Mehnat k bajaye experience share krny pe threads create Q nhi hoty

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat k bajaye experience share krny pe threads create Q nhi hoty
    Dear forum members daily mery khayal mein ziada threads mehnat k topic pe create hoty hein jiska members ko koi faida nhi hota kionkeh unko knowledge tb milega jb members apna trading experience threads mein share krengy jisko new members apni trading mein use kr k faida uthaengy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat k bajaye experience share krny pe threads create Q nhi hoty

    dear g han ap nay ahe bat kahe hay ham ko chye k ham is main mehnat k sat kam ko karein is main ham ko senior say is k baray main ask karna chye k forex kia hay s main hm ko chye k ham is main achay say ilm ko mind main set kr k kam ko karein is main ham ko kabhi bhi hemat nahi harna chye is main ham ko bar bar mehnat kr k khud ko best karnay i try kertay rahna chye .
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat k bajaye experience share krny pe threads create Q nhi hoty

      Je member khosis karty hai k thread ko foran create kya jae, wo ye ni sochty k thread ma lekhna kya hai, kio member apna new idea share karny k lae thread post ni karta, wo routine k thread hoty hai jo daily aty hai, member ko khosis karni chahe k trading k experiences ko thread k tor par share kya jae,
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat k bajaye experience share krny pe threads create Q nhi hoty

        hamy market sy related he threads banay chahey hum aik din main aik account main 4 threads karty hain hamy threads ke limit ko kam nahe karna chahey warna hamy bonus acha nahe hasil ho ga forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is main kam karty hain is main kam karny ky liey hamy office jany ke zarorat nahe hote yai aik wase karobar hain
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat k bajaye experience share krny pe threads create Q nhi hoty

          yes you are right experience ko share karna bht zrori h agr mehnt ki bjay experience p threads hony lgain to bht ziada faida hoga asy sbko pta chly ga k kesy kam krty hn r kis trh s unko loss ho sakta h r loss s kesy bacha ja sakta h r kesy prpfit ho sakta h r kesy profit ko barhaya ja sakta h
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat k bajaye experience share krny pe threads create Q nhi hoty

            hum mahnet karry gy to he hum pasia kama saky gy forex ak online business hain hum is mai night mai be kam kari sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex kabe be band na honby wala business hain is mai hamar koi be boss nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat k bajaye experience share krny pe threads create Q nhi hoty

              Apne bilkul thk kaha h hmen thread ki quality ko better krna chahye r knowledge wali hi thread krni chahye mehnat bravery is type ki thread na kren to acha h bs knowledge detay rhen aisi thread kren zyada thk h
              Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat k bajaye experience share krny pe threads create Q nhi hoty

                Ap k liye jan lena zrori hay keh membrs jo mehnt krty hain wo sab say zyada eham hay us k bgher to is forum pay kam krna bhi boht mshkil hay or yeh bhi zrori hay k sab hi membrs apna apna tjrba bhi share kren kyun is say bhi kam main asani peda hoti hay or boht kuch sab hi ko learn krny ko milta hay
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat k bajaye experience share krny pe threads create Q nhi hoty

                  Good point brother mostly threads megnat k bary main hi hoti hain jab k sab ko pata hai mehnat se hi kamyabi mily gi ohir bhi sab log mehnat k topic ko le ker bethy hain r usi per change ker ker k new topics banaty rehty hain bat to eik hi hoi na r aesi threads se koi faida bhi nahi ye aam baton main shimar hoti hain is ki jagah trade k bary main apna experience share kiya jay markete k analyse kerny k bary main share kiya jay aesi threads se ham aona faida bhi kerty hain r dosry members ka bhi faida hota hai r bonus bhi acha ata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat k bajaye experience share krny pe threads create Q nhi hoty

                    Dear AP ne bht achi baat kahi hai yehi baat me bhi forex members ko kehta hoo keh hame aek doosrey ke saath trading experience aor forex knowledge share karna chahiey tabhi ham aek doosrey ka faidaa Kar sakte hai.
                    PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat k bajaye experience share krny pe threads create Q nhi hoty

                      hamy acha expeirence gain kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat k bajaye experience share krny pe threads create Q nhi hoty

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
                        Dear forum members daily mery khayal mein ziada threads mehnat k topic pe create hoty hein jiska members ko koi faida nhi hota kionkeh unko knowledge tb milega jb members apna trading experience threads mein share krengy jisko new members apni trading mein use kr k faida uthaengy.
                        Forum per aajkal ek hi trade ko Sare members kar rahe hain mehnat mehnat mehnat Aisa kam koi bhi nahin karta jismein mehnat Najar a rahi ho lekin dusre ko Samjhane Ke Liye Sab Ne ek hi baat Pakdi Hui Hai yahi vajah hai ki bonus bahut kam Aata Hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat k bajaye experience share krny pe threads create Q nhi hoty

                          Thread new aur informative Forex ke related Karni chahie information den acche reply thanks mil Jaenge thanks se rating increase Hoti Hai benefit rahata hai. .
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat k bajaye experience share krny pe threads create Q nhi hoty

                            mehnat to gobhi Karte Rahana chahie aur experience bhi share Karte Rahana chahie donon ki chijen important hai Ham Kisi Ek Ko dusri chij per Darji Nahin de sakte Swami nuksan ho sakta hai Agar Ham ek baat per dusri Baat Ko taji Denge To Hamen loss hoga isiliye Hamen chahie ki Ham donon Ko barabar ki importance De Kyunki donon hi baten Apni Apni Jagah per Apni Apni haisiyat rakhti Hain mehnat to bahut hi jyada important tool Hai Iske Bina to bahut hi Mushkil survive karna hai joki experience Hamen mehnat chahie Hasil hota hai to yah donon alag alag baten Hain Hi Na Mila Hai aur donon per hi focus Karen donon hi bahut jyada necessary tools hi for the most success

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X