The economic news can fool the trader(529.sabzwari

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    The economic news can fool the trader(529.sabzwari
    The experienced trader can often see the publication of an economic indicator pushes the price of the currency pair so strong for a short period of time and then return to previous levels. Even may soon market reaction in the opposite direction due to the revision of previous data. Do you agree with me?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear if we will buy one think then the market will go opposite to this and market will also do this and that is main that they will make problem for trading dear and i want to say that that we will focused and make a target and plan for this
    • #3 Collapse

      dear mare khyal se to jab bhe koi be news ati hai agar hum us ko samjhy and us ko follow karain to is se hamain trade main bohat help mill sakti hai and hum acha profit gain kar sakty hain...
      • #4 Collapse

        forex trading aik business hay or trading news real main trader ko bewaqoof bana jaate hain news annay kay satth hee sab kuch badal jata hay..
        • #5 Collapse

          forex news and economy news 90% right hoti hain aur agr is ki timing ko miss kia jaye yani time per news ko na samja jaye and trde open kar di jaye to phir loss ho sakta hay lekin is main news ki bjaye trader ki apni mistake ki vaja say loss hota hay
          • #6 Collapse

            yeah jo log news par trading kate hain to new unko kabi kabi fool b bana deti hai matlb k unko is main se kabi kabi loss b ho jata hai is liye hamen news par hi depend nahi rhne chahye......
            • #7 Collapse

              bhai jan is game k two parts ha aik technical aur aik fundamental fundamental news ki waja say move karti ha bro news ka part is game me buht hi important hot ha
              • #8 Collapse

                gee bhai hmein apne trading mein economic news ko dekhna hota he aur hmein apne trading mein sahih market ke news ko watch krna hota he jo trading market pr affect krte hein aur hmein apne trading mein sahih updates hon ge to hmein apne trading se profit acha mile ga
                • #9 Collapse

                  g nahi dear economic news ya calendar me jo b hota hay wo 1 year k muyedy hoty hey agar app economic calendar follow karen gey to b app kamyab ho sakty hey ye traders ko fool nahi bana sakty hey
                  • #10 Collapse

                    ya waqai bohat different or ajeeb bat haai mujhe samjh nhe ati khabi khabi k market trend or new different hoti haai phr b currency value bohat different move karti jati haai like dollar is behaving sinve 3 months or so
                    • #11 Collapse

                      kisi bhi chiz pay 100 percent trust na rekhain ye forex hai sara kaam predictions or tips ka hai agre ap k favor man jati hain tu ap acha profit earn ker lyty hain ager against chala jai tu ap loss daiti hai ic liye news k baad thora wait kiya karian.
                      • #12 Collapse

                        Forex market ko movement karney main economical news key elawa big investors ki involvement bhi shamil hoti hy. Is leye hamain hr angle ko dekhna hota hy aur sirf economical news par depend nahi karna hota. Sometimes market without any news key bhi up ya down ho jati hy. Is leye trading key doran market ko judge krtey rahain takeh buhat ziada loss na uthana par jaye.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Forex news buhat important hoti hain aur yeh traders ko loss bhi deti hain aur profit bhi deti hain. Yeh traders par depend karta hy keh woh news ko kis tarah analyse krta hy aur kis had tak un sey faida uthata hy. Yeh news correct bhi ho sakti hain aur wrong bhi ho sakti hain lekan aik perfect trader apney aap ko safe rakhta hy.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X