Fundamental analysis ka use

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental analysis ka use
    Hi ji members Hamen fundamental analysis use Karni chahie ya FIR technical analysis use Karni chahie ine donon mein se kaun si zyada best hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental analysis ka use

    Mere dost analysis ki 2 type se ek technical analysis aur dusra Hai fundamental analysis technical analysis ka matlab hai ki jo Hamen charts Diye gaye ho unko red Karke market ki prediction karna aur fundamental analysis ka matlab hai ki Jis country ki currency per Ham kam kar rahe hain use country ke related Halat ka jazza Lena to yah donon important hai Hamen chahie ki ine donon ko Jarur check Karen
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental analysis ka use

      dear apke baat belkul; tk ny forex men humen agr achi kamyabib bhasali karni hy to humen chaia kjeh humm forex men zeada syu zead fundamintal ka estamal karana chaia tab he hum forex men aachi kamyabi hasail kaar sasken gy forex men zeada sy zeada mehnt sy kam krana he acih kamyab i hyhyy jaba tak hum achi mehnt sy acha kamnai karen gy kabhe heb cahi kamyabi haslis nai kar saken gy
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental analysis ka use

        Aoa dear members ap n thk kaha hy k humy forex trading m analysis krna chahiya to as m donu analysis krna lazmi hy yo ap ko technical aur FIR analysis lazmi kr k hi trading krni chahiya aur jitni acha analysis ap kry gy to ap ki trading achi ho gi
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental analysis ka use

          Fundemental anylsis ke b value a lekan is k sath ap ne technical anylsis ko attach rkhna a ,fundemental anylsis ka source boht important a Jo news Hum different webs se read karty hain un se Ap short trading he kr skty hain lekan Ap ko practically trading k liey technical anylsis he help Kary ga
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental analysis ka use

            Dear friends hamain dono ko hi use karna chaheay q kah kabi market technical ko follow karti hay aur kabi market fundamental ko follow karti hay aur es waja say agar dono k mutabik trade open ki gai hogi to us say loss k chances kam hon gay aur fundamental analysis zayada strong hota hay q kah news anay par technical fail ho jata hay.
            • #7 Collapse

              Re: Fundamental analysis ka use

              Dear friend market ki situation se hi hota hai mostly found mental analysis best rahte hain mulki lihaz se market ka andaza ho jata hai...
              • #8 Collapse

                Re: Fundamental analysis ka use

                dear g ap ki bat perfect hay ham ko chye k ham is main fudamental analysis ko he use kr k trade ko open kia kareinq k is ki news perfect hotien hein is main ham ko kabhi bhi khud say koi aisa kam ko nahi karna chye jis say ham ko is main loss ko face karna pr jay is main ham ko struggle k sat agay ki traf jamay ki try kertay rahna chye kamaybi ko gain karnay k lye .
                • #9 Collapse

                  Re: Fundamental analysis ka use

                  han bhai hum achi tarah trade open kerna chahty hn to is sy hmain fundamental analyses ki zarorat hy ager ap kisi pair main trade open kerna chahty hn or acha profit gain kerna chahty hn to ap pehly news ko read karin or technical analyses sy bhi yani candle stickes sy bhi ap trade open ker sakty hn
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Fundamental analysis ka use

                    agar high impact news hai to market men nahi ana chahiey aur agar ham ne pphir bhi kuch kitya to los ho sakta hai elkin ye tab pata ho ga ke jab ham nazar rakhen ge ham aksar kehte hain ke maket achanak move kar gai wo is liye hota hai kyonkle ham acha kama karn nahi pate news pe kaam nahi karte us ko ignorte karte hain aur galat time pe trae lga ete han is liye loss ho jata hai to hman mehnat buhat achi karne ke liye time dena ho ga market ko

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X