bjaye mehnat sy kam krna chahiye or loss ko poora krna chahiye. Agr hm loss py business he chhor den gy to hm kamyab trader kbhi nhi bn skty.
      • #4 Collapse

        Re: Failure trading ka end nahi hai

        G han dear ap ny bilkull theek kha kh forex pah trading krty wqat agr humy loss ho jye tu humy apna Dil chota ni krna chye q kah loss be business ka hisa ha humy chye kh hum loss sy na ghubrain aur forex mn aur be zadia menhat k sath Kam krn zarore kamyab hon gy
        • #5 Collapse

          Re: Failure trading ka end nahi hai

          Failure trading ka end nahi hay gee dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hain too aap ko acha knowledge oor expriences hasail kerain gay too aap forex main achi trading ker sakhty hain oor acha profit bhi hasail hota hay iss liay ager aapachi planning ky sath sath quilty wali threads oor posting kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain lykeen ager aap ka account acha knowledge oor expriences hasail kerain gay too aap zaroor kamyab hoty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Failure trading ka end nahi hai

            G bilkul faiulre is not the end of journy. Failure sa hameen dil chota ni karna chahya balky failure sa hameen sabak seekhna chahya ta kay ayend future ma hameen wo nuksaan ya failure dobara na ho is lya hameen failure sa journey k end ni karna chahya.
            • #7 Collapse

              Re: Failure trading ka end nahi hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: frd36 پيغام ديکھيے
              Agar koi trader trading karte hue fail ho jaaye ya usko loss Ho Jaaye to trader ko fail kar trading ko left nahin karna chahie apni mistake sy learn karna chahie Jab mistake se learn Karenge to acchi trading karna Jarur Sikh Lenge
              Divya bilkul theek hai Rahe Hain jab Ham forex trading maar sale hote hain to sirf aur sirf ise ki ek badi Baja hamara knowledge experience kam hona hai agar Ham starting se hi apna focus is karobar ka achcha kamai hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Failure trading ka end nahi hai

                har jeet tou har kam main hoti hi so hamain is forum main kam karien gay tab hi um sucess ho skaty hain aur is forum main kam karny k boht say faiday hoty hain so hamain market main planing karni ho gi tab hi hum real main bi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is forum main kam kar k hi hum loss say bach sakty hain aur faid aho saky ga it is best job
                • #9 Collapse

                  Re: Failure trading ka end nahi hai

                  jab hum aik dafa fail ho jaty hain to hamy trading ko chorna nahe chahey hum apne mistake sy sekty he hain hamy is main or be mehnat sy kam karna chahey hum is main full time be kam kar sakty hain hum is main part time be kam kar sakty hain hum is ko apna life time career be bana sakty hain forex main use or china jasy bary bary mumlik involve hain yai aik online karobar hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Failure trading ka end nahi hai

                    Gee Han ager kahe loss ho Jaye tu trading ko kabhe bhe Nahe chorna Chahye kyn k forex mein profit Aur loss equally Hain, kabhe loss ap ko hoga Aur kabhe profit ziyadeh loss hone se trading ko nahe chorna Chahye is masle ka ye Hal nahe k Ap trading chor dain bal k Aur mazeed mehnat krni Chahye Aur apni mistake ko correct Krna Chahye k kaha per mistake ki hai apne galti ko analysis Krna Chahye tbhi ap future mein trading achi kr payen gye
                    • #11 Collapse

                      Re: Failure trading ka end nahi hai

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: frd36 پيغام ديکھيے
                      Agar koi trader trading karte hue fail ho jaaye ya usko loss Ho Jaaye to trader ko fail kar trading ko left nahin karna chahie apni mistake sy learn karna chahie Jab mistake se learn Karenge to acchi trading karna Jarur Sikh Lenge
                      Aap hi kah rahe hain trading mein agar trading trading karte hue Tel Ho Jaate Hain To unko Forex trading market ko left nahin karna chahie balki apni mistakes se learn karna chahie mistakes se learn Karke vah acche trader Ban sakte hain
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Failure trading ka end nahi hai

                        pehli baar har traders ko. lazmi loss hota ha kyu kay os ne sirf learning ki hoti ha market ki or os kay pass acha exprience na honay ki waja se kafi mistake hoti ha or traders ko loss ho jata ha traders ko chahiey kay wo loss se daray na balkay Apne loss se exprience hasil karne ki try karay Apne analysis me honay wali mistakes ko. khatam karay takay next time achi trading kar sakay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Failure trading ka end nahi hai

                          G han ji dost apki baat bilkol thk hy k failure hamaray business yani k trading ka end ni hy bal k yh to start up hy koch log shoro shoro men bar bar loss face kartay hyn jo k un k forex ko leave karnay ka sabab ban jata hy so agar ap apnay failures say ghabra jatay hyn or un say learn karnay ki bajaye ulta forex pay blame kar k issay e chor detay hyn to yh tumharay account k wash hojanay ka sabab bn jata hy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X