Threads pe ziyada aur posts pe kam thanks kiun miltay hen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Threads pe ziyada aur posts pe kam thanks kiun miltay hen
    Dear brothers forum pe ap sub logon ne yeh bat note ki ho gi threads pe ziyada log thanks kartay hen aur posts pe bahut kam log thanks kartay hen iss ki waja yeh k thread ko her koi read karta hey aur reply k sath thanks bhi kar detey hen aur posts ko kam read kartay hen aur phir thanks bhi kam kartay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Threads pe ziyada aur posts pe kam thanks kiun miltay hen

    Dear members trading Main Kam krty howy AP ko chahay k Dil sy Kam krain r ek accha experience hasip krny ki koshish krain AP kiehat r lagn AP ki kamyabi I hy AP ko chahay k Dil sy Kam krain r ek accha experience hasil krny ki koshish krain.
    🌼 Never Give Up 🌼
    • #3 Collapse

      Re: Threads pe ziyada aur posts pe kam thanks kiun miltay hen

      bhai hmain chahiay kh hum informative kam per thanks zaror dain ager hum thread per thanks da rahy hn to hmain informative posts ko bhi thanks dany hon gy bhai ap ko chahiay kh ap thanks ki limit ko pora karin jis sy hmain acha bonus mily ga bhai thread to aik swal hy jis per sab log thanks daty hn lakin reply posts to ziyada hoty hn is liay posts per thanks nh diay jaty
      • #4 Collapse

        Re: Threads pe ziyada aur posts pe kam thanks kiun miltay hen

        yhi to mujhy nhi pta hy lekin aik bat jo mery mind mein hy wo yeh hy keh threads to her member phatr sakta hy jub keh posts bht kam log phrty hein threads per to jo bhii reply kerty hein whi loog iss mein thanks bhi dety hein jub keh kuch member jo post kerty hein usko read nhi kerty isi liy thanks bhi nhi milty hein but dont worey be relax.
        • #5 Collapse

          Re: Threads pe ziyada aur posts pe kam thanks kiun miltay hen

          market main kam kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain is forum main kam karien gay tab hi hum loss say bach sakty hain aur thread ko read kar k hi hum sucess hon gay aur hamain posts caha hog a tab hi hum acha bonus hasil karein gay tab hi hum is forum main kam kar k hi hum perform karny k k abil ho sakty hain ta k earn ho
          • #6 Collapse

            Re: Threads pe ziyada aur posts pe kam thanks kiun miltay hen

            G.bhai aisy hi bt ha. Threads pa Hr koi thanks deta ha.jb k post bht kum thanks Milty ha. Mri khayal ma as ki waja ya ha k threads ko Hr koi read krta ha .jb k post ko koi bhi read nahi krta ha.threads pa asal ma aik sawal ha ya giftugu ki jata ha.discuss kia jata ha.jb k log 2sro ki post ko party bht kum ha.as li thanks ma kanjosi krty ha.shukria
            • #7 Collapse

              Re: Threads pe ziyada aur posts pe kam thanks kiun miltay hen

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
              Dear brothers forum pe ap sub logon ne yeh bat note ki ho gi threads pe ziyada log thanks kartay hen aur posts pe bahut kam log thanks kartay hen iss ki waja yeh k thread ko her koi read karta hey aur reply k sath thanks bhi kar detey hen aur posts ko kam read kartay hen aur phir thanks bhi kam kartay hen
              dear member jab bhi koi post post karne lagta hai to members main se zyada tar members jis thread ka jawab de rhe hote hain woh us par zror thanks dete hain is lye threads par hamesha posts ki nisbat zyada thanks a jate hain.
              • #8 Collapse

                Re: Threads pe ziyada aur posts pe kam thanks kiun miltay hen

                G han bhai ye chez hum ne bhi note ki hai mgr threads pe is liye ziada thanks milty hein kionkeh members threads ko read krty hein aur is pe members reply bhi krty hein members threads ki quality dekhty hein is liye ziada thanks dety hein lekin membko chahiye woh achi post ko bhi thanks dein kionkeh koi member senior hota hai is liye uski post mein forex se related information hoti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Threads pe ziyada aur posts pe kam thanks kiun miltay hen

                  Dear member apki bat bhi theek hy magar men ye samajhta hon kay jab ham koi thread create karty hen to us men ham apnay experience ki roshni men dosray friend tak apna knowledge share kar rahay hoty hen aur jab hamari bat friends ko theek lagti hay to hamari taed karty huway hamen thanks dety hen aur dena bhi chaye agar thread informative ho to.
                  • #10 Collapse

                    Re: Threads pe ziyada aur posts pe kam thanks kiun miltay hen

                    dear es ki sub se bari wjah yah hai k aj kal mambers k pass itna time nahi hota hai k wo sub ki posts parh kar yah andaza lga saken k kon kon kiya likh raha hai jub threads ko sub he read karty hain or jo thareds achy hoty hain sub he un threads par thanks de dety hain esi liye tu achy thanks k liye threads karna zarori hoty hain tab he hmain acha bonus milta hai or zyda thanks bhi tab he milty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Threads pe ziyada aur posts pe kam thanks kiun miltay hen

                      jab trader thanks dany main knjose karty hain to hamy kam thanks hasil hoty hain hamy be meyare posts par thanks dany chahey forex kabe be band na hony wala business hain hum is main online kam karty hain forex main kam karny ky kush rules hoty hain hamy in ko mostly pora karna chahey hamy dosaro ke posts ke copy kary gy to hamara account banned ho jay ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Threads pe ziyada aur posts pe kam thanks kiun miltay hen

                        Dear threads pe es liye zeyda thanks milte han kuin ke waha ham sawal informative kerte han to member us par posts kerte han to zror ache thanks milte han es liye ager ap posts bhe qualitu wali kerti han to tab bhe hamain ache thanks nahi milte es liye jitna ho saky posting ko quality mein kerne se zror achi kamyabi mil jati hy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X