Currencies par trading achi Hy ya gold cl par ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Currencies par trading achi Hy ya gold cl par ?

    A slam O Alekum.
    Dear member agar aap ke paas balance kam hay to phir trad currency par kia jay.our agar balance zyada hay to gold par be karsakte ho qnq gold ka spred zyada ha isle beginner kele kam spred wale currency par trade laga chahe.
    Thanks.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Currencies par trading achi Hy ya gold cl par ?

      Assalamualaikum forex members forex maie ap ko jis pair ke achi knowledge ha or jis pair maie expert hain us pr kam kry mere khal sy gold acha pair ha jo log gold py kam krna sekh jaty hain wo Cha profit kma rhe hain hmy gold pr knowledge hasil krna chaye achi earning k leye wesy sb he pair thk hain
      • #18 Collapse

        Re: Currencies par trading achi Hy ya gold cl par ?

        Forex market mai ap Currency par trade krey ya Gold par trade krey. Likan ap ney jo bhe trade open krna hai tou first mai ap ko market ko analysis krna hai es key bad ap trade open kr key market mai trade open kr sakty hai. Proper analysis key bad ap Currency par ya Gold par trade kr sakty hai.
        • #19 Collapse

          Re: Currencies par trading achi Hy ya gold cl par ?

          Ap jis pair pa b trade krren aap k pas just is k bar ilm hona chaya tb he ap kamyab ho sakty hn. Jahan tk currencies k pairs pa trade ki bt h to is mn hm tb trade ker sakty hn jb demo account mn hmari practice ache ho ge or is k ilawa currency's k bary hmara experience or knowledge b acha ho ga. Jahan tk gold ki bt h is pa b ap trade ker sakty hn is k lea ap ko kch ziada mehnat kerni hoti h q k risky h is ki movement bht taiz hoti h laken ye profit b bht acha da sakta h.
          • #20 Collapse

            Re: Currencies par trading achi Hy ya gold cl par ?

            Dear agar to account bari amount ka ho to phir gold men ya cl men bhi trading karna acha hay kyn kay en men kafi profit aa jata hay but agar account choti amount ka ho to gold and cl men trading nai karni chaye kyn kay thori c movement opposite ho jaye to account khatary men aa jata hay. forex ek acha business hay es men sabar say trading karen gay to successful hon gay.
            • #21 Collapse

              Re: Currencies par trading achi Hy ya gold cl par ?

              dear agar humy trading ka koi experience nahi hy to humy chahiye ky hum phly gold ya CL par koi bhi trades open na karen kun ky gold aur CL ki movement market mein bhut zayada fast hote hy aur ess ki movement ki samjh bhi nahi ate hy ess liye aik new trader jis ko trading ka koi experience nahi hy usko gold ya CL par trading nahi karne chahiye balkeh un members ko currency pair par he trading karne chahiye kun ky currency pair par trading safe trading hote hy thanks
              • #22 Collapse

                Re: Currencies par trading achi Hy ya gold cl par ?

                Duniya main Gold k traders bhi bohat hain or currency k traders bhi bohat hain baat apni choice ki hai Gold main margin zyada kat ta hai lekin Gold zyada tar oope ya neecha seedha hi move karta hai isi liye gold ko bhi bohat se traders prefer kartay hain or jo log currency ki trading kartay hain wo isi maibn hi trading kartay hain baat ye hai k analysis hamara acha hona chahiye trading ham chahay kisi main bhi karain charts sab k same hain bus achay analysis k zarurat hai
                • #23 Collapse

                  Re: Currencies par trading achi Hy ya gold cl par ?

                  Forex trading Mein currency pairs pressure ko account karna chahie Jiski vajah se Hamen yah Pata Chalta Hai Ki market mein kis Taraf Jyada remove kar sakti hai isliye Agar market Mein Bullet pressure Jyada hoga to market se ab workbook Karegi aur apni retracement ke liye thoda bahut hi bearish a sakti hai isliye Hamen chahie ki Ham trade Lene se pahle market Mein Bullet price hai ya FIR bears pareshan hai usko count Karen aur train ke mutabik hi trade Karen jisse Hamen prapt hoga.
                  • #24 Collapse

                    Re: Currencies par trading achi Hy ya gold cl par ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Azaad پيغام ديکھيے
                    g dear friends AP ko chye kay jab ap forex ko join kren to shuru me AP ko currencies par trade krna chye kyun kay asa krny sy ap ko es me sekhny ko bht kuch mil jay ga aur AP phr expeirence gain krny kay bad AP ko es me acha kam kisi bhi pair par kr sky hen es leay ap ko chye forex me tradign me ap ka kam hamesha expeirenced hona chye
                    Currencies pair trading karna crude oil or Gold per trading karne se bahut jyada banta hai currencies main market bahut jyada fast mood nahin karti hai aur traders ko Jyada loss hone ke chances bahut kam Hote Hain Jab Ke commodities main market bahut jyada fast move Karti Hain aur nuksan hone ke chances profit hone ke chances Jyada Hote Hain
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Currencies par trading achi Hy ya gold cl par ?

                      ji janab meary kheal se forex tradinge mein sabse achey currencey pairs hi hain kunke in mein har trader ba asani se tradinge kar sakta hai or in mein kam bonuce oe kam expereince se bhi kaam chal jata hai lekin gold ka pair thora risky hai or is mein tradinge karne keley ziada expereince or bonuce ki zarorat hoti hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X